candles ka istmal kitna zarore hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    candles ka istmal kitna zarore hain ?
    forex market mai candles ka istmal kitna zarore hain ? kya in ko use karna aham hain ? agar in ko ignore kar ky lot py foruce kaiya jy to kya hamy kamaybe hasal ho sakte hain ? is bary mujy information chaey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
    forex market mai candles ka istmal kitna zarore hain ? kya in ko use karna aham hain ? agar in ko ignore kar ky lot py foruce kaiya jy to kya hamy kamaybe hasal ho sakte hain ? is bary mujy information chaey.
    Dear brother Forex trading me Jab ham koi bhi trade open Karte Hain usmein Ham candles ki shapes ko dekh kar hi hi trade open karte hain dear brother jab tak hamare pass trading ka experience Nahin Hoga Ham ismein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aur koi bhi acchi trade open nahin kar sakte Hamen candlestick pattern ko samajhna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab tak aap ismein candlestick pattern Ko Nahin samjhenge aapko ismein Koi fayda Nahin ho sakta Kyunki market ki movement mein aap Jab Dekh Rahe Hote Hain Ki Hamen candles bahut sari chijen ka idea De deti Hain jismein market Mein reversal candles Banti Hain jismein Ham apni trade Laga sakte hain to iske liye Hamen active Rahana hota hai aur Market ko time Dena hota hai aur candlestick pattern ko Samajh Kar kam karna hota hai tab hi Ham ismein achha profit Hasil kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
      forex market mai candles ka istmal kitna zarore hain ? kya in ko use karna aham hain ? agar in ko ignore kar ky lot py foruce kaiya jy to kya hamy kamaybe hasal ho sakte hain ? is bary mujy information chaey.
      Dear brother ap na bahut hi acha question kia ha ma apko is hawaly sa kuch information share krny lga hun. Sb sa phly apko batata hun ka candlestick hoti kia han.

      Candlestick:
      Candlestick ik chart patterns hoty han jo technically analysis ma istemal hoty han. Or markit ki opening closing or isk sath sath upwards or downward movement ko indicate krty han.

      Importance of Candlestick:
      Candlestick ki bahut zyda importance hoti ha agr hum isko properly learn kr laty han tu jb candlestick ban rhi hoti han tu hum iska idea lga sakhty han ka market ab ks turf move kr rhi ha. Or is sa hamari trading achi ho jati ha.

      Colures of Candlestick:
      Dear is ma different colours show ho rhy hoty han js ma ik downwards movement or ik colours upwards movement show kr rha hota ha. Is ma hum kud colour change b kr sakhty han.

      Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	8
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12327832
      • #4 Collapse

        Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
        forex market mai candles ka istmal kitna zarore hain ? kya in ko use karna aham hain ? agar in ko ignore kar ky lot py foruce kaiya jy to kya hamy kamaybe hasal ho sakte hain ? is bary mujy information chaey.
        Forex trading main different chart han jin candle chart bi ha is k alawa bi different chart han par sab sy easy candle chart ha q k is main do qisam ki candle hoti han jo different patterns bananti han jis ko samjena ahsan hota ha or in pattern ko dakh k ache trading kar sakty han is main aik bullish candle hoti ha or bearish candle hoti ha in k ap color apni marzi sy rakh sakty han jo ap ko acha lagta ho chart main different patterns banty jin ki practice hum demo account main karty han ta k jab hum real account main trading karny to humy ziada sy ziada bounce hasil ho is ley humy chae ha both ahtiyat sy trading karny proper stop loss or take profit ka istamal karny ta k losa na ho candle chart main different time frame han jin different candles hoti han koi small time frame han or kuch bary time frame ha in time frame ki waja sy different time frame main different candles pattern banty han or in he patterns sy hum next movement ka andaza laga k trading karty han
        • #5 Collapse

          Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
          forex market mai candles ka istmal kitna zarore hain ? kya in ko use karna aham hain ? agar in ko ignore kar ky lot py foruce kaiya jy to kya hamy kamaybe hasal ho sakte hain ? is bary mujy information chaey.
          dear brother is market mein kam karne ke liye humko Koi trading strategies select karni hoti hai aise he is market mein kuchh traders aise available hai jo candlestick patterns Ho dekhkar is market mein trade kar rahe hote hain candlestick patterns bahut hi important roll Ada kar rahe hote hain kyunki ine se humko market ki umra ka pata chal jata hai agar market KC resistance level per jaati hai aur vahan per Koi candlestick pattern banaa deti hai to usse humko confirmation mil jaati hai ki yahan se market mein wapas Jana hai aise Hi agar is market mein aap dekhen to aapko spot level per bhi kuchh candlestick patterns dekhne ko milte Hain jinke bad market mein reversal leni hoti hai agar aap is market mein candlestick patterns per trade karte rahte hain to aapko Inka Express ho jata hai aur aap candlestick pattern ko dekhkar is market mein entry Le sakte hain aur apni trades ko profit mein la sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

            Dear candles ko pharna aana chaye aus k baad hi hum ais market mai achy traders ki tarha kaam kar skaty hai kun k chart par humry samny candle ban rahe hoti hai aor aus ko dekh k hi hum ais market mai trade laga skaty hai ais market mai hum ne agar trade lagani hai to hum ko ais market mai canlde ko dekh k hi sab kuch pata chal jata hai k ais time market mai buyyers zayda hai ya sellers zayda hai aus k baad hum ais market mai trade achi laga skaty hai ais market mai hum ko candles ka pata ho ga to hum ais market mai achi trade laga skaty hai kun k jab hum ne trade lagani hoti hai to aus time hum ko ais market mai candle ko dekhna hota hai aus k baad hum ko kafi zayda faida ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

              kamyabe hasi karny ky liey hamy candle ko use karna zarore han hamy candle ko kabe be ignore nahe karna chahey ya aik international karobar hain hum is man aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty han hamy daily base par kam ke limit ko pora karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hai or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai agar hum is main bagae experience or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is ma market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty ha hamy demo account mai daily 2 ganty practice karne chahey pher he hum is main acha experience hasil kar sakty hain hum is mai aik din mai aik account main 24 ganty he kam kar sakty han
              • #8 Collapse

                Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                hamy candles ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky bonus kama saky gy forex aik online business hain hum ismai bager balance account bana kar be kam kar sakty ahin agar hum candles ko ignore kar dety hain to hamara account baned ho jy ga forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy tiem table banaakr kam kar sakty hain hum is mai agar lalach ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hai nhum is mai night mai be kam kar sakty hain forex mai candles ko ignore karny waly kabe be kamyab nahi hoty forex aik online businss hain hum gar mai bath kar ismai kam kar sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                  Forex trading mai candles ko Candlestick chart pattern kaha jata hai. Forex trading mai trading terminal kay trading kay doraan market ki movement ko daikhnay kay liye mukhtalif patterns available hotay hain. Jinnai sub say best aur sub say easy pattern he Candlestick chart pattern ko kaha aur samjha jata hai. Candlestick chart pattern pay traders bohat easily thoray experience kay bawajud movements ko samajh saktay hain. Candlestick pattern aik complete trading pattern hai jo ko use kertay huay kisi dusray indicator ya software ki zarurat he nahi rehti hai. Candlestick patterns mai hanging man aur hammer man candlesticks ko he samajh lia jaey tou trading bohat asaan ho jaati hai. Candlestick chart pattern say trends aur movements ko samajhna bohat asaan ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                    my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha or jab bi ham forex ma apni trade ko starts karty ha to hum jab bi graph ko open karty ha to ham ko chart ko bi chose karnay ki fecility majood hoty ha is ma hum ko LINE CHART OR CANDLES CHART dyia gay hoty ha jo bi new trader hoty ha who phaly line chart par trade kary takay who in ko smajany ma asani day or jab who achi learning karty ha to who candles chart par focus kay or trade kary or bonus hasl kary kyu kay forex ma log candles chart ma zyida focus karty ha kyu kay market ma real account par trade candles chart par hi hoty ha or agar app ko is chart ko smjany or istmal karnay ma achi learning aa jay to app market ma acha bonus hasil kar sakty ha
                    • #11 Collapse

                      Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                      Dear ap ne jo sawal kiya hai ap ko us k jawab mein jitna knowledge hai main ap sb members se share karta hon
                      Forex trading mein candles ki bahut importance hai aur jab bhi koi trade open ki jati hai tu candles ko dekh kar lagai jati hai aur market ka trend dekhny k liye hamyn candlestick pattern ko lazmi seekhna chahiye aur har candle market ka next signal deti hai aur agar candlestick pattren par hamyn experience hoga tu ham asani se market k technical analysis kar sakyn gy aur ap candles ka colour change kar sakty hain ap MT4 mein setting mein ka kar candles ka colour apni marzi k mutabiq kar sakty hain aur bearish candle ko alag aur bullish candle ka alag colour rakh sakty hain ta k apko asani se pata chal saky k market upward movement kar rahi hai hai ya downward aur ap apni trading strategy k mutabiq technical analysis karyn aur apko mt4 par m1 se ly kar w1 tak candles milti hain aur apko chart par apni trading strategy k mutabiq time frame lagana chahiye aur trend ko monitor kar k trading lagani chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                        hamy candle ko mostly use karna chahey ta ky ky hum is main successful trader ban saky or market main run kar saky agar hum is main bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss h jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey yai aik wase karobar hai yai hamare roze kamany ka aik acha zareya han hum is main halal kamaty hai agar hum new tradr hain to hamy is mai currency main kam karna chahey hamy euro usd currency ko trading ky liey chose karna chahey agar hum is main expert trader han to hamy gold pair ko trading ky liey chose karna chahey hum is main live kam karty han hum is main sada urdu main kam karty hai
                        • #13 Collapse

                          Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                          forex mn 3 tarah k chart ka use kiya jata ha aik bar chart r dosra candlestick r line chart ko use kiya jata ha lakin candlestick chart ko boat zayada use kiya jata h r technical analysis kr k trading krny k liye candlestick ko use kr k trading krna boat easy hota ha price action k liye candlestick ko use kiya jata ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                            Asalam o Alikum dear Forex friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is pa ham jitni achi mehnat kay sath kam karty han is main utna he ach profit hasil kar sakteey han ye ak bahut he acha or lajawab business hony kay sath sath ak riski business bhi ha is ki market ko samjhna is main profit hasil karny kay leye zarori ha agar ham is main is ki market ko achy say samjh kay is main achi tarha say trade kareey gqay to is main hammy kamyabi mily gi is main 3 tarha kay chart hoty han jis main ak candle stick wala chart ha ye sab say asan or behtareen chart ha is pa hammy achy say is ko samjhny kay leye is ki parectice demo account pa karni chaheyey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: candles ka istmal kitna zarore hain ?

                              G han dear candle pay kam karna kafi zaroori hai kiyu kay ap candle pay kam kartye hain tu ap market mai anylsis kay hisab say acha kam kar kay hamesha es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha candle kay barye mai zayda say zayda knowldge hasil karain ta kay bad mai ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu candle kay barye mai knowldge hasil karna kafi zaroori hai tu ap ka kam acha hota hai tu wo candle pay kam kar kay he hota hai
                              $$$ Never Give Up $$$

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X