Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

    Dear forex friends Forex trading may kabhi kabhar haumay loss hamari apni mistakes ki waja say hota hay haum during trading kuch mistakes kar jatay hay jiss ki waja say haumay trading may loss ko face karna parta hay.jab traders knowledge aur learning Kay bagair trading ko prefer kartay hay to unko nuksaan uthana parta hai.traders jab over confident ho jaty hay aur zayada learning aur experience hasal nai kartay hay aur forum pay trading kartay hay to iss soorat may bhi nuksaan hota hay.traders Kay pass experience ki shorteg ki waja say wo Koi acha plan nai kartay hay trading karney Ka to bhi loss ko face karna parta hay haumy ake plan Kay mutabiq trading karni parti hay Agar haum kamyab trading karna chahtey hay aur forex trading may practice karna bohat lazmi hasiyat rskhti hay aur haum demo account pay practice Kartay hoye successful hotay hay aur haum real account pay achi learning aur practice Kay saath trading kartay hoye zayada kamyaabi hasal kartay hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
      Dear all forum member forex trading mein hmari choti c mistake hmara bohat bhara lose karwa deti hai jitna ham jald bazi say kaam karein gay utni hi mistakes kay chances zeda hongay in mistakes ko avoid kar kay hi ham forex trading mein kamyaab ho sakty hein.
      1 No trading plan: jab tak ham trading say pehlay achi planing nahi karty kabhi bhi hamri trading successful nahi hoti is liye hamesha before trading hamein achi planing or achi stratgy kay sath soch samj kay trade lgani chahye.
      2 Trade mein zeda risk lena: jab ham trade lgaty hoy lalach mein a kar zeda trade lga dety hein to yhi hmari sab say bhri ghalti hoti hai jo lose ka sabab banti hai.
      3 Emotional ho kar decision lena: hamein trading karty hoy kabhi bhi emotional ho kar decision nahi lena chahiye zeda emotional hona hamein lose karwa deta hai jab ham emotion ko control mein rakh kay or patience say kaam karein gay to kabhi nakaam nahi hongay.
      4 Overtrading: jab ham aik say zeda trade laga dety hein to hmari jo trade profit ki taraf ja ri hoti hai eo lose ki taraf chali jati hai is liye aik say zeda trading nahi lgani chahye or greed say door ho kay kaam karna chahye isi tarah ham forex market mein kamyaab ho sakty hein
      so dear member hamein koshesh karni chahye kay soch samj kay sath kaam karein or apni mistakes ko improve kar kay rapeat na karein. Shukriya
      Pak Forex forum pay members jab aik topic ko pakar laitay hain tou phir unhain uss say hatana bohat mushkil ho jata hai. Ab loss kay reasons kay threads he mukhtalif alfaaz aur tareekoo say musalsal ho rahey hain.

      Forex trading mai loss ki bohat si wajuhaat hoti hai. Jald baazi, laalach, learning aur knowledge ka na hona, experience ka na hona, kisi marboot aur mukammal planning ka na hona, rules regulation aur terms and conditions ka pata na hona, MT4 trading terminal kay barey mai na seekhna, demo mai trading kay procedures ko na samajhna aur aisay he bohat say reasons hain jinn ki wajah say traders ko losses hotay hain. Forex trading mai sub say ziada masla uss waqt ata hai jab traders loss tou ker rahey hotay hain laikin loss ki wajuhaat ko theek nahi ker rahey hotay aur her baar same repeated mistakes he ho rahi hoti hain. Laikin traders issi baat pay pakkay hotay hain kay trading mai profit aur loss dono he hotay hain. Jo loss market mai movement ki wajah say ho jaey aur jo loss traders ki ghalti ki wajah say ho jaey dono mai bohat faraq hota hai. Forex trading mai losses kay reasons ko dhundna aur phir unhain khatam kerna he asal experience hota hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

        Forex trading mein mistakes ka reasons un trend ka hona he agar hame trend hona he to ham forex me mehnat kare hame chahye ke ham apne seniors se salah mashoora kare unse contact me rahe agar hmare mehnat ache hogi hamra experience be acha hoga aur her time ham apne seniors ke sath contact me rahe to phir ham forex trading se loss nahe pasakte forex aik real online business he jin per ham mehnat kar ke achee earning pa sakte he, forex me agar mistakes kar be sakte he to phir ham mehnat karen apna knowledge ko be bharate jai phir hamre mistakes ke chance kam hosakte he forex trading me matawajh ke sath kam karne kee zaroorat he inme senior ke sath mashoora lena behatar hota he apne senior ke sath rabte me rehna acha he online business me mehnat kee zaroorat hote he phir ham mistake per control karsakte he.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

          Forex trading me mistakes ki sab sy badi reason hmari practice ka na hona hy jab tk hmari practice nae ho gi forex trading me tab tk ham is business me kamyabi nae hasil kr paen gy is liy zroori hy k hmen demoo py zyada sy zyada practice krni chahey jis sy ham achi trading krny me kaamyab ho jaen hmen hmari hard working hi is kaam me kamyabi ata kr skti hy agar zyada mehnat kren gy to zyada inaam mily ga or mistakes kam hon gi or zyada knowledge share ho pay ga hmen hmari posts me sy har ghalti ko door krna ho ga hmen spellings ki correction b krni ho gi or quality ko best krna ho ga is liy zrori hy k ham mehnat zyada kren ta k hmen bonus zyada mily or zyada profit a sky hmen zyada emotionals nae hona chahey is kaam me or mind sy soch smajh k ye kaam krna chahey isi me hmari kamyabi hy jab ap achi earning kren gy is sy to ap ko is me kam krny ka maza b ay ga or phir hi mistakes kam ho paen gi.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

            forex trading me log ziada tar mistakes krty hian jis sy aksar unko loss ka samna hota hai. and mostly log threada me bhe mistakes krty hian jiski bari wja jald bazi hoti hia. wo trading krty hoey ya threads me posts krty hoey jladbazi krty hian jis sy mistakes hoti hian, isky wlawa proper experience ka na hona bhe ke bari waja hai.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

              my dears friends
              umeed ha kay app sab thk ho gay ji han forex aik lajwab business ha or log ghar bath kar bot hii zyida laerning karty ha or market ma sab indicaters or information or market say hasil hony waly news ko follow karna bot hi zroori ha ji han jab bi app market ma koi bi mistake karty ha to ham ko bot hi zyida loss ho sakta ha or ma app ko market ma sab say main reassion kay bary ma explain kar kay btata ho jin say ham ko market say bot hi zyida loss hota ha or ya reasion app kay market ma achy knowledge kay na hony ya achy information kay na hony ki waja ha or who reassion ya ha
              1:take profit or stop loses ko apply na karna
              2:analysis(technical analysis & fundamental analysis) ko follow na karna
              3:market ma news ko na smajna
              4:achy learning na karna
              5:market ma juld bazi karna
              6: lalch karna
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

                Assalam o alikam!forex market ma hum ko bhot zada khale see kam kr na ho ga sub see phly hum ko as ma emotional ho kr kam ni kr na hota ha as see mistake bhot hote ha aur sath k sath hum ko tading kr ta time kise bhe lache ma ni par na hota ha forex ma jab hum kise bhe knowledge k bazer kam krta ha to hum ko loss hota ha aur jab loss hota ha to as k sub see phly mistake humre ya ha k humre pass knowledge ni ha jab humra pass knowledge ho ga too hum kabi bhe loss ni kara ga jab bhe hum over trading krta ha to ham mistake krta ha as waja see hum loss lkr bathta ha trader ko chaya k market jab up ho too trade kara as see forex market ma kam kr nee see humre knowledege ma azafa hota ha
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

                  Assalam o alikam! forex market ma asy time mistake hote ha jab hum over trading krta ha too hum sub see phly loss khate ha forex market ma mistake jke waja ya ha k jab hum log emotional ho kr trading krta ha too hum bhot mistake krta ha trading ma hum ko emotional ni ho na chaya aur sath he jab hum forex ma lache krta ha too bhot loss hone ke chance hot ha q k as time hum mind kam ni krta ha too hum log loss kr dita hatrading ma hum ko sub see phly post rah na hota ha jab hum positab rah na hota ha jab hum positab rah ta ha too hum log kambay ha as see koi mistake ni hote ha.
                     
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

                    Assalam o alikam!forex market ma sub see zada mistake as time hote ha jab hum log emotional ho jate ha to hum ko kuch pata ni lag ta k hum kia kr rah ha aur sath he sath hum log hum logo na apni investment apni traders pay risk lyna b nuqsan dy hota hy forex trading pahly hi aik behad risky business hy or agr ham is m or zyada risk lyty han to hamy is m swaiay nuqsan k kuch b hasil ni hota or emotions ko control na kar paana b traders ki aik bhot bari galti hote ha jab hum apna emotional ko contral ni krta ha to hum ko bhot naqsan hota ha
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

                      hanji pricey ap nay sahi kaha hai kay hamri apni galti waja say loss hota hai kyun kay agar ham trading main bgair knowledege kay kam karen homosexual tu hamen sirf or sirf loss hoga is lea hamen chaea kay ham is predominant din raat mehnat kar kay apny knowledge ko increse kar kay in points par gor kar kay kaam karen tu ham apni sari errors ko door kar skaty hian or apki yei baat bilkul thek hai kay hamen kabhi buying and selling principal hazard nahi laian achaea jitna ziada ham is foremost hazard len homosexual utna hello ham is principal loss principal jain gay agar ham is foremost kam chance len overtrading say abchy rahen or apany kam par pora dehan den tu ham ismain bohat ziada progress haisl kar skaty hian or hamen chaea kay ham buying and selling aircraft kay mutabik kam karen.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza:forex trading mein mistakes ki reasons.

                        forex trading mn aap ko chy k aap kaam ko asani k saath or easy ho gkar karuin or aap tab kamyab hty han jab aap kaam ko best tareeky sy karin or jo mistake aap ak bar karty han wob doobvara na hom loss ki waja ban sakti hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X