Market may GAP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear market me gap se muraad yeh hai k jaisaa k aap jaantey hain k yeh siraf haftey me 5 din kaam karti hai aur 2 din rest hoti hai to is doraan dunyaa ka karobaar nahi ruktaa to jab in do dino k baad market shuru hoti hai to wahaan se nahi ho jahan pe close hui thi ok
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      sthurday aur sunday ko cloose hote hai aur jab monday ko yeh market open hote hai to is main is leay hesunday ko wo kuch had tak tu hota he hai na aur choti tu brokkers side kerte hen lekin us k bawjod market men apni jaga move hota hai
      • #168 Collapse

        mera khial mien gap wahi ha jis time mien market off rehti ha jaisa k saturday , sunday or isi thra kai dosre din hain jin mien chuti hoti ha unites states or other functions jis mien market off hoti ha
        • #169 Collapse

          Dear market ka gap matlba hai kai buying and selling rates kai beech ka gape. For e.g EUR/USD ki market ka gap hai 1.399 and 1.410. Yeh gap har currency pair mai hota hai, and isi gap ki waja sai earning bhi hoti hai. Obviously, buying and selling kai rates to same nhi ho saktai.
          • #170 Collapse

            myabi k liea zarrori hai k wo kuch had tak tu hota he hai na aur choti tu brokkers side kerte hen ap apna aim k sath chipka..
            • #171 Collapse

              je han ya shai ha ka weak ka 5 din Forex market run karte ha lakain jab do din gap sa Forex market Monday ko open hote ha tu us main kuch gape ata ha but ya nhi pata kitna gape ata ha .
              • #172 Collapse

                bhai week me jab market close hoti hai or jab monday ko again open hoti hai to candles ke beech em gap ajata hai kabhi ziada down ka hota hai to kabhi up ka so market close hone se pehly apni trading band kar deni chahiye .
                • #173 Collapse

                  basically forex market weekends per off hoti hai to hum jo kaam karte hain woh 5 days in a week karte hain then jab monday ko market phr se open hoti hai to gap aajata but yeh gap certain time period k lye hota hai kuch time baad sab normal hoajta hai.
                  • #174 Collapse

                    bhai forex me hum jitna bhi kaam karte hain aik week me to jab next week market open hoti hai to us me pata nahi hota hai ke kitne gap se open ho gi so hum ko chahiye ke market close hone se pehly he trading close karden .
                    • #175 Collapse

                      Forex ki market main jab kabhi koi market last time fast kam karti hay tu jab app ko monday ko market open milti hay tu app ko is main aik gab milta hay jo app ko loss bhi de sakta hay aur nafa bhi .
                      • #176 Collapse

                        gee brother me too forex forum busineess me new hoo aur trading sekh raha hoo aur knowledge aur experience haasil kr rahaa hoo mje too abi forex market ke baary me khuch nae ptaa me abi new hoo aur trading sekh rahaa hoo forex forum acha busieness hy
                        • #177 Collapse

                          forex main gapaata rahta hai is main kabhi market up jati hai aur kabhi down jati hai ap ko is main trading kertey waqt mind ko used kerna chahiye aur experience se bhi kam lena chaiye.
                          • #178 Collapse

                            me to abi forex pe new hun so me surely to nahi bta sakti k market me gap kya hai but I think after holidays jb ap market re open karte ho to jo gap is k between aya hota hai meanz holiday it is gap in market structure because jb market after holiday open karte ho to aap ko kam phr nae sire se start karna hota hai...
                            • #179 Collapse

                              market me gap just saturday or sunday ko hota ha kyun k bhut se sectors saturday or sunday ko close hotay hain or market monday se friday tak open hoti ha jisme kam kiya jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Dear Saturday aur Sunday ko market close hoti hy aur is doran jo important news hoti hien un ka impact Monday waly din already market per par chuka hota hy is liey monday ko jab market open hoti hy to market price mein gap aya hua hota hy. ye gap us important news ki waja sy hota hy jo Saturday ya Sunday ko hoti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X