forex main merey tajarbat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Jee aap ke rae bilkul theek hai jab tak aap apnein kaam mein mahir nahin ho jatay zyaada paisay invest kerna bewakoofi hai.haan jab aapko trade mein sirf profit hona shusu ho jae tab zyaada invest kiya ja sakta hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      forex forum mai hamara experince boht zyada mani rakhta hai. agar hum logo ko is trading mai kuch seekhny ko nahi milta or aur ny kuch b nahi seekha hua to hum is trade mai bikul b kamyab nahi ho sakty. is liye hummy is ka pehly khud experience krna chahiye.
      • #168 Collapse

        mere tajorbe k mutabiq forex me sahe sensiar ho k hard work karna chaye and is me apko lalach se mukammal bachna chaye and most importent k apko step by step oper jana chaye yani kam raqam ko invest kar k age jana chaye and jese jese apka tajorba barta he apko invest ziyada karni chaye .our bilkul ahtyat se forex me tred karna chaye tak ap loss se bach saken
        • #169 Collapse

          i think the forex is not the bad business the forex is the good and the effective business but only for those who have the good skills and the knowledge if you want the success in the forex then gain the good skills if you will trade in the forex with the skills then the success is possible
             
          • #170 Collapse

            sab say phily app ko forex trading ke tmam information jma karni hugi phir demo account ma practice kar kay trading ko learn karna hu ga aur apni tmam taring kay tzarbay iss demo account ma azmanay hu gay kay work kartay ha k nahee.
            • #171 Collapse

              jee han app apne lot ko kam rakhn or sab se bare chiz ye hain k app lalach bilkul mat karen warna app loss karen ge markit ko samajh kar kam karen
               
              • #172 Collapse

                forex ma mara tajarbat acha nai ha aaj kal logo ko forex acha laga ta ha forex great job for you people can do this work home forex great job for you
                • #173 Collapse

                  g han brother is me kam leverage k sath trade karna chahy aur her trade ki stop loss aur take profi use karna chahy aur emotion ko control karna chahy aur demo pe practic karni chahy aur kisi achy analysis sy classess leni chahy.
                  • #174 Collapse

                    Forex trading is a business risk. Thus, a non-profit low-and low-risk. Money and foreign exchange trading businesses will prefer to protect your capital. Patience and confidence to sell more profit from foreign exchange trading business.
                    • #175 Collapse

                      Mein forex ke Real Trading system main new hun, aur mere pas Zyada expeince to nahi ahi but main itna janta hun ke agar aap zyada spread wale pairs per Trading karenge to aap ke lye mushkil ho sakti hai aur is ke ilawa zyada volume per Trading karna bhi mushkil ho sakta hai.
                      • #176 Collapse

                        forex TREADIMG ME APKA TAJARBA KAM SE KAM 4SE 5MONTH KA HONA ZARORI HAI J S
                         
                        • #177 Collapse

                          maine forex mein jab trade karta hoon to zeyada tar market ke high aur low ke upar ja par trade open karta hoon wahan zeyada chances hote hain profit nikalne ke aur theek rehta hai order wahan
                           
                          • #178 Collapse

                            Well, volume kum he rakhna chhaye, khas tour per us soorat may ager aap k pas equity kum hay or aap bari trade nahee lga sktey hen, ebhee tak mera experience yeh rha hay kay aap learning k baghair is field may kuch bhee nahee gain ker sktey hen kyn kay learning basic pillar hay jis per tarding hold kerti hay.
                            • #179 Collapse

                              forex main mera tajarba yeh he keh agar hum forex ko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain aur always yahan par succesful hi rehtey hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ji han mein agree hu bahot sahi sawal hai es liye hamere tajarbat hai our hamare pass experience hai bahot sara knowledge hai jab ye dono cheez hamare pass toh tajarbat khud a jate hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X