Difference Between Demo & Trading account.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    Re: Difference Between Demo & Trading account.

    Agar Ham demo account or real trading account ke Darmiyaan basic difference Dekhe to vah yahi hai ki demo account best practice account Hai Jab Ke real account Hamara Hua account hai Jahan per Ham real trading Karke Achcha profit Hasil karte hain aur use withdrawal Karvate Hain Jab Ke Damoh account ke andar Hasil hone wala profit Ham withdrawal Nahin Karva Sakte lekin Hamen demo account ko bhi real account Ki Tarah istemal karna chahie Taki real mein Achcha profit Hasil Kiya Ja sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      Re: Difference Between Demo &amp; Trading account.

      Mere Khyal se 2 demo account aur trading account same hi hote hain Hamen Yahan per just Itna Fark Rakhna chahie ki demo account se milane wala Karva Sakte Jab Ke real account mein milane wale profit ko Ham is withdrawal Karva sakte hain lekin Hamen Hamesha koshish Karni chahie ke demo account per bhi working real account Ki Tarah hi Karen Jab Ham Is Tarah Se working Karenge to hamare liye real market Mein Achcha profit Hasil karna bahut hi Aasan ho jaega
      • #2253 Collapse

        Re: Difference Between Demo &amp; Trading account.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members yeh thread open ka maqsad yeh hai k es forum main kafi members hai jo demo account and live account ka fark nahi janty hain.Jab muj se aik member ny yeh question poucha tu main ney yeh thread post karna zarori samji
        Demo Account.
        demo account broker ki taraf se har trader ko free of cost diya jata hai jis mai woh trading k software jis ko meta trader 4 kaha jata hai us pay trading pairs ki practice karty hian or es mai woh seekhty hain k trading kis tarha ki jati hai or kis tarha har meta trader 4 ka tools use kiya jata hai.Demo trading ki amount virtual hoti hai jo trader ko just trading purpose k leye provide ki jati hia.Ager trader demo account mai loss b karta hai tu koi fark nahi parta or jab woh profit bana leta hai tu phir b koi fark nahi parta because virtual amount hoti hai just trading k leye di jati hai.Demo account ka purpose yeh hota hai k trader trading ka basic experience hasil kary or apni learning ko achi tarha demo pay apply kar k apni skills mai izafa kary or acha experience hasil kary.
        Live Account
        Live account jo es forum k members apny Pakistani forum k sath attach karty hian tu jab bonus un k trading account mai a jata hai tu woh us bonus se trading karty hain or trading kar k woh jo bonus se upar profit earn karty hian woh profit asani se withdrawal karwa saktay hain.Yad rahay k bonus ko nahi nikalwaya ja sakta hai bonus just for trading purpose k leye use hoga.Es k alwa trader live account main apni real investment b karty hain jis se woh loss main jaye gi tu trader ki investment loss ho jaey gi or jab profit mai jaye gi tu trader apna profit nikalwa sakta hai or sath mai jo investment ki hoti hia trader woh b nikalwa sakta hai.
        Umid hai yeh thread ap ko demo or live account ka fark asani se samja saki hogi
        Happy Trading.
        Demo account for live trading account mein sirf Itna difference hota hai Gate demo account mein profit and loss real Nahin Hota Jab Ke real account mein profit and loss rail hota hai lekin demo account mein Hamen trading ki bahut jyada practis hoti hai aur demo account per trading ki practice kar ke Ham Apne trading sketch skills ko bahut hi jyada improve kar sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #2254 Collapse

          Re: Difference Between Demo &amp; Trading account.

          dear agar ham demo main kaam kartay hain to hamaray mined k uper koi pressure ka hona na mumkin hay aur agar ham real account main kaam kartay hain to us main hamara aik time main mined pay bahut sara pressure possible hay qk hamko is baat ka bhi khatara hoga k hamko lose hoga aur hamari real money waiste honay ka bhi dar rehta hay isi tarha say ham jub demo main kaam kartay hain to hamko fark saaf zahr hona start ho jata hay k ham acha kaam kar saktay hain aur agar ham real main kaam kartay hain to hamko waisa kaam nai ata jaisay ham demo say kar skatay hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X