Market may GAP
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    janab maugha ziada knowledge tu nahi hai laken main samjhta hon GAP aap saturday market band hona k bad monday ko jo khulti hai us ko kahtay hain jab market band hoti hai tu yah broker k chutti hoti hai market chalti rehti hai lahza jab monday ko open hoti hai market tu us main halka sa flutuation aajata hai is ko GAP kahtay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Nice asking. The main reason behind the gap is market closing. Forex market is close in Saturday and Sunday. This 2 days gap influence the whole trade. Regards.
      • #18 Collapse

        yes dear apki baat theak hak ay foerx main market kay bech amin jo gap hota ha wo is main spread kehlat aha aur us main jis main sub sy kaam gap hoga wo i smian sucessful sabat hoga i smain
        • #19 Collapse

          Well forex market nahi rukti asal main brokerage companies 5 days trading allow krti hain. Weekends par bhi prices upper niche hoti rehti hain or events news publish hotin hain jin ka effect gap ki surat main monday yane weekends k bad nazr ata hai.
          • #20 Collapse

            forex ki market main koi gap nahi hota han is main do din ki chutti hoti hai yani saturday aur sunday ko aur is ke elawa jahan per ap ki trade still hoti hai yani jis point per hoti hai wahan se hi monday ko ap ko trade phir se chalne lagti hai is main koi gap nahi hota
            • #21 Collapse

              forex market haftay k 5 dyas open hote hai aur sthurday aur sunday ko cloose hote hai aur jab monday ko yeh market open hoteforex market haftay k 5 dyas open hote hai aur sthurday hamsha ana leh sunday ko cloose hote hai aur jab monday ko yeh market open hote
              • #22 Collapse

                g ha ya bat thek ha ka aksar monday ko jab market open hoti ha to ak gap ka sath open hoti ha ya har bar to nhi hota but kabi kabi asa ho bi jata ha waja bari simple ha aksar during closing day koi boht bari news ana sa asa hota ha.
                 
                • #23 Collapse

                  Brother mujhe iss bary main nahe pta lekin apne aik acha topic discuss kiya hai aur baqi dosto k comments dekh kr kaafi kuch sekhne ko mila hai iss bary main ab meri koshih hogi k main isko seacrh kro aur khud dekho ya kisi senior member se iss bary main pucho , kaafi acha topic discuss kiya apne tnx..
                  • #24 Collapse

                    forex market weekends pa band hoti ha is ma trading ni hoti is waja sa jab market close hoti ha to us waqt market ma traders apni trades close kraha hota han or bht dafa trade close ni hoti or jab market open hoti ha monday ko to to start ma gap isi waja sa ajta ha k previous session ma investment gap hota ha but ya natural c bat ha
                    *** ThUnDer ***
                    • #25 Collapse

                      daer ya depend kaarta ha us country ka halat paar un ki economy paaar ager us ki economy 2 days main high hoti ha to market high sa start ho gi ager wo down sa close hoi ho fridays ko . ya gap bohat zadha matter karta ha Forex main kui ka high sa start ho gi to bohat zadha chances hain us ka high paar jana ka .
                      • #26 Collapse

                        poray hafty lagatar markeet open rehti hai or up daown hoti rehti hai jab yeh band hoti hai to 2 din baad is main kafi gap aya hota hao kabhi kabhi to 40 50 pip tak ka gaip a jata hai q k markeet new siry sat open hoti hai markeet jab gap k sath open ho to wo hamehsa apna gap ko tuch zror karti hai ...
                        • #27 Collapse

                          pahli baat ye main chati hoon pore hafte market open rahe leakin sawal ka jawab ye hai k 2 din holiday k baad jb start se market open hoti hai tu gap k sath start hoti hai phir baad mein normal pe a jati hai market.
                          • #28 Collapse

                            Good question dear brother is gap ki apni hi strategy hoti hai dear our us ko follow kiya jata hai agar follow na karo tu pher loss hota hai so is ki learning karna lazmi hai our asan b kafi our profitable b kafi hai so best of luck is k liyeh learning is the better then earning
                            • #29 Collapse

                              yes brother i am agree with you,kabi kabi aisa hota hy k friday ko jab market close hoti hy to monday ko open gap sy hoti hy ye gap aksar merket me look karny ko milta rehta hy so hum ko koshish karni chahy k hum market close hony sy pehly apni tamam trade bina loss k close kar den.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                agar markit markit hig main coloz hote hai to markit retesman zaror dete hain wos k bad markit buy hote hai magar markit jab band ho to app trad coloz karen
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X