candles ka istmal kitna zarore hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

    hamy candle ko use karna chahey hum experience sy he candle ko use kar sakty hai agar hamra experience kam hain to hamy practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey yai aik acha karobar han yai hamare roze kamny ka aik acha zareya hain hum is mai halal tareky sy roze kamaty hain hamy market mai kam karnhy ky har aik asol ko pora karna chahey agar hum aslo ko tory gy to hamy loss ho jay ga is main market ka ya broker ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga ta ky hum is main agy bar saky yai aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty hai yai aik unique karobar hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

      Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ka knowledge hona chahiye aur apney knowledge aur learning ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath trading kartay hoye trading karni parti hay aur jab haum trading say related knowledge aur learning ko zayada say zayada improve kartay hay to haumay kamyabi Kay sath trading tools aur indiactors ko easily analaysis kartay hoye trading may istamaal karna parta hay phir hi haum kamyab trading karney Kay saath saath achi earning bhi hasal kartay hay haumay forex trading may terminal MT4 pay Trading kartay hoye trading fools and uss pay mojod candal sticks ki different types ka mukamal knowledge hona lazmi hota hay Kyu Kay Candal Sticks patterns Kay different types hoti hay jinko traders forex trading may different purpose Kay liye market ki movement ko monitor karney Kay liye istamaal kartay hay.

      Forex trading may usually traders ko price action ka pata nai hota hay aur iss Kay liye market ki previous movement aur next movement ko monitor karna parta hay jiss Kay liye haumay hamesha candal sticks ko proper study kartay hoye trading may istamaal karna parta hay Kyu Kay har Candal Sticks patterns apney andar market ki previous movement aur next movement ki Sari history rakhti hay.

      Haumay trading may candal sticks ki different types ki information honi chahiye takay haum trading kartay hoye market ki movement ko analyz karney Kay liye easily candal sticks ko dekhty hoye trade open kar sakay.

      Haumay trading may kamyaabi hasal karney key liye pehlay haumay market ki movement ko analyz karna parta hay aur analaysis karney Kay liye haumay hamesha apni learning skills ko polish Kartay hoye successful analaysis karney ki koshish kerni chahiye takay haum trading may zayada profit hasal kar sakay.
      • #18 Collapse

        Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

        Candlestick chart pattern ka use karny se traders ko ye advantage hasil hota hay key wo kesi be indicator ka use kinu na karen candlestick chart pattern me hi en indicators key signals ko conform karny me kamyab ho sakty hey, agar kesi aur chart pattern ka use kia jaye to koi be indicator zeyada behtar signals kabi be nahi de sakty hey magar candlestick chart pattern jaha indicators ko use karny aur es ko understand karny ko easy banaty hey yahi par traders key ley market ka jaiza leny me bahot help kar sakty hey, candlestick chart pattern ko agar 1 dafa understand kar leya jaye aur es ka experience traders ko ho jaye to traders indicator signals se ideas ley baghir be market ka jaiza leny me kamyab ho sakty hey, candlestick chart pattern hi hamary ley bahot important hoty hey aur jab be learning ki bat ki jati ha to jab tak candlestick chart pattern ki learning na ki jaye aur es ka knowledge hasil nahi kia jaye es time tak kesi be traders ki learning complete ho hi nahi sakti hay, jes tarha se conformation ham kesi indicators se hasil karty hey market movement ki conformation ham candlestick chart pattern se be hasil ho sakty hey, candlestick chart pattern me traders ko en candles key bary me zaror information hasil karni chaye,

        1. Doji candles
        2. Morning star
        3. Evening star
        4, Hammer
        5. Doji hammer
        6. Double top and double bottom
        7. Bullish and Bearish pattern
        • #19 Collapse

          Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

          Bhai trading main hr tool ko use karna bohat hi aham hai in tools ko follow kiye baghair hum trading main kabhi successfull nai hongay candlestick bhi trading main khas ahmiyat rakhta hai is ki help se hamain market ke bullish ya bearish trend ko samjhnay main asani hoti hai is k full ya empty candle bannay se market ko samjhna asan ho jata hai agar candle fill hai to market trend upward hai or agar empty hai to market down move karay gi
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

            A.e.a!!! trading main different chart han jin candle chart bi ha is k alawa bi different chart han par sab sy easy candle chart ha q k is main do qisam ki candle hoti han jo different patterns bananti han jis ko samjena ahsan hota ha or in pattern ko dakh k ache trading kar sakty han is main aik bullish candle hoti ha or bearish candle hoti ha in k ap color apni marzi sy rakh sakty han jo ap ko acha lagta ho chart main different patterns banty jin ki practice hum demo account main karty han ta k jab hum real account main trading karny to humy ziada sy ziada bounce hasil ho is ley humy chae ha both ahtiyat sy trading karny proper stop loss or take profit ka istamal karny ta k losa na ho candle chart main different time frame han jin different candles hoti han koi small time frame han or kuch bary time frame ha in time frame ki waja sy different time frame main different candles pattern banty han or in he patterns sy hum next movement ka andaza laga k trading karty han

            اب آن لائن

            Working...
            X