Stop loss lgana q zruri hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss lgana q zruri hy.
    Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Trading me aksr traders stop loss ni lgaty specially Jo traders new hn wo ni lgaty . Ye lgana zruri hy ya ni.
    Agr hm safe trading krna chahty hn tu phr hmy chahye k hm trade me stop loss lazmi use krn. Q k loss b trade ka hissa hy. Loss ko b bardasht krna hu ga hmy. Aik small loss behtar Hy bjay is k keh Sara account wash hu jay. Is lye koshish krn k aik munasib point pr stop loss lazmi set krn. Mery apny 2 account wash huy stop loss na lgany ki wja sy . Is lye ab yei experience hua k Thora loss face krna chahye bjaay isk k poora account wash krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss lgana q zruri hy.

    Assalamu Alaikum Star Plus karna bahut Jaruri hota hai heart aur Parichay Logon ke liye Jo Har Waqt market ko Azhar nahin kar sakte joki professionnel Nahin Hai yah Mere Jaise log Jojo Ke Saath Saath Apne income ko strong karne ke liye karo bar Karte Hain Aise Logon ke liye stop-loss Lagana Jaruri hota hai Kyunki Agar market Hamari bahut jyada Gaya Chali Jaaye aur Hamara Star Plus Lagta hoga to market Hamare Thode Se lost per control ho jayegi bahut bahut Man Ho Jaaye Ki Nahin Agar Hamara staff nurse Nahin hoga to Hamara pura count was ho sakta hai isliye Star Plus bahut hi jyada jaruri hai aur vah diya tha ki Hamen hai
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss lgana q zruri hy.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Trading me aksr traders stop loss ni lgaty specially Jo traders new hn wo ni lgaty . Ye lgana zruri hy ya ni.
      Agr hm safe trading krna chahty hn tu phr hmy chahye k hm trade me stop loss lazmi use krn. Q k loss b trade ka hissa hy. Loss ko b bardasht krna hu ga hmy. Aik small loss behtar Hy bjay is k keh Sara account wash hu jay. Is lye koshish krn k aik munasib point pr stop loss lazmi set krn. Mery apny 2 account wash huy stop loss na lgany ki wja sy . Is lye ab yei experience hua k Thora loss face krna chahye bjaay isk k poora account wash krain.
      Walekum Assalam
      ji Janab Forex Mein trade ke Darmiyaan stop loss Lagana jaruri hai
      stop plus lagane ka matlab hai ki aap Jyada nuksan se bacha sakte hain
      Star Plus Lagane ke bad aap Ek Taraf bhi Laga Le sake aap Jyada lalach na Karen aur thoda sa profit ho aur aapki trade close ho jaaye
      Forex Duniya ka sabse bada online business hai ismein koi lalach Ki gunjaish Nahin Hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss lgana q zruri hy.

        Dear member agar hum forex my apny lose ko kamkarana chaty hayn to us ka laiay zarory hy ka hum proper vtriky sy hi kamkaraty rahayn agar hum forex my proper triky sy kamkaraty rahayn gy topn zaroor kmayab ho jayn gy or agar hum propertriky sy kam ni karayan gy to hum kmayab ni hgo sakty .dera forex member forex ak bohat hi acha bussiness hy is lisy humy apny traf sy mukam al mehnt sy hi kamkarana chiay agar hum forex my proper mehent sy kam karayn gy to zarror kmayb hio jayn gy.humy koshis karany chiay ka hum humiasha stop lose ka ahi use karayn agar hum stop lose ka use karayn gy to hum zaroor kmayab ho jayn gy.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss lgana q zruri hy.

          Nice opinion hay apka agar ham stop loss use karen gy to zeada loss sy safe ho kar trading kar saken gy market ko itni achi tara sy analyse karen ka stop loss point bahot door bhi na ho kay bahot bara loss ho jay aor itna qareeb he na ho kay marekt foran stop loss point ko hit kar lay aor aisy he loss py loss hota rahay stop loss use karnay kelye kisi seniors ka mashwara lena lazmi hay aor sath men take profit bhi lazmi use karen agr ham acha kam karna hy forex me to hamen time dena ho ga jo members acha time detay he wo kamyab traders hen agar ham us men tme ni den gay to hamyab hona mushkil hay.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss lgana q zruri hy.

            Forex business mein jab bhi trading karain stop loss ko laga kar trading karain kiok stop loss ka buht ziada faida hota hai forex mein hum ko stop loss ko zaroor lagana cahaiye kiok is se account wash hone se bach sakta hai stop loss ko laga kar trading karain gey tu buht ziada loss se bach saktay han aur account wash nahin hota stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hota hai nuqsaan koi nahin hota
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss lgana q zruri hy.

              Dear Forex form K members stop loss lgana is liy Zarori h k agr market ap k bht ziada opposite bhi chli jae, to apka account wash na ho aur aur phr b trading kr sken, is mai ap sbko chahye k trade lgaty huy stop loss ka use Zaror kren.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                stop loss lgana bht zyad importanat hai agr hum es main sl lgatay hain to es say humain kafi faida hota hai jub hum es trah say apna kam kuray gay or e kaay sath sath hum es main sl lgay gay to agar humaain losss aye gaaa to es say humara account ewash nhi ho gaa hum es main apnay account ko bhi safe rukh saktay hain to es trah say humain es main apn akam kurna chahiyay or es traah say apna kam kur kaay humain achay say es main kamyab hona chahiyay or sufccess gain kurni chahiyay
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                  Ham Tamam ke Tamam log is market ke andar trading karte waqt stop-loss ka istemal Karte Hain basically stop loss lagane ka maksad Yahi hota hai ki ham log Hamesha acche se market Mein kam kar sake aur jab ham log acche se kam Karenge to stop nose Ek Aisi entry point Hoga Jahan per Aakar Hamara loss ruk jaega kya aur ham logon ka profit book ho jaega Hamen Hamesha Is Tarah Se Hi Kam karna chahie Hamesha ham log is market ke andar successful Ho jaenge
                  When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                  :)
                  (AbdulWahab33)
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                    stop loss jab ham lagate hain tois se hamara loss kam ho jata hai aur hamara account save ho jata hai aur ham behtar se baki kaam kar sakte hain aur hmain is mein kaam karne se kameyabi milti hai is liye hmain is mein kameyab hone ke liye mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain knowledge ho ga to earn ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                      Star Plus ka Lagana bahut jyada important hota hai main print rate hai stop-loss Jarur Nagar Mein Shayad apni trade Mein stop-loss lagaenge To Ham Apne trade ko Kamyab Bana Karenge Hamen Hamesha acche tarike se kam karna chahie Hamesha acche tarike se kam karna chahie trading karte hue jaldbaji mein gane chahie trading Hamesha Soch Samajh Kar karne chahie planning ke sath Humne trading karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                        Assalamu alaikum kaise hain aap sab ji main aapko batata Hun ki stop loss lagana kyon jaruri hai sabse pahle to aap ko pata Hona chahie ki stop loss hota kya hai Star plus wali range Hoti hai yah vo line hoti hai jo aap trade kartrocket lagat hota ki agar aapki trade loss mein chali jaaye to jyada last mein Na jaaye aur thode loss nahi vah trade close ho jaaye aisa last score of recover kar sar ko aap usi range mein hi hamesha stop-loss ki modification karte ho stop loss lagana bahut jaruri hota hai ji aapko Kisi bhi bade loss se bacata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                          Asslam o Alikum, main umeed karta hon ao sab khyrat sy hon gay. Stop loss lgna bahot zrori haib k jo bnda stop loss use nahi krta wo apna account wash krwa skta hai. Us ko bahot bara loss ho skta hai agr ap na kisi bary loss sy bchna hai to ap ko chaye be careful rhien axhy sy kam krien stop loss ko use krty huay trade krien q k jab ap asa kro gay to axha profit hasil kar sako gay. Thanks to all my friends and family.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                            Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karte waqt last ho jata hai aur Hamen stoploss karne ke liye acche se acchi mehnat Karni Hogi tab hi Ham loss ko stop kar sakte hain aur jo Insan trading karne se pahle market ki movement ko acchi Tarah check karta hai aur Market ko analyse Kiya karta hai vah Jarur stop loss kar sakta hai aur accha Profit Bhi Hasil kar sakta hai aur jo Insan market ki movement ko check nahin karta vah kabhi bhi hai Achcha profit Hasil nahin kar sakta isliye FIR milenge Khuda Hafiz
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss lgana q zruri hy.

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain aur aapke pass Chhota account balance hai aur aap apne Chhote account balance ko secure banana chahte hain aur apne chote account balance ke sath apni trading karna chahte hain aur apne trade Se Achcha profit Hasil karna chahte hain to aapko Hamesha Apne trade open karne ke bad apni trade ke andar Stop loss laga dena chahie Is Tarah aapki trade Se Jyada nuksan se bache sakti hai aur aap apne target ka profit bhi Hasil kar sakte hain iske liye aapko TP Lagana Hoga isliye Hamen Apne trade ko open karne ke bad apni trade ke andar SL aur TP laga dena chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X