Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?
    Dear all forum member mein aap sab say ye pochna chahta hon kay hamein per trade par kitna risk lena chahye kay hamien zeda lose na ho or acha profit bhi mily ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

    hanji daer pa nay aik acha question kiya hai kay hamen per tra ekitna risk laina chea kyun kay agar ham yei nahi sochen gay tu ham trading main kmaybi nahi hasil kar skaty hian is lea hamen chea kay ham apna margin set rakhna chea kyun kay agar ham apna margin set rakhen gay tu hamen har trade main profit mil sakta hia is lea hamen choti lot rakh kar bari earning karni chea kyun kay agaer ham apni lot ko chota rakhen gay tu ham achi earning kar skaen gay is lea jitna ho sakta hai hamen is main mehnat karni chea jitna ziada hma is main apna time den gay ham is main utni hi jaldi achy trader ban skaenn gay laikn khyal yei rkahna cheaea kay ham lot size hmesha kam say kam rakh kar kam karen or kam risk len.
    • #3 Collapse

      Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

      dear forex main ap ko risk apne capital ky hisab say laina parta hai ager ap ky pas 100 doller ka account hai tu ap ko is business main maximum loss 10 doller ka rakhna chahye aur 10 doller ko 2 lot pay devide kar ky phir ap ko trade karni chahye is say ager ap ki aik trade main profit ho ga tu ap ki second trade main ap profit mily say ap ka loss reocver ho jay ga is lea ap ko forex main regular rules ko follow karty hoay kam karna chahye aur money mangement ko kabhi bhi bhol nahi chahye kyon ky ager is business main ap ny regular success laini hai tu ap ko sab rules ko apply kar ky phir he kam karna chahye rules say he har trade is business main success hasil kar skaa ha is ky bgair mumkin nahi ha.
      • #4 Collapse

        Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
        Dear all forum member mein aap sab say ye pochna chahta hon kay hamein per trade par kitna risk lena chahye kay hamien zeda lose na ho or acha profit bhi mily ..
        Dear aapane bahut hi technical question kiya hai aur bahut hi important question hai aapka Iske Jawab Nahin main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading Mein trade Lagate Hain To Humko risk Har Surat Mein Lena padta hai aur Agar Ham Apne risk ko proper measures Karke Karenge To Hamara account Jyada Mehfooz rahega Humko chahie ki Ham Jab Ek trade Lagate Hain To usmein Ham 20 to 30% risk involved yah Karen aur Agar Humko Apne account ka 20 to 30% nuksan ho raha ho to Humko apni trade close kar deni chahie Kyunki uska matlab kya hota hai ki Humne Jo trade ki selection Ki Hai vah Hamari analysis ke against ja rahi hai aur Hamara account totally wash bhi kar sakti hai aur 20% risk Aur nuksan Ko recover karna Aasan hota hai aur Agar aapka Muskan isase jyada ho jaega to aap ke nuksan ki recovery Jyada difficult ho jayegi.
        • #5 Collapse

          Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
          Dear all forum member mein aap sab say ye pochna chahta hon kay hamein per trade par kitna risk lena chahye kay hamien zeda lose na ho or acha profit bhi mily ..
          brother forex mein Jo bhi trade apne wale open karni hai usmein aapki apni marji hoti hai ki aapane ismein kitna s lena hai agar aap is market mein jyada risk Lena chahte Hain to aap Koi aisi trade dhoondne hogi jis per aapko yah confirm ho kya aap agar ismein side open karte Hain to usmein aansu kafi jyada fayda ho sakta hai aise hi jo status is market mein trade opencart wakad minut karte hain unko ismein soch samajhkar trade open karni chahie agar aap is market mein trade open karte ho Kat Koi aisi mistake karenge jismein aap naraz nahin karenge to aapko is market mein fayda nahin ho sakta aapko chahie yahan kis market mein soch samajh Kar kam Karen tab aapko ismein jyada wrestler naam bhi ho to aap le sakte hain kyunki jyada profit ke liye aapko risk jyada apna padta hai aur jo trade lagani hai usmein apne account ko dekhte hue aapane Mani Mani matke rules ko mind mein lakar kam karna hota hai agar aap mistakes karte hain to aapko use vajah se kafi jyada nuksan bhi ho sakta.
          • #6 Collapse

            Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

            Dear jo bhi trader is market Mein trading plan taiyar kar raha Hota Hai Uske pass yah Option maujud hota hai ki vah apni trades per Kitna risk Lena chahta hai agar aapane apni trades per risk lena hai to uske liye aapko Ek Aisa plan taiyar karna chahie ya koi Aisi trading strategy banaa leni chahie ki aap is market Mein Perfect Trends open Karen Jab aap market Mein resistance level ya sport level per Koi trade open Karte Hain To usmein aap aasani se Thode Se time mein target Hasil kar sakte hain is market main aapko yah dekhna hota hai ki aap is market Mein Jo Bhi trade Lagate Hain usmein aap ko aasani se target Mil Jata Hai is market main aapko trade opencart market yah dekhna Hoga Ki aapane kaun se pattern Ko Dekhkar trade open ki hai aur ismein target aap ko kitni der Mein mil jaaye jaega.
            • #7 Collapse

              Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
              Dear all forum member mein aap sab say ye pochna chahta hon kay hamein per trade par kitna risk lena chahye kay hamien zeda lose na ho or acha profit bhi mily ..
              Ji ap nay bohat acha sawal kia hay Forex trading main risk lainay kay baray main. Waisay agar dekha jay bal yeh confirm hay k Forex trading aik risky business hay jis main bohat ziada risk shamil hay yehni es main koi paki bat nahi hoti hay trade kamyab ho gi ya nahi bal k Forex trading main ziada chances loss honay kay hotay hain yahan tak k aik bohat hi expert trader bhi kisi time Forex trading main kisi risk ki wajah say loss kar bethta hay lehaza yeh bat bil kul baki hay k Forex trading main bohat ziada risk hay lakin es ka matlab yeh bhi nahi hay k Forex trading ko chord dain aor es business say achi earning ka faida na uthayin bar hal trader ko Forex trading main har soorat risk laina hi parta hay aor trades open karna hi parti hay bas es kay liay trader ko learning and knowledge kay sath experience bhi zaror hasil karna chahiay aor big experience kay sath trading start karni chahiay aor first time 100$ kay account pay 0.001 lot kay sath trade open karni chahiay aor agar 200$ ka account hay to phir 0.01 lot kay sath trade open karni chahiay es taran kuch risk kam ho jata hay.
              • #8 Collapse

                Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                Dear asslam o alikum main ap ki baat say agree karta haoon ky ap nay bahut hibavhi baat sharr ki hay jis say kafi logon ko faida hoga kay is main ham jo bhi kaam krty hain wl risk pa hi hota hy laikin hamen risk kam say kam lena chhaiay ye nahi kay hmaary pas balnace bahut kam hay aur ham nay trade bahut hi barhi laga di hay to us say hamen kafi ziada nuqsan hoga hamara acvount bhi wash ho jay ga is liay hamry risk apnay assets kay hisaab say ken chhiay ham apna margin set rakhna chea kyun kay agar ham apna margin set rakhen gay tu hamen har trade main profit mil sakta hia is lea hamen choti lot rakh kar bari earning karni chea kyun kay agaer ham apni lot ko chota rakhen gay tu ham achi earning kar skaen gay is lea jitna ho sakta hai hamen is main mehnat karni chea jitna ziada hma is main apna time den gay ham is main utni hi jaldi achy trader ban skaenn gay
                • #9 Collapse

                  Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                  dear user umeed karta on kay ap sab kheriyat say hoon gay ap nayaik bahut achi baat share ki hay main agree karta hoon apki baat say kay jab ham trading karty hain hamen cahiay kay ham sab say pehly apny assests k0o daikhna chahiay ye na ho kay hamery pass acount main pedy bahuit ziada kaam ho aur ham ktrade bahut ziada hight level ki laga len jis ki waja say hamra account sara wash ho sakta hy aur hmaray saray pesy doob sakrt is liay haen chahiay kay apnay capital ko daikhty huay rish lena chahiayy kaam jo bhi ho risk hay laikin apko pata huay bhi wo risk wala kaam karen to ye aqalmandi nahi hay jis say ap ka sara capital loss ho jata hy is liay apnay account kay mutabiq trading kare aur us kay mutabiq trade lagen apko chahiay kay ap choti say choti trade lagaen jis main risjk kaam hota hay aur ap acha earn bhi kar lety hainn to hmen imn baton ka khayal rakhna chaiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                    dear apko par trade main risk apny account balance k hisab se lena hoga osk bad apko apny experience k hisab se lena hoga q k aghr ap bara risk lay lengy tu apko loss bhi bara hoga jo k ap asani se recover bhi nahi kar sakty hain tu apko chahye k apko apni trading main kam se kam risk k sath trading karni chahye jis se ap achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex main ap ka risk margon only 10 % hona chahye jis ko ap asani se recover bhi kar skaen jub ap asani se recover nahi kar skty tab he apko loss hota hai or apko wo loss bhi asani se recover nahi ho pata tu kam se kam risk len or achi trading karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                      aoa dear friends . question hai k hamain trade per kitna risk lena chaeye to is ky bary me apsy information share krna chahta hn k risk ap apny account me balance hisab sy lain aur apny experience aur knowledge k hisaab sy lain. ager apko market ki proper knowledge hia aur apko lagta hi k jaha ap invest kr rahy hian us sy apko profit ho ga to zaroor risk lena chaeye but jab apko iska proper knowledge na ho aur na hi apko iska experience ho to bilkul bhe risk ni lena cheye. isky elawa ap ky account balnce p bhe depend krta ha ager apky account me balance kam hia to bhe itna ziadan risk mat lain apka account bilkul bhe wash ho sakta limited amount me risk lain .
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                        Dear forex members Forex trading ka Kam start karney say pehlay haumay ake bat zehan nasheen Karni chahiye kay Forex trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.trading may risky business iss liye hay Kay jab app bagair attention Kay trading kartay hay to wakti tor pay to appko faida hasal ho sakta hay magar har bar Lazmi nai hota hay Kay app ka tukka method kamyab ho jaye haumay hamesha trading karney say pehlay ake trade planning karni chahiye Kay meary pass itna margin hay aur itna profit ya loss meary liye kablay ksbool hay .

                        Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market Kay trends ko judge karna parta hay phir jab haum uss Kay mutabiq trade open kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay hamari trading may loss ya profit ka margin hamarey trading account pay bhi depend karta hay traders ussi soorat may Trading karney Kay doraan risk laytay hay jab unkay account may balance mojod hota hay haumay hamesha trading may market ki movement ka knowledge hona chahiye aur apney knowledge ki base pay Analysis kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading may zayada kamyaabi hasal Kar sakay achay tareekay say trading karney Kay liye haumay hamesha apni abilities Kay mutabiq trading may risk layna parta hai Kyu Kay forex trading ake risky business hay jiss may appko appni abilities Kay mutabiq trading may risk layna parta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                          Assalamu Alaikum dear friend Yahan per depend karta hai ki aap trading Mein Kitna Paisa lete hain Kyunki yaar is factor aap per maujud hota
                          hai ki aap trading Mein Kitna uska Lena chahte hain aur kaise aap ismein acchi earning Hasil karna chahte hain Kyunki trading Mein Jab tak aap
                          Jyada mehnat Nahin Karte aap kahan Yad Nahin ho sakte to trading Mein Mera cal se Agar Aapke Kaun ki equity $1,000 Hai To 5% risk aapko
                          Lena chahie aapki account KYC Badi jitni bhi ho aapko 5% tak hi risk Lena chahie usse Jyada aapko risk Nahin Lena chahie agar aap long-term
                          aur Baithe trading karna chahte hain to sabse pahle to aapke pass Achcha experience or knowledge maujud Hona chahie aur uske bad aap
                          trading risk management ke sath trading Karen money management Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass backup Mein Achcha
                          balance maujud nahin Hoga aap Kamyab Nahin ho sakte to isliye acche balance backup ke sath aur money management ke sath aur acchi
                          trading skilled ke sath aap Forex trading co join Karen aur ismein aap FIR lifetime acchi hai apni cancel kar sakte hain aur ek acchi
                          achievement Hasil kar sakta hai to isliye Forex trading co 1 proper business samajhkar isme mehnat Karen Taki Aane Wale Waqt main
                          aapko lifetime achievement Hasil ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                            Business mai risk laina behtar nahi hota hai. Business kertay waqt yeh baat zarur zehan nasheen honi chaiye kay risk lainay say behtar hai kay jitna bhi profit ya earnings baghair risk kay mill rahi hain woh li jaey aur mazeed risk lainay ki bajaey unhi ko accept kia jaey. Forex trading mai koi bhi trader aisa nahi sochta aur na he chahta hai kay uss ka account risk mai jaey kiyu kay yeh baat confirm hoti hai kay Agar Forex trading mai risk Lia jaey aur woh risk wrong ho jaey tou 20 ya 15$ kay profit kay laalach mai Pura account balance bhi wash hojata hai. Forex mai koi bhi trader aisa kaam kabhi bhi nahi kerna chahay ga aur na he aisa kaam kerna chaiye. Jaha takk baat risk lainay ki hai tou mai personally iss haq mai he nahi hu kay risk Lia jaey.

                            Agar aik trader ka account balance 150$ hai aur woh daily ya weekly 25 say 30 dollar earning ya profit already lay raha hai laikin woh chahta hai kay uss ka weekly ya daily profit ya earning 25 ki bajaey 35 ya 30 ki bajaey 40$ ho jaey tou yeh aik bay waqufi waali soch he kahi jaa sakti hai kay trader apnay achay balance waley account ko jo usay achi average earning ya profit already day raha hai uss earning aur uss balance ko 5 ya 10 $ kay liye risk pay laga lay. 5 ya 10$ say uss kay profit ya business pay ziada faraq nahi parey ga laikin Agar account loss mai chala Gaya tou balance pehlay say Kamm ho jaey ga aur woh uss income say bhi neechay chala jaey ga jaha woh risk kay baghair mojud Tha.

                            Forex traders ko koi bhi step lainay say pehlay her tarah sochna chaiye phir he faisla kerna chaiye takay kisi kisam ka problem ya nuqsaan na ho jiss say uss ka business he loss mai chala jaey aur Sara set up he zero ho jaey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamein per trade par kitna zeda risk lena chahiye..?

                              Trading parishrut Lena chahie lekin Aisi trading per risk Lena chahie Jahan Ham yakin se kam kar sake Jahan Hamen Pata Hoga Yahan per loss Nahin Hoga balki profit Jarur Hoga To Aisi track per Jarur Lena chahie Kyunki aajkal Jaise gold ki trade Hai To gold ki trade Thodi risky hoti hai lekin aaj kal Jo log bhi gold ki trade Karen mein bahut Achcha profit ho raha hai Kyunki Gold ke rate Kafi hai ja rahe hain isliye Hamen chahie ki Ham bhi trading Mein Desh to Jarur lekin Agar Hamen yakin Hoga Yahan per loss Nahin Hoga tabhi Ham liye learn trading per aur meeting per bahut sara focus karna chahie vah isliye ke profitable trading ke liye yah bahut jyada jaruri hai aur demo practice ko kabhi bhi stop na Karen Hamesha demo practice ko Jari rakhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X