forex main merey tajarbat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    gsalam g bahi me to abi naya hone leken me ne jitna kam kia he us k mutabik forex ko darmeyna volim me treed kerns chay q ye hamare haq me bather rahe ga hame market velue k mutabeq kam kerna ho ga hame apne leye aik roul bana ho ga jis pe ham kam kr sak or loss se bachy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      g ap ki bat kuch had t theak ha k ahum volume ko kam rak;ha k;are;n per ager ap k pes balece zaide hi to ap volume ko barha k faide zaide bi ly sakty hain
      • #1233 Collapse

        My dear friends forex main har forex trader ka different experience hota ha. mere experience ke mutabik forex main badi trades nai lagani chahiye. chote account main badi trades bohat nuksan de hain.
        • #1234 Collapse

          App ka tajarba bohat best hy our maen puri tarha say itifaak kerta hon hum ko apnay tajarbaat aik dosarey sath share karnay chaheam ager him kum volume ki trade lagaen gay to easily safe trading ker sagaen gay
          • #1235 Collapse

            Forex trading mein kam krny k sath sath kafi tarjarba ho jata hy bht sy loog loss sy apny tarjarbat hasil krty hin loss hony ki waja sy experience bhe increase hota hy ic mein koi shak nhi k loss koi bhe nhi krna chahta pr traders ko jo experience loss sy hota hy wo profit ki waja sy nhi hota.
            • #1236 Collapse

              forex trading mai humaion trade karty time apny emotions ko kabo main rakh kar trad karni chaye or humain greed ko avoid karn chaye or jab b hum trading start karin to hum maaarket ke trend kay bary main agr update rahain gain to humain loss nai ho ga
              • #1237 Collapse

                Insaan apny tajarbaat se Jo kuch seekhta he wo aur ksi bhi knowledge aur information se hasil nhi kr skta is liye forex bht acha business he aur hmen yahan dil lga k kaam krna he
                • #1238 Collapse

                  jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga
                  • #1239 Collapse

                    yes brother ap ne bilkul theek he kaha hai hmhen forex per volume kam he use karna chaiye mtlb thore lot per hmhen trader krni chaiye ziada lot per hmhen risk us wqt uthaana chiaye jab hmher pas experiecne ho tbi ham profit earn kar sakty hain
                    • #1240 Collapse

                      forex trading ke business me ham ko rozana he naye tajarbey hasil hote hain is business ko seekhne me kafi waqt lag sakta hai kiun ke yeh business bohat difficult bhi hai or is me asani se kamyab ho pana har kisi ke bas ki baat bhi nhi hai .
                      • #1241 Collapse

                        g filhal mei abh forex mei naya hun or inshallah mujh yaqeen hain k mei aik din wo tamam tajarby or knowledge hasil krlunga q k mei bhut lagan or tan dahi k sat kam kraha hun or inshallah i will must succeed in my aim.
                        • #1242 Collapse

                          Main aap ki is bat sey agree hon keh forex main kam volum rakhain. Main khud bhi long term trading key haq main hoon aur yehi advice karta hy keh kam volum ki lots lagayen aur long term trading karain aur wait karain. Jitna kam volum ho ga, utna hi aap ka balance safe ho ga aur aap tension key baghair trading kar sakain gey.
                          • #1243 Collapse

                            G janab abhi tk hamy forex pr trading ka itna tajurba nai hy so tajurba hasil krny ky liyay hamy forex pr bht mahnat or learning hasil krni ho gi so forex trading mai learning bht important hy.
                            • #1244 Collapse

                              Tamam forex traders ko apne tajarbat ic forum par share karne chahiye ta ke dosre log bhi in se faida le sakin. Forex main mera tajarba yhe he ke forex main agar ziada trades lagate hain to bohat jald account empty ho jata ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                forex ma mera yahe tajurba ha k hm forex ma achi earning karny k lia achi planing karen ar acha sa time daikh kar he trade kren tab ja kar hm forex ma kamyaab hon gy...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X