Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    dear iss mein b diference yahi hay k confedence wla shaks confedent k sath or soch smjh kar taerde karta hay or wo kamyab rehta hay over confedent people bghair soch smjhh trade karta hay wo apne aik ghumand mein hota hay or wo loss kar jata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      app jo keh rahay ho haqeeqat hai kuch log to apni pehli trade main he over confident ho jatay hain aur aisi trade kartay hain kay un ko loss ho jata hai humain trading k doraan over confident nahin hona chahiye. ap ko pata lag jata hai ka ap ka confidence hai yah overconfidence jb ap apna experince ki base par soch samj kar tarde lagata hai to us ko ap apna confidence kah skta hai aur jab ap kahta hai ka sub kuch hi ma hu aur woh is nasha ma trade lagata hai yah overconfidence hai
      • #663 Collapse

        forex trading main confidence hona boht zarori hay ap nay thek kha hay jab aik trader confidence say kam karta hay demo pr practice karny kay bad to wo apna target achieve karta hay lakin jab koi bhe trader overconfidence dekhany ki koshish karta hay to wo loss karwata hay apna q kay wo lalchi ho jata hay or lalch main loss zaror hota hay
        • #664 Collapse

          my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he but is mai kuch log to apni pehli trade main he over confident ho jatay hain aur aisi trade kartay hain kay un ko loss ho jata hai humain trading k doraan over confident nahin hona chahiye warna ye hanare nuqsan ka sabab bane ga.
          • #665 Collapse

            Confidence aur over confidence main farq ye hai. Ke jab banda trading main confident hota hai to wo profit zada earnnkarta hai aur use nuqsan kam jota hai aur jab wo over confident hota hai to usko profit kam aur nuqsan zada hota hai koi asan kam nahi lykin ager koi trader apni luck ki wajah sy musalsal chand dinon ya hafton tak her trade main profit hasil kar ly or phir pany aap ko bohata hi acha trader samjhny lagy to yeh over confidence ho ga.
            • #666 Collapse

              salma dosot,ap thk khr hyt ha or ma agree b ho copnfidence jis insan ma hota ha wo kbi ksii kam ma ya trade ma nakam nai hota ah lekin over confidence loss ha dilata ha.
               
              • #667 Collapse

                G han mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun bohat sare log over confidence ki waja se apne profit ko bhi loss mein convert kar lete hai confident hona ek achi baat hai aur is hum trader k plus point bhi kes sakte hai per over confident hona koi achi baat nahi hai hum trading karte waqat bohat hi achi tarha hr cheez ko cheak karna chahain.
                • #668 Collapse

                  nice question hai app ka confidice hona chaheyaa lakin bhai over confidian nahi hona chaheyaa kayun kay hamray liey lose ka bays hota hai
                  • #669 Collapse

                    dear brother...!confidence bht achi cheez hy aur ye har insaan mai hona bhi chiay magar overconfidence na ho warna sara kaam kharab ho jata hy is say..
                    • #670 Collapse

                      dear app ko forex buisenss main confidence rahkna assi bat hai lakin app ko over confidence na hikarna chyea ku ki over confidence greed ki samil hai is lea app ko over confidence na hi karna chea asa karna se allah naraz hota hai...
                      • #671 Collapse

                        g ma ap ke bat se itfak kerte hon k confidence hona acha h lekin over confidence hona ak bab hebit h or buhet se log over confidence k sikar hote han or ye tab hota h jab hum lalac kerte han
                        • #672 Collapse

                          Dear i think k Confidence or over confidence man zayada difference nai han but agr ham is man confidence man rah kr trade krty han to ham ko just profit hi earn hota han or jab ham is man over confidence hojaty han mean's k ham kahty han k yeh trade paki ab meray favor man aaye gi to phir ham is man loss kr jaty han is ko over confidence kahty han.
                          • #673 Collapse

                            Confidance insan ki kamiyabi ma ak ahaam kardar adha krta ha humey chaye k confidance challey to par over confidacne nahe challanna chaye is ma lloss humey k ziada chance hteey ha nuksaan k chance huty ha
                            • #674 Collapse

                              Assalam-o-Alaiqum, han bikul janab sahi baat kahi hai apne lalach aik qisam hai over confidence ki in business to hamain chaiye k avoid krain or thoda sabar or tahummul k sath trade me lagain mjhy tou yehi lagta hai k loss se kam profit zada behtar hai nuqsan se bachna zada zaroori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                in short ye k confedense apka dost or ower confedense paka doshman he jab insan samhj raha hota he k min jo samhj raha huo wo hi ho ga to wo zyadha lalach karta he or ye oss k bara nuqsan ka sabab banta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X