Entry point and exit point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    entry point aur exit point bohat matter karta hay esi par humara profit depend kar raha hota hay so humay chahiey kay achy entry point ka wait karty rahy jab tak theak entry point na miljaye tab tak trade nahi karni chahieys
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      agar hum theak point par entry karen gay tabhi hum achi trade lay sakty hay aur agar sahi time par close karen gay tabhi achi trade ho gi ji say acha profit earn kea ho ga so humay mehnat kar kay chance ko avail karna chahiey
      • #813 Collapse

        humay market kay darmyan main trade nahi lgani chahiey humay wait karna chahiey agar hum achi trade milay tabhi trade kar kay market main profit earn kar lena chahiey aut sahi time par usay close kar dena chahiey
        • #814 Collapse

          jub market kisi trend main move krti hai to ye ik time hota hai k hum trade ko kr saqty hain laikin in k sath main ye kafi zada zarori hai k hum us waqt trade ko kr laity hain laikin isi tara say hum nay agar is ko nahi note kia hota hai to hum nay exit kr laina hota hai
          • #815 Collapse

            you are rite entry point ap ka wu point hai jahan ap khud ku trade k liye soch rehay hotay hain or ye zyada ehmiyatki hamail hai ager achi jaga trade lagai hai tu exit acha hu sakta hai achi trade k baghair exit point dangerous hu sakta hai.
            • #816 Collapse

              g trading mai entry point jab hota hai jb market mai bht ziyada movement ho yani side way market na ho or agr market bht ziyada down hojae tou phr entry point hota hai yani hum buy kar sakty hai or agr market bht ziyada up hogae hai tou yani hum sell ka order laga sakty hai or bhi bht say entry point hai hoty hai trade karne kay liye.
              • #817 Collapse

                han g ap na jo bat ke ha woh real ha and mn ap ki es bat ko agree krta hn dear bat yehi ha ka forex market ka ander kam krna ka liya agr ap na koi real thing daikhni ha to woh yehi ha ka entry and exit point dono ka e khyal rakhna chaya ha qn ka entry point miss hona sa trade miss ho jaya ge and exit point miss hona sa trade loss mn bh ja skti ha dear
                • #818 Collapse

                  yes entry point ko analyze karna ziada zaroori hai agar ham theek point se enter ho to ham kuch pips to araam se profit main hasil kar sakte hain aor agar experienced trader ho to bohat acha profit bhi target kar sakta hai
                  • #819 Collapse

                    market main hum nay kahan say entry krni hai or kis point say exit kr laina hum k liay teek say yehi kaam ko krna hota hai is cheez ko note krny main hum ko extra care say kaam laina hota hai kun k is say hum nay profit ko set krna hota hai
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #820 Collapse

                      trade ko apko us time pe hi open karna chaiy kay jub ap aik bohat hi achiu tarahs ay confident hotay hai phir apko is ko profit me hi exit karna ho ga ta kay apko is ka acha result mil sakay
                      • #821 Collapse

                        agar hum sahi say trading karen gay to hum market main theak say entry point ko select kar kay he achi trading kar sakty hay aur esi par humara profit bhi depend karta hay keh entry point strong hona chahiey
                        • #822 Collapse

                          entry point aur exit point par he humari trading hoti hay esi say humay pata chalta hay keh market main kaisay earn kea jata hay aur yahe humary liey achy chances hoty hay jo keh zaya nahi karnay chahiey
                          • #823 Collapse

                            forex trading main entry point aur exit point bohat matter karty hay agar hum sahi time par trade place nahi karen gay to hum achi trading nahi kar sakty so humay cahiey achy chances ko avalil karen
                            • #824 Collapse

                              han dear ye dono point bahut zarori jana hon gy ye aik real kaaam hai is ko khin bhi ia jskst ahai ye aik acha kaamhai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real kaam hai is ko kahin bhi kia ja sktahai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                Entry point bilkul bhai bht important hai humen market trend aor analysis kr ky market ma entry hona chye trade achi ttah sy soch smjh ky lgani chye lalich ma nhi ana chye leavrge ko sahi trah sy manage kr ky start lena chye sabr ka mozahera krna chye aik waqat ma utni he trade lgain j8tni apki money hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X