always avoid

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex main newbies boohat sari mistakes karty hain.wo boohat kamm time main zyaada earn karny kay chakar main loss karwa leety hain.is liey main to ye suggest karoon ga k un ko kamm risk main kaam karna chahiey or kamm earning ka sochna chahiey.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ap ny theek kaha ha mager yah sub chazain hoti han jin kie waja sy ham log trade karty han ager profit ka lalach he na ho to koi bhe trade na kary har koie apni money lay ky bhetha rahy
      • #33 Collapse

        Jee bhai apne kafi sare points ko list krdia hai yeh kafi madad gar sabit honge un logon ko iske nuksanat k bare main be khabar hai. Jo point mujhe sab se ache lage woh stoploss, emotions or leverage the.
        • #34 Collapse

          bohat achi thread di hai ap ne, is se new commers ko bohat kuch seekhne ko mila hai mujhay bhi, forex trading mein greed ko avoid lazmi karna chaheye yahe aik cheez hai jo apko dhokay mein rakhty hai aur apko loss ki taraf le kar jaty hai
          • #35 Collapse

            bohat si chezain asi haan jo forex pay avoid karni zarori haan janab je ku kay agar ap us ko avoid nahe karain gay to ap ko wo musalsal nuksan pohanchati rahain gi jin main say chand yea haan
            1-laluch
            2-apni galtio say kuch na sekhna
            3-kam knowledge say zeyada investment karna
            4-experience kay baghar start karna aur loss uthana
             
            • #36 Collapse

              to scale back raise therisk connected with burning we need to should management in excess of avarice in addition tos ensations. in excess of dealing in addition to in excess of self confidence likewise the loses my money cause you to help go through burnig. generally inforjed yourself in relation oy most current announcement in addition to functions for making an increasing number of benefit.
              • #37 Collapse

                janab aap ki bat bikul thek hai in pointssa main bhi agree karon ga main samajhta hon k aagr ham in sab point main jo sab sa aham point hai kmently rich na samjhin aur is ko pressure la kar sakhin tu main samjhta hon k kamyabi ha
                • #38 Collapse

                  bhai aap nay bhot he achay points btae hain aur me to in points pay dil say amal karnay wala hon ku k agar hum is pay amal nahi kartay ho hamari nakami b ho sakti hai.
                  • #39 Collapse

                    You have mentioned valuable points here and all your points have high rating but to me emotions one is the most important one. Loss is mostly the result of lack of control of emotions. When traders learn to control their emotions, they tend to perform well in trading since their orders come out of their brains.
                    • #40 Collapse

                      ye sab batain is laiy hian kay ap market main wrong order na laga dain yehi waja hay kay market main janay say pehaly ap ko market kay analyses market kay baray main trend aur market behavior kay barya main janana chaheay pher he ap market say profit lay saktay hain
                      • #41 Collapse

                        yes you are right that we have to avoid almost of things like we should not trade with greed and emotion and do not keep big dreams in your heart or mind while trading be discipline stop loss in not good not use it make sure you are updated with the market lattest do money management and then do not use too much leverage and do save trade
                        • #42 Collapse

                          Ye aisi mistakes hian jin sy har koi wakif hai, iis liye meray khayal main har koi insy nhe bach sakta kyonk koi na koi lazmi phansta hai in mistakes main lehaza apko chahye k ap achi trade karayn aur lalach main na ayn aur ek makhsos wakt tak trade karayn takay apka apna time bhi bachay yeh aisi bataiyn hain jinsy ap achi trade kr sakty hain.
                          • #43 Collapse

                            forex trading main kai chezon ko avoied karna hi faidamand hota hay jesa ke ziada lalch karna aur apne emotion per kabo pana aur saber se kaam lena agar in sab chezon ko dekh kar chalen ge to aap loss nai karen ge
                             
                            • #44 Collapse

                              g ye bht se common mistakes hain jihein humein avoid krna chaye agar humein forex k business main agy barhna hai agar tu hum en mistakes pr control nahi kar skty tu hum lose he uthaye gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jee han main ap se itfaq kerta hon forex tarding aik bohat hi bara karobar hi jis main logoon ne bari investment ki hi or profit bi bara hi hasil kerte hain ap ko greed fear and emotions se bachna ho ga orr lack of knowledge bi aik bare waje hi forex trading main fail hone ki
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X