Stop loss lgana q zruri hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Stop loss lgana q zruri hy.

    Assalam_0_Alaikum! Forex mn save aur secure treading krny ky liye hum ko stop loss ka use bhi krna hota hai agr hum stop loss ka use nh krty tu hum ko es ki waja sy bahut nuqsan ho jata hai some time asa hota hai ky hum market ko analysis kr ky tread open kr lety hain but hamry apny analysis hamry againts chly jaty hain jis ki waja sy hamra account bhi wash ho sakta hai but jab hum stop loss ka use krty hain tu hamra account wash tu nh hota but hum ko loss ho jata hai aur phr hum apny loss ko recover bhi kr lety han hamen forex market mein hamesha soch samajh Kar Hi trading karni chahie hamesha market ke rules ko follow karte hue hi Forex mein kam karna chahie jab bhi Ham Forex ki rules ko follow nh karte Forex ke rules Kohinoor kar dete Hain to iski wajah se main bahut hi zyada nuksan ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Stop loss lgana q zruri hy.

      Assalam o alaikum dear forex member forex business me humy bhot hi cearfuly. Rehna parta hy
      Jo dost is business me new hy unko. Chaye k last me stop Les lagana zarori hy is sy hamara. Account. Safe rehta hy
      • #33 Collapse

        Re: Stop loss lgana q zruri hy.

        stop loss ka ap use karty hain tu ap ka account wash honay sy bach jata hai or ap es tarha apny account mai jo analysis price lagai hoti hai us mai modification kar skaty hian ya baqi kuch changes kar kay us mai mazeed trade ko continue ya phir new trade open kar skaty hain lekin ap risk lay kay rahkain gy bina stop loss tu woh dangerous hai.esleye proper stop loss ka use kiya karain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Stop loss lgana q zruri hy.

          Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap sab theek honge aaj ka hamara topic hai stop loss top loss kiya hai aur isko use karna Kitna jyada jaruri hai is per Aaj Ham discuss karte Hain.




          Stop loss in forex trading:



          Stop loss Ham bahut acche tarike se use Karen to Hamen se bahut jyada benefit hota hai ham log trading karte hain lekin active Nahin rahte to Hamen bahut jyada acchi tarike se trading ke bare mein pata hota hai ki market ki movement kis side per ho sakti hai jise Hamen loss ho sakta hai Ham tab hi jakar Star Plus ka use karte hain jab Ham active Nahin hote ya koi bhi issue hota hai ya Ham market ko acchi tarike se understand nahin kar rahe hote tab Ham Stop loss ka use karte hain.



          Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	6
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12389127




          What is stop loss?



          Stop loss woh loss hota hai jo ki Ham unexpectedly use karte hain jisse Hamen benefit Hasil ho sakta hai kam loss ne apni trade ko save Rakh sakte hain Apne account ko bacha sakte hain Ham stop loss ka use karte hain kyunki stop loss ek aisa benefit Hai trading mein jo aapko active na Hoke bhi active rakhta hai agar market aapki opposite ja rahi hoti hai aur aap usmein bahut jyada risk le rahe hote hain to aap usko trading karte hain lekin aap without risk trading kar rahe ho to aapko stop loss ka use Karke koi ek fix point rakhna padta hai jisse aapko use point per aapki trade automaticly close ho jaati Hai aur aapko benefit bhi hota hai jisse aapka account Nahin Hota aur aap kam loss mein apne aap ko save Rakh sakte hain.



          Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	5
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12389128



          Benefit stop loss:


          Stop loss ka benefit yah hai ki aapko trading mein bahut jyada acche tarike se market ke bare mein knowledge na hone ke bad bhi aap trading kar rahe Agar hai to aapko usmein tension lene ki jarurat nahin hai aap stop loss aur take profit iska use Karke market ko trading ki taraf la sakte hain usmein aapko bonus milta Hai demo phone per aap use per practis karte Rahe jisse aapko trading ke bare mein pata chalega stop loss ke bare mein pata chalega ki benefits kya hai Iske side effects kya hai Iske bare mein bhi pata chalega Agar aapko profit ho raha hota hai to aapki trade close nahi hogi automatically kyunki Agar aapane take profit lagaya hoga to trade close ho jayegi lekin Agar aapka stop loss hit ho jata hai aur uske bad market niche a jaati Hai to aapko dis heart hone ki jarurat Nahin Hai market fir se aapko bahut Achcha profit degi aur aap usmein bahut acche tarike se trading Karke benefit Hasil kar sakte hain.



          Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	1
Size:	2.5 کلوبائٹ
ID:	12389129

          اب آن لائن

          Working...
          X