Do not give up the beginning is always the hardest.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not give up the beginning is always the hardest.
    Assalamu alaikum Agar ham Kisi bhi kam ko start karte Hain to pahle ham us mein bahut zayada mushkilat ka samna karna parta hai kyun ki ham jante Hain ki hamen Kisi new kam ka zayada knowledge or experience Nahin hota hai jis ki wajah se hamen nuksan ka samna karna parta hai aur hamen mushkil time ka samna bhi karna parta hai magar hamen Kisi bhi kam ko start mein give up nahin karna chahie kyunki hamen is baat ko mind mein rakhna chahie kyunki Kisi bhi kam ka jo start hota hai wo aasan Nahin hota hai isliye hamen pahle zayada se zayada mehnat Karna chahie takih hamen us mein phir kamyab ho saken aur uska mein acha munafa Kama sakte ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

    hamain forum main soch samjh k hi trade karni ho gi aur ye ak boht hi best busiesns hai is forum main part time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur buy aur sell karna ho ga tab hi hum achy say trad ekarni ho gi aur hamain market main part time main bi job kar k hi hum real main kam kar k hi hum loss say b ach sakty hain aur forum main earn ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

      Bilkul theek kaha hi aapane pahle pahle insan ko thodi si mushkil aahat hoti hai Jo bhi kam shuru Karen lekin bad mein insan seat jata hai aur FIR galtiyan nahin karta tab kam ka maja aata hai Forex mein nishan main aapko bahut sare mushkil 8 ka samna karna padega to ki insan new hota hai usko kuchh samajh nahin hota ki business mein main kya karne post kaise karna hai trade kaise karne kaisi Chala main to Koi Na Koi galti hoti rahti insan se lekin apni galti hone se hi insan sakta hai dilbar dashton Na Ho Dil chota na Karen full mind hokar fresh dimag se a Forex ko time Diya Karen aur knowledge improve karte jaen bartaman paper actress jari rakhen demo se aap bilkul line per a jaenge
      • #4 Collapse

        Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

        dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agr ham nay agya ki janib jana hay to is main ham ko anay walay her kism ki difficulties ko bear karna ho g is main ham ko mehnat ker k he agay ki janib janay k traf jana ho g so is main ham ko ityat k sat agay ki janib jany ki try kara ho g is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko less nahi khyal karna hi g .
        • #5 Collapse

          Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

          yes dear ap nay shai kaha hai hai shru mian hamesha nuksan hi hota hai kyun kay hamry pas iska itna knowledge nahi hota hian is lea hamen kabhi bhe himmat nahi harni chea balky dil laga kar mehnat karni ceha or forex kay rules ko follow kar kay kam karna chaea phir ham is main suuceed hasil kr skaty hian kbhi bhe isko chorny ki galti nahi karni chea kay bohat acha business hai.
          • #6 Collapse

            Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

            g bilkul bhai aap ny bilkul sahi bat ki hai aisa kabhi nahi hota k hmy forn sy kisi kam mein expert ho jayn jb hm kisi kam ko krty hain to sb sy pehly hmy boht muhskilat face krna prti hain us k bad ja k hm is muqam per pohnchty hain k hm kuch ker skyn jb hm kisi kam mein mehnat kryn gy or mushkilat ko face kryn gy to hi hm log us kam mein kuch bn payngy. other wise hm kuch bhi nahi ker skty isi trah forex trading bhi aik aisa hi business hai jis meina ap ko p[ehly boht mushkilo hoti hai or aap mushkilat ko face kr k hi asaneon ki traf aa skty hain or kuch bn skty hain. lykin in sb baton meinkabhi bhi give up nahi krna chahey or an hi disheart hona chahey w k yeh sb batyn aap ko aagy bhrny sy rokti hain.
            "Dream bigger. Do bigger"
            (mahroosh)
            :1f607:


            • #7 Collapse

              Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

              Ji bilkul har platform par start kafi hardest hota he koi bhi kaam ho ye pehle ham se mehnat aur lagan se aagey barhte rehne ka hosla mangta he firstly hamen apna time apni knowledge apni dedication sab kuch kaam me kamyabi k lie daw par lagani parti he tab ja Kar hamen kamyabi naseeb hoti he to hamen start me apna focus kaam par rakhna chahie na k jaldi success ko pane ki lalach me apna time waste karna chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Do not give up the beginning is always the hardest.

                Yes hmy kabi bhi haar nehi man'ni chahye start main her kaam mushkil lagta hai forex bhi mushkil to hai lekin iska mtlb yeh nai k ap isy chorr drn never give up pe focus rkhy apko kamyaabi zroor mily gi but thora time lgy ga or mehnat apki mehnat apko kamyaab zroor kry gi so kbi b haar naa manay

                اب آن لائن

                avatar Ayn
                Working...
                X