Hard work is the key of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hard work is the key of success
    Hello Guys,
    Agr ap ek Forex user hain to apko maloom hona chahiye jitna time ap forex ko dein gy
    Utna ap kay liye acha hy.
    Jitna ap forex ki site pe work krain gy utna ap kay profit kay imkan zyada hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hard work is the key of success

    i sforum main learning karni ho gi aur hard work kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain demo main practice kar k hi hum real main pracice ka rk hi hum suces hon gay uar hamain isf orum main practice kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain knwldge ho ga tba hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain loss km ho
    • #3 Collapse

      Re: Hard work is the key of success

      G ya bilkul drust bat ha k Hard work is the key of success ap tab tak kasi b kam ma kamyabi hasal nahi kar sakta jab tak ap us kam ma dil laga k mehnat na kara forex ma b kamyabi mehnat sa he ha is lya sab sa pahla ap ko knowledge hasal karna chya us k bd learning kara aur phr mehnat to ap kamyab ho sakta ha
      Jasa k khta ha k hard work is key to knowledge is lya jitna zaida knowledge aur hard working utna he zaida ap kamyab ho ga is lya dil laga k mehnat karni chya hm sab ko
      • #4 Collapse

        Re: Hard work is the key of success

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Usamaawais پيغام ديکھيے
        Hello Guys,
        Agr ap ek Forex user hain to apko maloom hona chahiye jitna time ap forex ko dein gy
        Utna ap kay liye acha hy.
        Jitna ap forex ki site pe work krain gy utna ap kay profit kay imkan zyada hain.
        No doubt dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Aap Agar Forex mein Main kam karte hain to aapko ismein hard work karna padta hai short Mein trading main aapko Mushkil per Jaati Hai Lekin aap Jab ismein daily work karte hain aur knowledge Hasil Karke kam Karte Hain To aap ismein success Hasil kar sakte hain aap ismein jitni Jyada Main Karenge aur hardwork Karenge aapko ismein Itna Achcha profit aur success milane ke chances Hote Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Hard work is the key of success

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Usamaawais پيغام ديکھيے
          Hello Guys,
          Agr ap ek Forex user hain to apko maloom hona chahiye jitna time ap forex ko dein gy
          Utna ap kay liye acha hy.
          Jitna ap forex ki site pe work krain gy utna ap kay profit kay imkan zyada hain.
          G haan ismein Koi shak nahin hai ki jo log hard worker hote Hain vah jarur kamyabi Hasil karte Hain chahe vah is business mein ho ya apne life ke kisi aur kam mein lekin hard worker log kabhi Na Kam nahin hote isliye hamen chahie ki Ham ismein mehnat ke sath Dil lagakar kam Karen aur ismein jitna zyada Ham Dil lagakar kam karenge utna hamen isase achcha fayda Hans hoga isliye hamen hard work karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Hard work is the key of success

            Hard work hi kamyabi ki wajah agar hum jitni mehnat Kary gy utna humeriii success ho gii or agar hum is mn kaam mehnat Kary gy tu humeriii success kaam ho giii is lye humeny chayeh k hum zaida mehnat Kar k is ko sakhne phr kaam start kary mn is ki ak example k sath bat karta mn matlb yeh k agar hum Pak forex forum py kaam karta hny tu hum zaida posts karty hny tu humy zaiida bounce milley ga or agar hum kaam posts Kary gy tu humeny kaam bounce Miley ga is lye agar hum hard work gy tu humeny zaida success hasil ho giii
            • #7 Collapse

              Re: Hard work is the key of success

              yes 100% right hard work is the key of success, ap forex mein jtna hard work karen gey apko utne hi benefits milein gey. apko apna ziada se ziada time forex ko dena chahiye aur dil laga kar mehnat se is mein work karna chahiye. jab ap forex mein hard work karte hain to apko bhut achi kamyabi milti hai. jo log is mein hard work nahi karte hain woh kamyab nahi ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Hard work is the key of success

                g ap ny sahi kha hy kh hard work is the key of success Agar main hard work ke sath kam Karenge vaise Ham apni post
                ko bhi complete kar Payenge or zyada bonus bhi hasil kr skyngy or hmin acha experience bhi hasil hu ga isliye hmin chahie kh hm hard work sy kam krn if you want success in your life you will do work hard
                • #9 Collapse

                  Re: Hard work is the key of success

                  Dear friends
                  Agr ap ek Forex user hain to apko maloom hona chahiye jitna time ap forex ko dein gy
                  Utna ap kay liye acha hy.
                  Jitna ap forex ki site pe work krain gy utna ap kay profit kay imkan zyada hain. Allah pak ko b mahnat dar log pasand hn isliye kamyabii k liye mahant lazmii krni hoti hai jitni axhii mahnat kry gy utna hi acha bonus hasil krpayn gy qk mahnat k bagair kch hasil nai hota bcz harwork is ket to success.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hard work is the key of success

                    Ji haan Forex Mein hardworking Se Hi Ham Achcha bonus again kar sakte hain Kyunki Jo log acchi hardworking karte hain aur acchi hardworking se acchi se acchi quality ki post create Karte Hain To wo ismein acchi kamyabi Hasil karne hardworking HD key of success bagair success ke Kuchh Bhi Hasil Nahin hota agar humne Sacchi kamyabi Hasil karni hai To Hamen ismein acchi mehnat karna Hogi tabhi Ham ismein kamyabi Hasil kar Saken Honge
                    • #11 Collapse

                      Re: Hard work is the key of success

                      Asalam o ALikum dear Forex friends forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main hammy achi mehnat ki zarorat ha is main jitni mehnat kay sath kam kareey gay kamyab hon gay jitni hard work kareey gay is main success ho gi
                      Hard work is key to success
                      • #12 Collapse

                        Hard Work Ka Raaz-e-Kamiyabi


                        Muqaddima

                        Kamyabi har shakhs ki khwahish hoti hai, lekin yeh aasani se haasil nahi hoti. Iska raaz sirf mehnat mein hai. Hard work yaani mehnat karna, wo ahem cheez hai jo har insaan ko apni manzil tak pohanchane mein madadgar hoti hai.

                        Mehnat Ki Ahmiyat

                        Mehnat ki ahmiyat ko samajhna zaroori hai. Har woh shakhs jo apne maqasid ko hasil karna chahta hai, usay mehnat karni hogi. Mehnat na sirf humein takhleeqati soch deti hai balki humein apne sapnon ko haqeeqat mein tabdeel karne ka mauqa bhi deti hai.

                        Mehnat Aur Sabar

                        Mehnat ke saath sabar bhi zaroori hai. Aksar log turant kamiyabi ki umeed rakhte hain, lekin yeh samajhna chahiye ke kamiyabi ka safar waqt leta hai. Sabar rakhne se insaan ko apni mehnat ka phal milta hai.

                        Mehnat Ka Ittila

                        Mehnat sirf kaam karne tak mahdoood nahi. Yeh ek tarah ka sochne ka andaaz hai. Insaan ko chahiye ke wo har mushkil ka samna karte waqt apne iraade ko mazboot rakhe. Ittila ka matlab hai apne andar ki khud ahemiyat ko samajhna.

                        Maqsad Ka Taayyun

                        Kisi bhi kaam mein kamiyabi ke liye maqsad ka taayyun karna bahut zaroori hai. Jab aapka maqsad wazeh hoga, to aapki mehnat us maqsad ki taraf aasan ho jayegi. Yeh aapko har mushkil waqt mein aage barhne ki taqat dega.

                        Mehnat Ki Mukhtalif Asal

                        Mehnat mukhtalif asal mein hoti hai: jismani, zehni, aur aqli. Jismani mehnat woh hai jo aap apne kaam mein karte hain. Zehni mehnat us soch ko kehte hain jo aapne apne maqasid ke liye tayyar karni hoti hai. Aqli mehnat yeh hai ke aap apne faislon ko samajhdari se lete hain.

                        Mehnat Aur Talab

                        Mehnat ka asar tabhi dekhne ko milta hai jab aap talab rakhte hain. Jab aap apne kaam se pyaar karte hain aur iski talash karte hain, tabhi aapki mehnat rang laati hai. Talab insaan ko nayi soch aur naye raahein dikhata hai.

                        Mehnat Ki Nishaniyan

                        Mehnat ki nishaniyan aapke kaam ke nateeje hote hain. Jab aap apni mehnat ka phal dekhte hain, to aapko ehsaas hota hai ke aapne kya haasil kiya. Yeh ehsaas aapko aage barhne ke liye motivate karta hai.

                        Nayi Skills Seekhna

                        Hard work ka ek hissa yeh hai ke aap nayi skills seekhte rahein. Har waqt kuch naya seekhne ki koshish karein. Yeh aapki mehnat ko behtar banata hai aur aapko mukhtalif fields mein aage barhne ka mauqa deta hai.

                        Aakhirat Ki Talab

                        Mehnat ka sirf duniya mein nahi, balki aakhirat mein bhi asar hai. Islam mein bhi mehnat ko bahut ahmiyat di gayi hai. Aakhirat ki talab bhi insaan ko mehnat karne par majboor karti hai.

                        Team Work Ka Asar

                        Mehnat sirf akele nahi hoti, balki team work se bhi hoti hai. Jab aap kisi team ka hissa hote hain, to aapko aur bhi zyada mehnat karni padti hai. Team work aapko seekhne ka mauqa deta hai aur aapko naye raahein dikhata hai.

                        Mehnat Se Kamiyabi Tak Ka Safar

                        Kamiyabi tak pohanchne ka safar mushkil hai, lekin yeh mumkin hai agar aap mehnat karein. Har insaan ka apna safar hota hai. Yeh safar kabhi aasan nahi hota, lekin mehnat se aap har mushkil ko paar kar sakte hain.

                        Kamyabi Ki Halaat

                        Kamyabi ki halaat alag alag hoti hain. Har shakhs ko apni kamiyabi ke liye alag alag rukne chahiye. Yeh rukne aapki mehnat ko aasan banate hain aur aapko akele kaam karne ka mauqa dete hain.

                        Nakhra Aur Mehnat

                        Aakhir mein, mehnat ko nafrat karne ki bajaye, isay apna saathi banao. Jab aap mehnat karte hain, to aapke andar ek naya junoon aata hai. Yeh junoon aapko aage barhne ki taqat deta hai.

                        Khulasa

                        Mehnat hi kamiyabi ka asal raaz hai. Har shakhs ko chahiye ke wo apne maqasid ko hasil karne ke liye mehnat kare. Sabar, talab aur teamwork se aap har mushkil ko paar kar sakte hain. Mehnat se hi aap apne sapnon ko haqeeqat mein tabdeel kar sakte hain. Kamiyabi ka safar aasan nahi hai, lekin yeh mumkin hai agar aap mehnat karne ko tayyar hain.

                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse


                          Hard work is the key of success

                          Forex mein kamyabi hasil karne ke liye mehnat se behter koi cheez nahi hai. Forex mein kaam krna asan nahi h is me ap ko mehnat karne ki zaroorat hoti hai. Aapko market ke trends ko samajhna hoga, economic indicators ko monitor krna hoga aur duniya bhar ke geopolitical events ka dhyan rakhna ho ga. Iske alawa ap ko trading strategies ko develop karna hoga aur apne trades ko manage krna ho ga. Ye sabhi kaam mehnat aur samay mngte hen.us me Ap Jtna kam kren gy utna acha ap ko uska plus point mly GA.

                          Market Trends

                          Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	35
Size:	49.3 کلوبائٹ
ID:	13195550

                          Jab aap Forex me mehnat karte hen to aapko apne trades ko control karne k liye acchi tarah se knowledge hona chahiye. ap ko apne trades ko analyze krna ho ga aur apni trading strategies ko improve karna hoga.

                          Mistake clear krna

                          Aapko apne mistakes se sikhna hoga aur apne trading decisions ko improve karna hoga. Jab ap mehnat karte hain to ap apne trading skills ko improve kar sakte hain aur forex market mein kamyabi hasil kr sakte hain.

                          Conclusion

                          Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	18
Size:	42.4 کلوبائٹ
ID:	13195549

                          Agar aap Forex me kamyabi hasil karna chahte hain, to mehnat karna zaroori hai. Aapko apni trading skills ko improve karne ke liye mehnat karni hogi, aur apni trading strategies ko develop karne ke liye mehnat karni hogi. ap ko market trends aur economic indicators ko monitor karna hoga aur apne trades ko manage krna ho ga. Ye sbhi kam mehnat aur samay mangte hain, lekin jab aap mehnat karte hain, to aap apne goals ko achieve kr sakte hain aur Forex mein kamyabi hasil kr skte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X