Assalamu Alaikum to all member ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar Rahe Honge dear member main yah Kahana Chahta Hun Ki Hamen situation ke mutabik trading Karni chahie market ko pahle sochana samajhna chahie usko analyse karna chahie phr jakar apni trading ko start karna chahie risk Lene Se Kam Nahin chalta isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur risk per apni trading start na Karen balke situation ko samajhte Hue apni trading start karen Taki aap market ko samajhkar trading Karoge To aapko profitable trade Milega isiliye laalach aur jaldbaji Se Dur rahe or situation ko Soch samajhkar Apna business start karen Taki aap Acha business kar sako or forex forum se Acha profit gain kar Sako
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим