Assalamu alaikum Forex members main aap sabse yah kahana chah raha tha ki hamen trade mein aur involvement ya over engagement nahin karni chahie hamen chahie ki short term ke liye trade na lagaen palke market ko Puri tarah analyse Karen aur FIR long term ke liye Ye ped lagaen aur uske bad trade ko chhod den agar ham baar baar trade ko dekhenge aur aur Market ko dekhenge tu usse hamen main tension hogi for example market to kabhi upar jayegi aur kabhi niche aaegi tu agar Ham bar bar indicators ko dekhte rahen to ISI dar ki vajah se a Ham apne tradeco close bhi kar sakte hain yah reverse bhi kar sakte hain isiliye over involvement in a trade nahin honi chahie kitna jyada Ham involve honge itna jyada Ham baar baar dekhenge itni hi hamen tension hogi aur ISI tension ki vajah se Ham galat faisla bhi kar sakte hain 2 over involvement se sirf aur sirf hamen loss hi hoga isliye jab trade lagaen tu sabar se kam len aur trade ke and hone ka vate Karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим