janab maugha ziada knowledge tu nahi hai laken main samjhta hon GAP aap saturday market band hona k bad monday ko jo khulti hai us ko kahtay hain jab market band hoti hai tu yah broker k chutti hoti hai market chalti rehti hai lahza jab monday ko open hoti hai market tu us main halka sa flutuation aajata hai is ko GAP kahtay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим