demo use na krnay k nuqsaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: demo use na krnay k nuqsaan

    اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
    demo account hum ko forum ki traf se di gai application hai jis per hum trading ki practice krtay hain.jo member demo ko use nahi krtay voh achi learning bhi hasil nai kr sktay aur na he trading k skills seekh sktay hain.isko use kiye bina forum pe kamyabi na mumkin hay.....
    Demo account use karne ka Ham logon ko bahut fayda hota hai Ham Logon Ko Hamesha Iske Upar practice Karni chahie jab tak Ham Logon ki practice Nahin Hogi tab tak Ham Logon Ko Achcha experience Nahin milega aur tab tak ham log kabhi bhi market ko acche tarike se understand nahin kar Payenge aap log bhi koshish Karenge daily basis per market ke andar Dam account ke upar trades open Karen aur Market ko analyse karna sikhen
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: demo use na krnay k nuqsaan

      Dear friend forex business man app jab demo account par parectc kia baghir teareding saroo karna kee koshas karta han too app Koo market kaa bara mn achi tarha waqfiat nahn hona kee wajha saa teareding mn zaida kamybi hassal nhn hoti jess saa app koo teareding mn nuksan hona kaa chances zaida hota han demo account par parectc Koo roteen banian ess saa app teareding kaa experience bhi hassle hota haa arr app Koo market saa waqfiat bhi hassle rahte haa
      • #18 Collapse

        Re: demo use na krnay k nuqsaan

        Ji han bilkul main aap ko is Baat se bahut pyar karta Chalun ke democratic Aisa Kaun Hai Jis per ham log practice karte hain aur ham log experience after Karke apni trading mein jyada Se Jyada profit Hasil karte hain Agar Ham dhodi mein kaun perfectice na karen to ham log Kabhi Bhi Jyada profit Hasil karne mein Kamyab na ho isliye demo account Ka istemal Karna isiliye sorry hai agar ham log isko Nahin use karte hai to Ishq Ka nuksan Rahi Hai Ki ham log kabhi bhi apni setting ko Kamyab Nahin banaa
        • #19 Collapse

          Re: demo use na krnay k nuqsaan

          Dear friends forex mein aap Damo account use nahi kray gay tu aap ka pass acha experience nahi ho ga tu aap ko loss hota rhay ga isliye agr forex ma kabyabii hasil karni hai to damo account ko zyada sy zyada use kryn or learn kryn or forex k rules regulations ko follow kry phir hi kamyabiii hasil krskty hn.🤗🤗
          • #20 Collapse

            Re: demo use na krnay k nuqsaan

            Assalam o Alikum,

            G demo account hmein trading ka experience dany r apni mistakes ko ktm krny ma hmsru help krta h jo members forex ma demo account ko use kiye bagar e direct real account prr trading start krty hein to wo pir profit ki jaga loss e loss kamaty hein
            • #21 Collapse

              Re: demo use na krnay k nuqsaan

              Ji bilkul demo account use na karne ke bahut hi nuksan hai agar aap demo account ka istemal nahin karte toaap ko Kafi nuksan ho sakta hai kyunki aap market Ko mukammal darpan analyse karna nahin jante isiliye new members ko kaha jata hai ki aap demo account ka istemal Karen Taki achcha aapko achcha benefits ho sake vaise bhi senior aur Junior donon members ko chahie ki vah demo account kaise karen Agar vah chahte Hain Ki unko delivery per bahut hi acche ho bahut hi achcha profit ho to unko chahie ki vah daily basis per demo account ka istemal jarur Karen demo account ka istemal Delhi Basil par 2 se 3 ghante jarur karna chahie tab jakar market ko bahut hi acche tarike se analyse kar sakenge aur bahut hi acchi trading karke daily vishva bahut hai Acha Profit hassil kar sakenge agar aap aisa nahin karte to to aapke pass trading ke hawale se koi bhi knowledge hoga aur na hi experience to aap jab Bhi trading karenge to aapko nuksan hi hoga isliye agar aap logon Se bachana chahte Hain To demo account ka use zarur Karen
              • #22 Collapse

                Re: demo use na krnay k nuqsaan

                ji aapki baat bilkul theek hai ki jo log dammu practise use nahin karte vah to samjho trading ke liye serious hi nahin hai demo account ek aisi opportunity Di gai hai ki jiske jarie Ham advance mein learn kar sakte hain aur hamen Forex se related bahut sari chijon ka advance mein pata chal jata hai jinki vajah se Ham bahut sari mistakes se Bach jaate Hain agar koi trader demo practice par focus nahin kar raha to samjho Ho apna hi nuksan karega is chij ki Kadar bad mein aati hai ki hamne apna kitna time waste Kiya hai isliye demo sy fayda uthayain
                • #23 Collapse

                  Re: demo use na krnay k nuqsaan

                  Forex trading mein jo log demo ko follow Nahin karte na hi practice Karte Hain UN ka sabse bara nuksan yah Hota Hai ke unko trading ka experience Nahin hota na hi trading ki sakil Jaati Hain Na hi unko trading ke rules regulation trading ka knowledge uski market ko analyse karna usmein loss ki mistakes wo sab uske liye nuksan ka yah bahs Banti Hain isiliye aap kabhi bhi ja na soche aur na hi Aisa Koi kam Karen ki aap demo ko follow na karen to Uske bagair trading karne Lag Jaaye to isase aapko bahut bada nuksan Uthana Phrta hy isiliye Hamen bahut zaroori aur important hai
                  • #24 Collapse

                    Re: demo use na krnay k nuqsaan

                    Demo na karne ke bahut sare losses Hain kyunki agar humne forex mein acchi khasi experience knowledge ke sath earning karni hai to hamen pahle isko mukamal tarike se demo per sikhana chahie Agar Ham demo ko use nahin karenge to hamen bahut jyada bad mein nuksan hoga aur bahut jyada pachtana padega isliye hamen chahie ke start mein Hi demo per kam Karen aur isko samajhne ki koshish karen kyon k begair sochey or samjhe Kya tu humeny boht zaida loss ho ga is lye humeny chayeh k hum demo per bhe achiii trah sy kaam Kary.
                    • #25 Collapse

                      Re: demo use na krnay k nuqsaan

                      Dear bahut achcha kaha jab tak ham demo account per Kam nahin karte Hain tab tak ham na kamyab rahenge hamen pahle dam account kam karna chahie usse experience hasil karke account per lagani chahie account mein teacher guard karta hai jisse hamen bahut experience hasil hota hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: demo use na krnay k nuqsaan

                        Ji han bilkul main aap ko pata chal gaya Forex Mele Mein Kaun karne ke bache padhte hain aur Na Use karne ki vajah se nuksan hote hain agar aap kaun karte hain to aapko experience Milta Hai Rahul trading ko Kamyab banate hain aur agar aap log Kaun Nahin uska to hota hai ki aap log Karte Hain Jo ki aap Logon Ko deti hai isliye Apne Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: demo use na krnay k nuqsaan

                          Pak forum par demo account ka hona bahut he zabardast cheez hai.ab yeh hum par depend karta hai ke demo account par hum jitni mehnat karte Hain aur iss se kitna faida utha sakte hain.demo account par practice na Karne se hum kabhe bhe trading main experience nahin haasil kar sakte aur nah he hamara confidence level barh sakta hai. Pak forum par kaamyab trader banne ke liye khud demo account par kaam karne aur experience haasil Karne ki aadat daalain.
                          • #28 Collapse

                            Re: demo use na krnay k nuqsaan

                            Assalamu Alaikum dear friend Hamare bahut se dost Kahate Hain aap demo account bnao aur aapka Baat To bahut hi Achcha hai Aap Hamare cylinder Ne Baat Nahin bataya hai remember ka Hamesha dost Hota Hai Chiku democratic banaenge To Hamen bahut hi hoga aur bahut hi
                            • #29 Collapse

                              Re: demo use na krnay k nuqsaan

                              doston aapko pata hai ki instaforex per kam karne ke liye do tarah ke account hote hain inmein se ek account ko time account kahate Hain aur dusre account ko real account kahate Hain main Jo new member Hain unko suggest karta hun ke aap demo account per maximum practice Karen aur apne practice ko increase karne ke liye aap knowledge information aur data Jahan se bhi mil sakta hai aapki n Karen aur usi ko use karte hue aap apne experience ko increase Karte Hain aur jab aapko yakin ho jaega aapka masid nuksan nahin ho sakta to tab aapko chahie ki aap real account ki taraf shift ho jaaye aur apni trading ka maja len Jo log direct hi real account ki taraf se jaate Hain unhen shuru shuru Mein account was hone ka khatra hota hai aur mostly people account was hi kar lete hain kyunki unhen trading ke masalon ke bare mein pata nahin hota aur vah apne account mein chhupa hota hai vah Sara ka sara wish kar baithe Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: demo use na krnay k nuqsaan

                                demo account bht acha platform hy learning ka es k leya tu dono cheezayn hi zarouri hain jab tak yei nai hoon go ap trading nai kar sakty because learnig sy he ap ko experience or profit hasil ho ga.or wo ap k leya zarouri hai.ye market buhat hi risky business hay to is me learning kar ke hi hum earning kar sakte hen or learning ke bad hi hum achi or zada earning kar sakte hen.earning ke lie learning buhat hi zada zaruri hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X