Situation k mutabik chalain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Situation k mutabik chalain
    Assalamu Alaikum to all member ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar Rahe Honge dear member main yah Kahana Chahta Hun Ki Hamen situation ke mutabik trading Karni chahie market ko pahle sochana samajhna chahie usko analyse karna chahie phr jakar apni trading ko start karna chahie risk Lene Se Kam Nahin chalta isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur risk per apni trading start na Karen balke situation ko samajhte Hue apni trading start karen Taki aap market ko samajhkar trading Karoge To aapko profitable trade Milega isiliye laalach aur jaldbaji Se Dur rahe or situation ko Soch samajhkar Apna business start karen Taki aap Acha business kar sako or forex forum se Acha profit gain kar Sako
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Situation k mutabik chalain

    Forex Trading me halaat ko madenazar kar hi kaam karna chaheye aur hamen is me market ki analysis karna nahayat zarori hai. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen.
    • #3 Collapse

      Re: Situation k mutabik chalain

      hamain sif orum main practiice ka rk hi hum achi trade ka rk hi hum run karein gay uar hamaind emo main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay uar hamain mind ko fresh kar k hi hum achi trade karni ho gi aur situation ko dkeh k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain practice ka rk hi hum real main kam karny main bi asnai ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Situation k mutabik chalain

        G haan ismein aapko fayda usi waqt cancel hoga jab aap market mein situation ke hisab se kam karenge Agar kisi bhi time aap market ko follow nahin karte aur apni marji ki training karte hain to aapka account wash hone mein jyada der nahin lagata isliye hamen chahie ki Ham market mein kam market ki marji ke mutabik Karen aur is tarah kam karenge hamen har time is se fayda Hasil ho aur yah tab hi mumkin hai jab Ham ismein sabar ke sath kam karenge.
        • #5 Collapse

          Re: Situation k mutabik chalain

          Situation kay mutabiq chalna yani trend kay saat market ko follow kartay howay trading mai aagay barna chaheye es leye apki ye baat drost hai kay market ki situation ko daik kar osko follow kartay howay he apnay trades laganay chaheye agar koi aisa nahe karta aor market yani trend kay against mai chalega aor against mai trades lagayega tu maira nahe khyal kay wo kamyab ho saktay hai
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Re: Situation k mutabik chalain

            Ji aapane Sahi kaha hai ki Hamen situation ke mutabik Chalna chahie Agar Hamari situation trader Lagan Ki Nahin Hai Kyunki hamare pass bonus kam hai To Hamen chahie Yahan aur Jyada mehnat Karen Taka Achcha bonus Hasil kar sake aur jab hamare pass Achcha experience Na Ho To Ham demo se practis Karke bad Mein trade lagaen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Situation k mutabik chalain

              ji bilkul aapko chahiye kya aap situation ke mutabik chale jaise market ke situation ho aap apni trade bhi hosla open Karen market ki situation ko dekhte hue aap apne open ya close Karen lekin market ko chitra analyse Karen market ko samjhaie

              اب آن لائن

              Working...
              X