Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    forex main wo insan kamyab hay jo khud pey yakeen rakhta ho aksar logon ko jab loss hota hay wo himat nahi hartay apni galtion sey seekhtay hain aur profit earn karnay lag jatay hain but forex main kuch los aise bhi hain jo profit earn karnay kay baad hawa main urnay lag jatay hain phir unko hamesha loss hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      bro rizwan ap ka aga bolna ki jurat nhi
      but for posting for work both is same but they have a large difference if i over confidence then i will loss my money and that is to right that i will not gain money if i will stop trade in loss and not be patience not bear and greed but in other side if we will work with our strength then we will earn more and more then other side hope you like it and understand what i say to you
      • #1173 Collapse

        bro exactly im totally agree with you..Confidence is good but over confidence is very bad for forex trading and due to this mostly people do mistakes and at the end they have to face the losses..So i think we should avoid iver confidence?????
        • #1174 Collapse

          confidence har trader mein hona chayie yeh bahot zarori hy aur forex mein bahot achi earning hoti hay aap forex say bahot ziyada earn kar saktay hay isi liye mein chata hon kay mein forex ko ziyada say ziyada learn karon takay mein future mein bhi forex say achi earning karta rahon aur good trader bano .
          • #1175 Collapse

            mery khayal mein to confidence wo hota hy jis ka ap ko knowledge ho aur ap kahien k ap wo kam kar sakty hain aur wo hona bhi chahiye lekin jo over confidence hota hy wo bohat nuqsan deta hy kyun k ap ko kam ka pta bhi nhi hota aur ap ana mein keh dety hain k ap ko kam ata hy aur phir us say nuqsan ho jata hy
            • #1176 Collapse

              over confidence tu app ko lay doobay ga yeh kaam tasali say karnay wala hai is liye easy say trade banao or confidence ka hona tu zaroori ahi lekin over confidence mai bht say account ujray hain yeh mai nay khud daikha hai is liye confidence zaroorai hai or oevr confidence or fear dangerous hain
              • #1177 Collapse

                Forex trading main confidence hona achi baat hay but overconfidence hona humary liey loss ka sabab banta hay so humay over nahi hona chahiey keh hum bohat achy trader ban gye hay.
                • #1178 Collapse

                  forex trading me confidence wo hta hy k ap ne order jo lgaya hy usk lye ap confident ho k waky hi agay aisa hi ho ga aur mjhe profit ho ga .. jbk overconfidnt wo hta hy ap order lgany ja rahy ho aur hmesha ki trah ap ne kuch extra thinikng karty hoy order lga dia k hundred percnt aisa hi ho ga ... us wkt ap excitation mood me hty ho aur apna loss kar bethty ho ....
                  • #1179 Collapse

                    I think confidence wo hota hy jis say ham forex may better tariky say work karty hain and over confidence greed may a jata hy jis say hamy ziyada loss kay chances hoty hain is liye hamy confidence say work karna chahiye and greed ko avoid kar dena chahiye. kue k aghar hum greed karain gay or market hamay against move karay gi to hamara account b wash ho sakta hai.
                    • #1180 Collapse

                      assalamao alaykum my dear janab forex ak acha buiness hay jis say humy fida hota hay is lea isy me apny ap per confident hona cheya trading lgty waqt hum darnanhe chey aor aram k sat trading karni cheya
                      • #1181 Collapse

                        My both perspective, leading to more profits and trust in God that we forget the rules and do it our way, because God leads to loss of profits.
                        • #1182 Collapse

                          busnies me confidence aur over confidence me faraq siraf yah hay kah agar aap koi trade kartay han aur aap ko yeh yaqeen hota hay kah yeh sahi hay tu yeh confidence kahlaiay gay aur jab aap yeh sochatay han kah yeh 100% sahi hay tu yeh over confidence kahlay ga.
                          • #1183 Collapse

                            Agr ap ko market ki samjh hai to ap ek sy ziyada pairs pr asani sy tarding kr sakty ahia ur is smain koi harj bhi nhi hai a[p ko is smain kafi faida hoga . Forex best ahi ..//..
                            Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                            For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                            • #1184 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: bulb پيغام ديکھيے
                              confidence har trader mein hona chayie yeh bahot zarori hy aur forex mein bahot achi earning hoti hay aap forex say bahot ziyada earn kar saktay hay isi liye mein chata hon kay mein forex ko ziyada say ziyada learn karon takay mein future mein bhi forex say achi earning karta rahon aur good trader bano .
                              confidence insn ko bhot kuch sekhta hai or bhot kuch karna ka liya kahta hai confidance say insan sub kam kar sakta hai or acha say kar sakta hai darta nahi hai or over confidance insan ko bht say muksan ma dal dta hai jis over confidance ma kam karta hai wo thek nahi hota or jald bazi ma hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                overconfidence yh hota he ke ham market me trade lete hen or win karte hen or aese hi ham achi trades kar lete hen toh overconfidence me phr ham bari lot se enter ho jate hen or market hamesha ak hi trah nahi move karti toh aese me hamko loss hota he boht ziayada

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X