always avoid

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Thanks a lot for the nice tips. we need to avoid the 10 things in our forex trading life. we need to control our emotions in forex trading and we need a lot of hard work for success.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      g han hmain in sb cheezon ko har time avoid krna chahiye kyon ke in se loss hone ke buht hi zeyada chances hote hain hmain greed to kisi sorat nahi krna chahiye iss mein sb se zeyada loss hai so avoid it please
      • #183 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanfriend0933 پيغام ديکھيے
        g han hmain in sb cheezon ko har time avoid krna chahiye kyon ke in se loss hone ke buht hi zeyada chances hote hain hmain greed to kisi sorat nahi krna chahiye iss mein sb se zeyada loss hai so avoid it please
        me ne bhi in cheezon ko avoid karna shuru kar dya hai or me in cheezon ko avoid he karta hun kiun ke yeh business ko hai is me patience se or cool mind reh kar ke earn kiya ja sakta hai greed emotion wagera ki waja se hum ko just loss he loss milta hai iss business me ....
        thanks !!!
         
        Last edited by ; 01-03-2014, 11:32 PM.
        • #184 Collapse

          gee mre bhai forex bohat acha business hy me ne ye busineess new new join kya hy ye always avoid bohat bry mistake hy me trading sekh raha ho mre koshish hy ke jb trading start kro to es mistake ko trading me na kro
          • #185 Collapse

            aysa kuch hamy kuch karna parta ha kyo ka muj abi tak asa latta ha aysa kam ka abra ma abi tak kuch kam kar sata ha aysa akm ka bara ma abi kuch hota ha.
            • #186 Collapse

              App ko kabhi bhi yeh nahi soochna chahye ke app ko is main nafa nahi ho ga aur app ko loss ho jye ga aur app ki koi bhi galti app ko loss de ge per app kisi galti se hi sikho ge aur app ko trade kam time aur kam nafe aur kam lot size kam karna ho ga .
              • #187 Collapse

                yes ye bht choti mistakes hoti hain but issy hmain bht zada nuqsaan hota hay jissy hmari trading pay asar parta hai or hum apny maqsaad ko hasil nahi kar paaty or nuqsaan bhi kar jaty hain bht bar so hmain inhy avoid karna chaiye.
                • #188 Collapse

                  jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main ap ko achi earning ho sakti hi agar ap opper dye gye rules ko follow ker ke trading kero too iss lye learninjg zaroori hi
                  • #189 Collapse

                    meray khayal mein tou ziyada ter forex trader inn cheezon k saath trading ko kertay hain aur jiss ki wajha se hum acha khasa loss bhi hasil ker leitay hain iss liaye inn mistake se bachna chahiye tab hum acha profit hasil ker saktey hain.
                     
                    • #190 Collapse

                      Greed main factor hai Forex trading mein loss kaa aur agar aap apni trading mein loss koo minimize kar saktee hain too app acha kama saktee hain, aur kosish karein kee demo account per achi tarhan practice karein
                      • #191 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sami Ud DiN پيغام ديکھيے
                        This top ten common mistakes

                        1 get rich mentally
                        2 random decision making
                        3 using too much leaverge
                        4 not using a stoploss
                        5 trading on emotions
                        6 no dicipline
                        7 no money mangment
                        8 not knowing ur market
                        9 not to monitir ur positions
                        10 trading without a strategy
                        Je bilkul bhai ap nay aik bahut acha thread banaya hai aur un common mistakes ko detect kiya hain jin ki waja say humen aksar trading main bahut ziada loss ho jata hai aur inshALLAH main inn say bachny ki koshsish karon ga.thanx
                        • #192 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sami Ud DiN پيغام ديکھيے
                          This top ten common mistakes

                          1 get rich mentally
                          2 random decision making
                          3 using too much leaverge
                          4 not using a stoploss
                          5 trading on emotions
                          6 no dicipline
                          7 no money mangment
                          8 not knowing ur market
                          9 not to monitir ur positions
                          10 trading without a strategy
                          right brother yeh sub point ap ko success par la kar ja gi yeh tu conform hai but is ko follow karna bahot bahot mushkal hota hai our so is mushkal ko ap nay kesay easy bana hai yeh ap par depend karta hai brother so you are successful trader so esay hi success milay gi jub yeh follow karo gay
                           
                          • #193 Collapse

                            ji haan meray bhai jaan mein aap ki baat se poori tarah se agree hoon k ager hum inn per control ker lein tou hum achi trading ko ker saktey hain lekin ager inn k saath trading kerien gay tou humein iss per loss ho sakta hai.
                               
                            • #194 Collapse

                              Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, aap sab say meri guzarish hai ke aap sab log always he greed ko avoid kerain takay aap sab ko koi bhi aesi galti say kernay say door rahain jo apkay liye loss ka bais banay.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Meary khayal main forex trading may kia humain har bussiness main lalach, short cuts, aur bussiness main emotional hona , avoid karna chahia pir hum apnay target ko acheive kar saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X