☑️ Over involvement in trade goes to loss....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ☑️ Over involvement in trade goes to loss....
    Assalamu alaikum Forex members main aap sabse yah kahana chah raha tha ki hamen trade mein aur involvement ya over engagement nahin karni chahie hamen chahie ki short term ke liye trade na lagaen palke market ko Puri tarah analyse Karen aur FIR long term ke liye Ye ped lagaen aur uske bad trade ko chhod den agar ham baar baar trade ko dekhenge aur aur Market ko dekhenge tu usse hamen main tension hogi for example market to kabhi upar jayegi aur kabhi niche aaegi tu agar Ham bar bar indicators ko dekhte rahen to ISI dar ki vajah se a Ham apne tradeco close bhi kar sakte hain yah reverse bhi kar sakte hain isiliye over involvement in a trade nahin honi chahie kitna jyada Ham involve honge itna jyada Ham baar baar dekhenge itni hi hamen tension hogi aur ISI tension ki vajah se Ham galat faisla bhi kar sakte hain 2 over involvement se sirf aur sirf hamen loss hi hoga isliye jab trade lagaen tu sabar se kam len aur trade ke and hone ka vate Karen.
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ☑️ Over involvement in trade goes to loss....

    agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga hamy loss homy ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy market ko achy sy samj kar is mai aik time man aik he trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is ma take profit or stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamay account ko wash hony sy bachta hain hamy is ko kabe be ignore anhe karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: ☑️ Over involvement in trade goes to loss....

      Yes. Forex ma ik he bar market ko samaj kar spot pick kar dena chahe. Forex trading ma bar bar apni trade ko change ni karna chahe. Bar bar trade ma involve hon gy to loss ki taraf ya acct wash hony ki taraf chaly jae gy. Forex market ik din apko favour ni kary gi to next day phr b chance ho ga lazmi acct wash karwana hai???
      • #4 Collapse

        Re: ☑️ Over involvement in trade goes to loss....

        dear g han jis time main ham is main over trading ko karty rahtay hein to is main ham ko waqay main loss ko face karna per jata hay so is main ham ko chye k ham is main add honay k bad main apany kam ko last tak bettwer say better karaty raha kia karein aor is k bad main he aham ko chye k ham is main agay ki janib jany k baray main khyal karaty raha kia karein agar ham nay is main acahy say kamybi ko gain karnay k plan ko mind main add ker rakha hay to is main ham ko acahy say acha kam ko he last tak karaty rahan ho g .
        • #5 Collapse

          Re: ☑️ Over involvement in trade goes to loss....

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum Forex members main aap sabse yah kahana chah raha tha ki hamen trade mein aur involvement ya over engagement nahin karni chahie hamen chahie ki short term ke liye trade na lagaen palke market ko Puri tarah analyse Karen aur FIR long term ke liye Ye ped lagaen aur uske bad trade ko chhod den agar ham baar baar trade ko dekhenge aur aur Market ko dekhenge tu usse hamen main tension hogi for example market to kabhi upar jayegi aur kabhi niche aaegi tu agar Ham bar bar indicators ko dekhte rahen to ISI dar ki vajah se a Ham apne tradeco close bhi kar sakte hain yah reverse bhi kar sakte hain isiliye over involvement in a trade nahin honi chahie kitna jyada Ham involve honge itna jyada Ham baar baar dekhenge itni hi hamen tension hogi aur ISI tension ki vajah se Ham galat faisla bhi kar sakte hain 2 over involvement se sirf aur sirf hamen loss hi hoga isliye jab trade lagaen tu sabar se kam len aur trade ke and hone ka vate Karen.
          Dear Forex forum pay Hamen kam karte hue is chij Ka Khyal Rakhna chahie ki Ham Ishwar Unki Upar Itna Achcha kam Karenge itna hi Hamara Achcha kam Rahega aur ham apni quality Aur Ko behtarin kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham rate ke andar maujud Las ho kabhi bhi serious na Leti hun balki Uske mutabik Sapna knowledge Hasil Karen Andar hai na sake Ham acche tarike se varsh kar sake aur apne ghar ko acchi tarike se continue kar sakte isliye Hamen chahie kameshwaram ke upar acchi working Karen aur apne aap ko Kamyab Bana sake.
          • #6 Collapse

            Re: ☑️ Over involvement in trade goes to loss....

            over involvement nahi honi chahiye agar ap extra involve honge apni trade mein to is ap ko buat loss ho ga aur ap ko nakami ho gi mehat se kaam akrain money management se kam karian aur bus is ko hi follow karian is mein ap ke liye achi kameyabi hai warna is mein ap ko kuch nahi mile ga greed na karain aagr ap greed karian ge to ap ko buhat loss ho ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: ☑️ Over involvement in trade goes to loss....

              Bilkul forex ko routine business ki tarah karna chahie is me over involment hamare lie stress ka sabab ban sakte he jis se ham loss me chale jaate hen forex ko real business samajh k trading karni chahie ovy trading se account ko loss hota he forex rules ko follow karte rehna chahie jis tarah ham daily target achieve Kar Len to hamen daily basis p apne apko over involment se bachana must ho jata he relax mood k saath trading karen aur ziada lalach se bachen

              اب آن لائن

              Working...
              X