Dear all forum member forex trading mein hmari choti c mistake hmara bohat bhara lose karwa deti hai jitna ham jald bazi say kaam karein gay utni hi mistakes kay chances zeda hongay in mistakes ko avoid kar kay hi ham forex trading mein kamyaab ho sakty hein.
1 No trading plan: jab tak ham trading say pehlay achi planing nahi karty kabhi bhi hamri trading successful nahi hoti is liye hamesha before trading hamein achi planing or achi stratgy kay sath soch samj kay trade lgani chahye.
2 Trade mein zeda risk lena: jab ham trade lgaty hoy lalach mein a kar zeda trade lga dety hein to yhi hmari sab say bhri ghalti hoti hai jo lose ka sabab banti hai.
3 Emotional ho kar decision lena: hamein trading karty hoy kabhi bhi emotional ho kar decision nahi lena chahiye zeda emotional hona hamein lose karwa deta hai jab ham emotion ko control mein rakh kay or patience say kaam karein gay to kabhi nakaam nahi hongay.
4 Overtrading: jab ham aik say zeda trade laga dety hein to hmari jo trade profit ki taraf ja ri hoti hai eo lose ki taraf chali jati hai is liye aik say zeda trading nahi lgani chahye or greed say door ho kay kaam karna chahye isi tarah ham forex market mein kamyaab ho sakty hein
so dear member hamein koshesh karni chahye kay soch samj kay sath kaam karein or apni mistakes ko improve kar kay rapeat na karein. Shukriya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим