Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    confidence is good and help us to trade better but over confidence ruins everything so we must trade carefully with knowledge and experience and earn good profit by minimizing loss risk.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      pak foraxma trading k lia or posting klia hmary pass confedance hona chaheya par etna zyda nai jess sa ham ko loss e ho es ko over confedance khty han jo hmysha loss e krwataha
      • #1158 Collapse

        brother aap ka thread kafi acha hai mere khayal se insan ko over confident nahi hona chahiye kiun ke forex me over confident bande ko hamesha loss uthana parta hai is lye over confident hone ki koshish karni bhi nahi chahiye or hamesha carefully kam karna chahiye .
        • #1159 Collapse

          confidence is good for human bieng it create oppotuties for us. but overconfidence is good thing as well as bad some time it create oppoturienties for us some time its destroy our life.for exmple trading , in class ,or in bussiness life.
          • #1160 Collapse

            Agr ap apna thora sa profit sa dil nahi bharta or ziyada k chaker ma k ma kama Ln ga l chaker ma account khatam kr Lady ho ya over confidence Jo k ap kliya sahi nahi ha.ahr ap kama laty ho profit tu ya ap ka confidence ha
            • #1161 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
              Happy Trading.
              :cool::):p
              han g ap ny thk hai members ma confidence hona chaye bt some time over confedence thk nai hota ye over confedence hme bht nuksan puhanchata
              • #1162 Collapse

                Forex trading main confedence ye ha keh apko aik pair par pora aitmad hay keh apko ic main profit ho ga par pher b wo wo apki soch c aggainst ja raha ho. Us time agar ap order ly lyta ho to matlab apko apna ap par confedence hay. Par in against agar ap karta ho kuch to wo over confedence nain a jata hay.
                • #1163 Collapse

                  sir g forex business ma ma ye he kaho ga k agar koi trend tum ko pata hai k ye hai tu tum trade kar deta tu ye confident hai or agar pata ho k idar jye ga lakin tu over confident ho k us k agains trade karo tu ye over confident hai.
                  • #1164 Collapse

                    Agar app koi kam kar raha han or app tasali sa os kam ko karta han to ya ha confidence lakin agar app koi kam kar raha han or kahan k mara ya kam to teek hi ho ga to ya ho jata ha over confidence
                     
                    • #1165 Collapse

                      app ne akk asha point othia he kiun ke pakistan forex forum per agher app over confidence se kam le ge to app ko noksan ho ga is liye app pakistan forex forum per loss hony se bachny ke lue app ko pakistan forex forum per ke ruls follow kerny ho ge pakistan forex forum is the great job of the world...
                      • #1166 Collapse

                        insan main confidence hna bot achi bat ahi lakin over confidence hna achi bat nhi hai is sy apko bot nuqsaan ho skta hai or apko profit sy loss ki trf ly ja skta hai
                           
                        • #1167 Collapse

                          meri nazar mein confidence wo hota hy ap ko apny oper trust ho k ap wo kam kar sakty hain aur us kam ki knowledge bhi ho aur over confidence wo hota hy k kisi k samny keh dena k mein har kam kar sakta hn aur kam ka knowledge bhi nhi hota
                          • #1168 Collapse

                            forex main jab ap ye soch k kam karte ho k app ko yahna say earning karni hai to app ko earning ho jatai hai lekin over confidance say app ko loss ho jata hai
                            • #1169 Collapse

                              Assalaam o alaikum Forex trading mein confidence bohut zururi hai but over confidence nuqsaan de hai kyun k over confidence mein nuqsaan ziada hojata hai aur confidence mein log hosh mein hote hain aur over confidence mein parwah kiye bager trade lagte hain isliye over confident nei hona chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                forex main wo insan kamyab hay jo khud pey yakeen rakhta ho aksar logon ko jab loss hota hay wo himat nahi hartay apni galtion sey seekhtay hain aur profit earn karnay lag jatay hain but forex main kuch los aise bhi hain jo profit earn karnay kay baad hawa main urnay lag jatay hain phir unko hamesha loss hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X