Market may GAP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    meray bhaai jb market friday ko close ho jaati ha to monday se dobara start lati ha in 2 dinu me bi kuchh news waghera out hoti han jin ka effect monday ko daikha jata ha isay market gap kehtay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear aap is market ko apni trading sy thora hat kar dekhein. ab jin countries main hum forex ko trade krty hain online. wahn pr saturday or sunday ki close hoti hai lekin sari dunya main specially muslim countries main juma k din chutti hoti hai. to saturday or sunday ko baqi dunya man trade hoti hai jis wjha sy market main thora sa farq par jata hai.
       
      • #48 Collapse

        jee han ye aksar monday ko hota hi market jumme ko jis jaga per close hoti hi monday ko start ahan se nahi hoti jo differnece ho iss ko gap ka name dya gya hi ye local markets main movement ka results hota hi jis ki waje se gap hota hi
         
        • #49 Collapse

          dear ya conform bhat ha ke jab market close hoti ha tou jab wohe market dobra open hoti ha tou wo gap day ke start hoti ha ager market close ke time neache a rhi ti tou wo uper gap day ke start ho ga r ager uper ja rhi ha tou phr neache gap day ke aye gay
          • #50 Collapse

            G haan bilkul.monday ko market thoora ya zyaada gap to show karti hai.is ki waja holidays hain.holidays main jo rates main change aata hai us ki waja say ye gab show hoota hai monday ko market ki opening kay time.
            • #51 Collapse

              merey khayal sey market mey gap hota hey chunkey trading key lye 7 days hotey hey or us mey 2 din ki chutti hoti hey tho isi lye market mey gap aa jata hey or jis mey aap khoob learning kar saktey hey
              • #52 Collapse

                Forex is a global money exchange market and market gap is a common matter here. Because currency moves for some good or bad economic news. Thank you.
                • #53 Collapse

                  For example jab market d1 me apni next candle bnati hai to us me or last candle me kafi gap hota hai or jab market ye gap lati hai to us se ap k analysis me izafa ho sakta hai or wo gap market ki 2 day closing ki waja se banta k jab market 2 days close rehti hai.
                  • #54 Collapse

                    when we get holidays like Saturday and Sunday and after that when the market opens that is then i think called market gap and we can new trends and new prices and we trade after two holidays and we get relax as well after so tiring business and i think gap is good and we need i think more gap in market so i think gap is must in trading business
                    • #55 Collapse

                      dear bussness kabhi b band nai hota ye ap k apne oper deend karta he kiun jab weekend k bad monday ko markeet dobara strat hoti he tu gap mahsoos hota he ,lakin online bussness me har person k apne oper hi depend karta he
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Dosto, market may gap hota kia hay? yeh gap jis ki hum baat kar rahay hain, aksar monday ko jab market open hoti hay to ata hay, market aik gap k sath open hoti hay, kia ap ko is baray may kuch maloomat hain? yeh kaisay hota hay?
                        jab new day ko market start hoti hai to is main bahut gap hota hai aur jis ki trades jummey wale din reh jatey hain ya to unko bahut nuqsan hojata hai ya phir profit.
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Dosto, market may gap hota kia hay? yeh gap jis ki hum baat kar rahay hain, aksar monday ko jab market open hoti hay to ata hay, market aik gap k sath open hoti hay, kia ap ko is baray may kuch maloomat hain? yeh kaisay hota hay?
                          my dear friend mere khayl se pore hafte main 2 din ka gap hota hia jo k saturday aur sunday ko market closed hoti
                          hai aur monday ko open hoti hai bus ye 2 days ka gap hota hoa mere dost.
                          • #58 Collapse

                            q k hafty k 7 din main sy market 5 din open rehti hai or 2 din close rehti hai jis ki waja sy jb wo 2 din close hne k bad monday ko open hoti hai tu es main gap aa jata hai
                            • #59 Collapse

                              Forex trading mein market week mein 5 days open hoti hai, aur market agar Pakistan time kee baat ki jayee too Monday kee subha ko 3 bajee open hoti hai aur Friday koo band hoo jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Brother mujay is k bare mein thk se tou nai pata hai , per yeh gap ata hai ya tou market bohat uper se open hoti hai ya phir bohat he neche se , I think yeh gap market 2 days close rhene ki waja se hota hai, market jaise he open hoti hai tou investor aik dam se apna paisa invest ker dete hai jis ki waja se market gap k saat open hoti hai.
                                :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                                :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X