Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Sir confidence and over confidece may kuch zeyda ferq nahi is may apnay khud hi adjest kerna hota hai kay konsa ap log use kertay hain over confidence say apko loss hota hai or ap us may kuch jeet nahi saktay hain or confidence say apko sab kuch mil jata hian thank
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      confidence and over confidence dono alehda alehda hen confidence me aik tarah ki ajzi hoti he or khud par or Allah par bhrosa hota he jab ke overconfidence me aik tarah ka ghror a jata he ke me ye ker sakta hon or sirf me he ker sakta hon or koi nahi ker sakta is ko over confidence kehte hen
      • #1593 Collapse

        confidence hona chahiye chahe over hi kiyun na ho kuch log confidence or over confidence men farak hi nahi ker pate or woh jane anjane men confidence build up hone se pehle hi over confidence keh ker us ka confidence level kam ker dete hen
        • #1594 Collapse

          confidence bhi tab he ata hay trading main jab humary pass forex trading ka knowledge bhi acha ho aur overconfidence bhi tabi ata hay jab knowledge ho aur apny aap ko mahi samjhnay lag jaye tab humay market say loss he hota hay so humay eska shikar nahi hona chahiey
          • #1595 Collapse

            jnab huamin is main confidence say kam kia to huamain tradinng main loss km ho ga magr humain agr over confidence say huamin trading main kafi loss ho sakta hay kun kay greed ko invite karta hay jis say huamin loss hi ho sakt hay
            • #1596 Collapse

              aik acha confidwence honay ka yehi matrlab hota hai kay ap apni trrdae pe posotive rehtay hai lost say na dar ho kay apki trading hoti hai likin jub ap over cnfidence ki taraf jatay hai tu ap apnay pehlay profit ko bi lost katr jaiy gay
              • #1597 Collapse

                jnab hum jab trading karty hainto huamin is main leanring kar kay kam karna hog a ta kay huamin trading main achi eanring hasl ho sakti hay or huamin is main over confidence say greed ho sakta hay so is ko avoid kar kay kam karna ho ga
                • #1598 Collapse

                  jnab hum jab trading main confidence say kam karty hain to huamin is main acha profit hasil hota hay or humain trading main trading main over confidence say huamin trading main greed ho jat hay jis say humain nloss b ho sakta hay
                  • #1599 Collapse

                    jnab hum jab trading main confidence say kam karty hain to huamin is main achi earning hasil ho sakti hay agr hum is main over confident ho jaty hain to huamin trading main greed ho jta hay jis say huamin loss hi hasil hota hay
                    • #1600 Collapse

                      Sahi baat ha aisi chexen karne se apko kafii loss hosakta ha forex me and app trading ki dunya me kafi loss bhi karsakte he so overconfident apne kabhi bhi naii hona ha balke apne confident rehna ha apnii chexon k bare me
                      • #1601 Collapse

                        Kisi b kaam mmain normal confidence sy kaam kena to hamary liye faida mand hota hai kun k ham is sy mustakil mazaji sy kaam karty hain. Aur over confidence sy ham mustakil mazaj nai rehty aur ham jald bazi mai a jaty hain aur lalach main par jaty hain jo k acha sabit nai hota hamyn loss ki tarf le k jata hai lehaza aik acha trader banny k liye apko over confidence sy hat k kaam karna pary ga.
                        • #1602 Collapse

                          mere hisaab se to forex trading main confidence hona hai lazim hai lekin over-confidence nahi hona lahi kiyun ke yeh ek aisa ahsaas hai or feeling hai jo insaan ko mistakes kerne per majboor kerdeti hai so avoid always oer-confidence kiyun ke yeh ek wrong way hai
                          • #1603 Collapse

                            Sahi bhai aap sahi keh rhy ho aesa he ha iss ma aap na achi trha explain kr rhy hain agr banda iss ma ap ki bat ko samjh jaye tu wo kabhi bhi loss na kry bass bat ye ha k trader buht jazbati hoty hain samjhty nhi hain
                            • #1604 Collapse

                              mere khyal me hum ko is me over nai hona chahye k jis se hum ko loss ho sake is liye dekh soch kar kamm krana chahye or learing k bagher trend ko clear k bagher is me kamm nai karn chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                humain trading main agr success hasil kanrni hay to humain is main confidence say kam karny main kafi achi eanring hasil ho satki hay or humain is main over confidence say trading main koi acha profit hasil nai hota hay loss ho sakta hay
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X