Assalamu alaikum Agar ham Kisi bhi kam ko start karte Hain to pahle ham us mein bahut zayada mushkilat ka samna karna parta hai kyun ki ham jante Hain ki hamen Kisi new kam ka zayada knowledge or experience Nahin hota hai jis ki wajah se hamen nuksan ka samna karna parta hai aur hamen mushkil time ka samna bhi karna parta hai magar hamen Kisi bhi kam ko start mein give up nahin karna chahie kyunki hamen is baat ko mind mein rakhna chahie kyunki Kisi bhi kam ka jo start hota hai wo aasan Nahin hota hai isliye hamen pahle zayada se zayada mehnat Karna chahie takih hamen us mein phir kamyab ho saken aur uska mein acha munafa Kama sakte ...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим