loss recovery karny say mazeed loss hony ki reason kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss recovery karny say mazeed loss hony ki reason kia hoti hai?

    Losses recovery krny sy agar mazeed losses ho rhy hen to ap aik trha ka lalach kr rhy hon gy or jald bazi me old losses ko recover krny k chakar me kisi aesi trading me invest kr rhy hon gy jo ap ko or zyada losses dy gi na k profits agar aap apny old losses ko regain krna chahty hen to apko aik achi c strategy apnani ho gi aik achy andaaz sy dobara kaam krna ho ga or ap ko pechli losses k khsary ko bhulna ho ga or un me hony wali choti sy choti ghaltion ko hmesha hi yaad rkhna ho ga agar aap aesa krny me kamyab ho jaty hen to ap ko dobara losses ka khadsha kam ho ga or profits zyada hon gy is liy apko nae losses sy chutkara hasil krny k liy zyada sy zyada hard work krna ho ga ap ko practices zyada sy zyada krni hon gi k jis ki bunyad py aap aik acha profit bnany me kamyab ho paen gy or ap k losses k chances kam ho jaen gy or ap aik aesa profit b hasil kr paen gy k jis sy aap k old losses dobara sy regain ho jaen gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss recovery karny say mazeed loss hony ki reason kia hoti hai?

      Aksar traders aik trade mai loss honay pay usi waqt uss loss ko recover kernay kay liye trade open ker laitay hain jo aik negative approach kehlaati hai. Forex trading mai kisi trade mai loss ho raha ho aur account balance bhi mojud ho tou uss trade ko kabhi close he nahi kerna chaiye sirf wait kerna chaiye kiyu kay bohat si trades bohat ziada loss mai janay kay bawajud bhi recover ho jaati hain. Laikin Agar loss waali trades ko close kerna bhi hoto phir bohat soch samajh kay he kerna chaiye aur uss kay baad loss ko recover kernay kay liye uss say bhi ziada he sochna chaiye
      loss ki waja se trader par kafi pressure hota hai aur already loss ki waja se account balance bhi kam ho chuka hota hai aur wo loss ko recover karny k liye emotional bhi hota hai jab aur jald bazi aur emotions ki waja se jab wo loss ko recover karny ki koshish karta hai tu kafi mistakes karta hai jis ki waja se loss recover karny ki koshish mein wo aur zayada loss kar deta hai
      mistakes ko poori taran understand kar kay remove karna chahiay es kay bad loss ko recover karnay kay liay trade lagani chahiay agar aisa na kia gia k mistakes say avid na kia gia ya phir mistakes kay baray main jananay ki koshish bhi na ki gai to phir bar bar loss hi ho ga aor loss recover honay ki bajay mazeed ho jay ga aor baz dafa to ziada loss ki wajah say account bhi wash ho jata hay es liay behtar yahi hay kpehlay loss ki wajohat dekhi jayin aor phir en wajohat ka hal nikal kar next trade loss ko recover karnay kay liay ki jay.
      • #18 Collapse

        Re: loss recovery karny say mazeed loss hony ki reason kia hoti hai?

        Walikum Salam dear members hum jub b lose ko recover karty hai tu isko recover karny k liye big lots size use karty hai tu is say lose mein mazeed azafa ho jata hai. Liken ye baat tick nahi hai kio k lose ko recover karny k liye small lots use karna chahiye aur ek he pair per trade open karna chahiye. Lalach aur juld bazi say bachana chahiya. Jetna zayida ho saky small lots size rakna chahiya aur multiple trades use nahi karna chahiye is tarah humey apny lose ko easily k sath recover kar sakty hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: loss recovery karny say mazeed loss hony ki reason kia hoti hai?

          dear hamen jub bhe loss hota hai hamari he apni waja sa he hota hai kyun k hamary pas knolwdge nahi hota hai or jub bhe hamary pas knolwdge ki kami hoti hai hum hamesha he nakam hoty hain or kabhi bhe kamiyabi hasil nahi kar sakty hain ..knowledge na hony ki waja sa hum hamesha he loss karwaty hain or agar kisi tarhan sa apna loss recover bhe kar lety hain to bhe kabhi kamiyab nahi ho sakty hain na he achi earnings gain kar paty hain hamen cheye k hum sub he hamesha he bhot achi learning or bhot mehnat k sath he kam kia karen ..forex ek aisa business hai jahan hhum bagair learnings or bagair mehnat kiye kabhi bhe kamiyabi hasil nahi kar sakty hain na he hum kabhi agy barh sakty hain ..hamen agar forex main kamiyabi hasil karni hai to hum sub ko hamesha he bhot mehat k sath he kam karna hoga or hum sub he bhot mehnat k bad he kamiyabi hasil kar paty hain or apna loss bhe recover kar k acha profit earn kar sakty hain .hamen hamesha he bhot mehnat or bhot achi lagan k sath kam karna hoga or apny seniors sa bhe guideline leni hogi tabhi hamen kamiyabi mily ge or hum sub achy sa kamiyab ho saken gy ,..hamen hamesha he market ko analysis karty hoye he kam karna hoga tabhi hum forex main kamiyabi hasil kar sakty hain hamen hamesha he loss hony sa sekhna cheye or sekh kar hamen kabhi bhe wo galtiyan nahi karni cheye jis sa hamen loss hoa hota hai .bus hamen mehnat k sath kam par focus karna cheye or hamesha he bhot achi quality k sath he hamen kam karna cheye ...forex main har member ko he loss hota hair or loss kiye bagair koi bhe kamiyabi hasil nahi kar sakta hai loss hamara ustad hota hai or jub tak hamen loss nahi hota hai hum agy bhe nahi barh jpaty hain na he kamiyabi hasil kar paty hain ..hum sub ko hamesha he bhot mehnat k sath he kam karna cheye or achi lagan k sath he hamn kam par focus karty hoye he market ko bhe analysis karna cheye or hamne kabhi bhe risk nahi lena cheye ,,.hum risk sa jitna dur rahen gy ham utny he kamiyab hongy or hamesha he bhot achi earnings bhe gain karen gy ,,.

          اب آن لائن

          Working...
          X