Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

    gi han forex trading ko mind ky sarth handle kar saktein hain kyo ky trading dimagh ky sath our market ko achi tarah watch kar ky trade ki jati ha bina mind ky ham kabhi bhi trade nahi kar saktein hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

      Forex trading mein hume mind ki bohat zyada zarrorat hoti hai kui ke hum trade apne experience ki bunaid per lagate hain. Hume chahie ke hum trading mein fresh mind ke sath ache se ache trade lagae aur acha profit hasil kare. Forex mein hume lalch aur jald bazi se bhi bachna chahie kui ke is ke sath hum kisi bhi business mein success hasil nhi ker sake ge. Mehnat kare aur ache se ache earning kare.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

        Mind k saath working achi hoti hay hamesha forex pe learning or study ky baad hum iss popular business main apni jaga bana sakty hain or ye hamary liey profitable ho sakta hai. achi money earn kar ka her koi forex sa apni life bana sakta hain forex trade ka business sub sa best hain is laye ja popular business hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

          Forex trading mein Hamen Apne andar bardasht ko paida karna hoga tabhi Ham achcha kar sakenge nafa nuksan kar karwar ka hissa hai insan vahi kamyab hota hai jo Apne kaam par focus karte hain galtiyan Se sab akasar karte hain Forex trading mein Hamen active mind ke sath kam karna chahie acche knowledge experience ke sath kam karna chahie jitne jyada Ham Apne practice ko prefer denge Hamen utna achcha fayda hoga aur ham Apne knowledge ko behtar bana sakenge senior member se guideline lekar.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

            hamara mind fresh hoga aur Activa hoga tab hi Ham Forex ko handle kar sakte hain hamen tension free hokar kam karna chahie Koi tension lekar Kam Nahin Karna chahie agar Ham tension lekar kam Karenge To hamen nuksan hoga aur koi profit Nahin hoga isliye hamen chahie ki Ham apne mind ko fresh active rakhen tab hi Ham Achcha kam kar sakte hain aur acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

              Dear Fox members ji han bilkul sahi hai ki Hamen chahie ki ham fresh mind aur cool Maind Ke Sath tread Karen aur apne analsis Se trade lagayenge to he profit hoga Hamen chahie k-trade Lagane Se Pahle Ham market covid Karen aur Iske bare mein jyada Se Jyada nale Chor Xperia Sansad Karen to yah Hamari trade profit Degi
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                hello friend ji hamare bhai bilkul sahi kaha aapane trading sirf mind se hoti hai kyunki jab tak aapke pass achcha knowledge achcha experience nahin hota tab tak aap Ko kamyabi nahin milati mere Bhai koshish Kiya Karen trading mein jaane se pahle market ko acchi tarah analyse Kiya Karen use ko padha Karen uske bad mere bhai ek achcha sa pair select karke apna trade lagaya Karen mehnat karenge to inshallah ko kamyabi jarur milegi aur agar mere bhai aapko loss Ho jata hai to ghabrana nahin hai aapko apna loss recover karna hai uske liye aapko jarurat hai behtar se behtar planning ki jo ki aap seniors ki madad se a banaa sakte ho
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                  jeee haan forex trading ko hm just mind k sath he handle kr sakty hain hamari pehli priority learning per honi chahiay. agar learning behtar hay to earnings bhi aram say ho sakti hain. learning k faiday bohat zyada hain.earning bhi learning k bohat saray fawa'id mein say ek hay. so earning is the sub set of learning.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                    G Han bilkul dear forex members forex trading ko hum sirf mind ke sath hi handle kr skty Han beghair mind set Kiya Ham kisi bhi business mein kamyab nahi ho skty aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai magar aapka mein aapane chahte Hain to aapko chahie ki frocks business game rules ko follow Karen aur ismein jyada se jyada mehnat Karen isase aapko lost bhi nahin hoga aur isase aapke kamyab trade abhi Ban sakte hain yah ek online business hai jismein aap mehnat karke earning hasil kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                      jee haan forrex trading mein hmien mind k estamal bht chy sy karna chahy .froex me just invest krna nahi hota balky apny paisy par trade krky he tummy profit hota hy. so good trade krky success tub hasil hoti hy jub tumry pas learning hon.kisi chez kay bary main tab he hum earn karen gay so humay chahiey keh forex trading main bary main achy say learn karen aur esko practice karen karen eskay baad live account ko run karna chaiey.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                        jee haan apne bilkul theek kaha jab tak hum learning nahi karain gay tab tak humain profit earn nahi hoga. Forex ek business hay or business main loss kay bhi bohat chances hotay hain. Main nay bhi starting main bohat loss othaya hay. Ab learning bhi kar raha hon or earning bhi ho rahi hay.
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                          Dear friends apki bat bilkul thek hay forex ko ham active mind kay sath hi handle kar skty hain kiun trade main physically to koi fatigue nai hay lkn trade ko manage karny liy trader ka mentally prepaid hona boht zaruri hay.
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                            jee haan apne theek kaha forex ko hm fresh mind k sath he handle kr sakty hain jab tak wo proper learning nahi kare gai jab tak wo apni real earning nahi karegai, forex business mai earning learning per depend karti hai, jitna ziada aap learn kare gai, utna ziada hi earn karene ka chance ziada hoga.
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                              Trading ko hum theek tarah se mind k saath work kr saktay hain pehle demo account pe achi tarah learning karein takay apko achi tarah earning kar sakay es main humen risk kam hota hy or achi earning hasil hotai hy or acha benifit hasil hota hy..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading Ko Hum Sirf mind ke sath hi handle kar sakte hain

                                Forex trading ko achay mind se lazman humay handle krna chaye phele demo account pe practice kr leni chaiye demo se hr insan ko sikhne ko milta he jbi wo real account pe trading kr skta he demo account pe jitni humari practice hogi unta hi hum acha profit earn kr skte hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X