loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

    ji bilkul Forex trading mein Hamen la Se nahin darna chahie Apne kam per focus karna chahie mehnat karni chahie Forex trading main tabhi kar liya abhi Acer kar sakte hain Forex trading mein vahi log kab jao Hain Jo hard worker hai apne kam per focus karte hain aur apni galti ko sudharne ki koshish karte hain mehnat karte hain aur acche ki ummid rakhte Hain Forex trading mein Ham jitne jyada mehnat naraj ke sath kam Karenge utna hi achcha fayda asel kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

      g han bilkul bahi jan ap nay sahi kaha hay forex may kabhi bhi har nahi maanni chahia ur apny loss say disheart nahi hona chahia balkay apny loss ki waja ko find kar k us say sheekhna chahia tak next time wohi mistake na ho ur achi trade lag kar acha profit kamya ja skay ur loss say bacha ja saky.
      • #33 Collapse

        Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

        jee haan loss sy ghbrana nahi learni g hasil krni hy forex man new new techenic aa rahe han so koi b perfect nh ho sakta learning ka process sath sath rahta ha. Learning k bgair real trade to door ki bat ha aap demo account pay b kam nh kr sakty hm foran he acout wash kr dan gay.forex ik soft work ha na k physical.yah learning hoge to acha hoga otherwise nh.
        • #34 Collapse

          Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

          nafah ar nuksaan hr karobaar ka hissa hy learning har lehaaz say humare liye zarori b hoti hai and learning ki he base per hum trading mai profit hasil kar sakte hai and aik good trader ban sakte hai loag ziadya tar trading mai bina learning k kaam start karte hai then wo hamesha say forex per loss he ka samna karte rehte hai.
          • #35 Collapse

            Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

            g ye bat b ilkul theek hai k loss se ghabrana nhi chahye, kuch log loss se ghabra jatay hain or wo b forex ko gala kehna start kr detay hain, is liye loss se ghabranay ki bajay ap ko learning krni chahye zada se zada takay ap loss ko apni learning ko kam se kam kr sakay, loss or profit business ka he hisa hota hai is liye ghabranay ki zaroorat nhi hai
            • #36 Collapse

              Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

              jee haan apne theek kaha learnig kabhi khatam nahi hoti learning karty rehna chahiye bcz forex market boht waseeh business hy and is me learning khabi khaatam nahi hoti yaha tak k profesional traderes ko bhi learn katy rehna parta hy forex tu kya ap life em koi be kam start kary ap us me stab tak success hasil nahi kar sakty jab tak us se related complete learning na kar ly..
              • #37 Collapse

                Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                Forex trading ne Hamen last emotional nahin hona chahie balki Apne learning ko increase karne ki koshish karni chahie jitni jyada mehnat Karenge Apne knowledge to increase karne ki koshish Karenge tabhi Forex trading Se achcha profit banaa sakte hain aur trading ek achcha business hai Hamen ismein dilchaspi ke sath kam karna chahie acche knowledge experience ke sath karna chahie tabhi Ham sakte hain.
                • #38 Collapse

                  Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                  ji bilkul sahi kaha aapane ki insan hamesha galti karke hi sakta hai hamen apni galtiyon se sabak Lena chahie agar main loss hota hai to logon se ghabrana nahin chahie balki focus karna chahie ki hamen lost kyon hua hai hamari galti kya hai aur mere bhai aapse ek bahut important baat share karna chahunga ki jo insan bar bar ek hi galti darata hai vah kabhi bhi Kamyab nahin ho sakta business mein koshish karen apni galtiyon se sikhen seniors ko follow Karen ki posting ko padha Karen jyada se jyada knowledge hasil Karen aapko is per mein kamyabi jarur milegi
                  • #39 Collapse

                    Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                    G haan humay loss se ghabrana nahi chaye hamesha learning kro ziada apki earning bhi ho gi q k forex main ap tab hi kuch profit krty hain jub ap k paas proper knowledge aur experience ho so profit earning k liye experience ka hona zarori hai.aap demo account ki madad se bht sa experience hasil kr ke bht sa kma skte hain.
                    • #40 Collapse

                      Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                      last provide you nothing except experience if you ever read your loss and you become persistent in stock exchange market then this means that you are on the right path and you will achieve profit
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                        Bilkul hamain loss s kbhi ghbrana nae chahiye r bs us loss s learning hasik krni chahiye kionkay ye loss s learning h hamain hmaray asal orofit k liye tyar krege
                        Kbhi loss lr afoso nae krna chahiye hamesha bs yehi sochna chahiye k ye loss aj hamain. Aik new chz sikha raha hai
                        Khtay hain naw girtay hai ghurswar h maidane jang me to bhai jo insan medan me. Aega whi to girega r gir kr hi tou hunar hasil. Krega

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X