loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????
    assalam o alikum my dear and respected feloows ham sab ko yeh to smjhna chahiy keh loss and profit donu hi business ka hisaa hein hamin loss hony pr discourage nhi hona chahiy belkeh jis ghlti sey loss hua hy ap us mistake ko thk krein aour loss ko control krein aour issi trah loss ko recobver kerty huy ap isko profit mein chnge ker sakty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

    hamy loss par sabar karna chahey or pane mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum is mai aik din main aik account mai 4 threads karty hain hamy daily base par ko pora karna chahey hamy is mai meyare posts karne chahey pher he hum is man thanks hasil kar sakty hain thanka ka extra bonus hota hain hamy be meyare posts par thanks dany chahey
    • #3 Collapse

      Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

      Aapki baat bilkul theek hai Hamen last Se Kabhi Bhi Kapda Nahin chahie balki Hamen koshish Karni chahie ki Hamen Jab gilas Ho To Ham apni is Galti ko Dekhen ki Hamen kis galti ki vajah se loss Hua Hai Jab Hamen apni Galti Ka Pata Chal Jaaye To Hamen koshish Karni chahie ki Ham apni is Galti ko improve karne ki koshish karen Taki Ham se Dobara kabhi vah Galti hone ke chances mein ho aur dobara Kabhi use galti ki vajah se Hamen Las Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

        Hamen loss se ghabrana nahin chahie Bhar Ke mehnat ke sath acche knowledge ke sath acche experience ke sath Forex trading Mein acchi knowledge increase Karni chahie jitni Jyada learning ke sath knowledge entries Karenge itni acchi knowledge wali train ka kharcha profit bhi increase kar Sakenge aur successful trader Ban Sakenge Forex all world mein best business FIR Hamen hardworking ke sath kam karna chahie acche experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda Sarkar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge.
        • #5 Collapse

          Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

          Loss se kabhi na ghabraaey agar loss hoo bhi jaaey to seekho jitna seekh sakte hoo aor khud se yeah sawaal Karo keh kis wajah se loss how's hai Kia ham ne analysis ke baghair trade lagaya thaa Yaa phir analysis karna hi nahi ata is liey hamesha har step phoonk phoonk Kar rakhe taa keh ap loss se Bach Kar acha profit kmaa sake.
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

            Walaikum Asalam, forex trading mein agar humein kisi waja se loss ho jata hai to apko bilkul ghbrana nahi chahiye kiun kay loss aur profit dono business ka part hain.apko aur ziada mehnat karni chahiye takay apka loss recover ho sakay. humein apni mistakes ko control karna chahiye taky humein loss na ho,
            • #7 Collapse

              Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

              trading Mein Jab Hamen loss hota hai to usmein Hamari apni Galti hoti hai isliye Hamen chahie Ke Jab kabhi hamen trading ke andar nuksan Ho To Hamen apni Galti ko dekhna chahie aur Hamen Apne banae Hue signal ke andar mistake ko dekhna chahie Kyunki Jab mistake ko acchi Tarah Se pahchan Kar Dobara usko theek Kar Ke trade Lenge to Hamari trade profit Mein Jayegi aur Hamara pichhla hone wala Sara loss recover ho jaega isliye koshish karen ke Khud Se signal banaen aur acchi mehnat ke sath pahle demo account per Apne signal ko check karne

              • #8 Collapse

                Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                Jio friends duniya Mein Koi bhi aisa nahin hai jisne bagair last ke kamyabi hasil Ki Ho isliye agar aapko kam karte waqt nuksan hota hai to aapko use kuchh sikhana chahie aur koshish karen ki is galti se dobara na gujre Hain use galti se apne islaah karne ki koshish karen ISI tarah hi aap kamyab ho sakte hain otherwise terrano chances to get success without disadvantages thanks
                • #9 Collapse

                  Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                  Ya bat bhi thk ki hy agr hum loss se dar ker kam kerty hy ya humary gilt bat hy us ko ma hum ko kamyabhi gain ker na k liy loss se kuch teach ker na chiy q k loss hum ko tension data hy ya ik Asia business hy jo hum ko faida data hy
                  • #10 Collapse

                    Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                    yes dear 100% right kaha apne loss say wahi darta hai jo hard work nhe karte hai jonforex trading main pratice nhe karte hai wahi forex trading main loss karte hai dorex trading main kabi b darna h nhe hai qk agar dear k kiya kiya jata hai tu loss hota hai agar learning best ho demo account main regular kaam kiya jy or hard work kiya jy tu pher knowledge or experience ho jata hai jis say loss ko kaaam kar k forex trading main kafi had tak success mil skti hai wahi darta hai jo hard work nhe karte hai jo forex trading main lot of learnings kar k work ko start kare gy feature main kafi big benefit hasil kare gy
                    ​Sadaf Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                      ji bilkul Forex trading mein Hamen last se gabrana nahin chahie Apne kam per focus karna chahie apni galti se Sabak Castle karna chahie Taki Ham dobara aisi galti na doorer hi jaise Hamen nuksan Ho nafa nuksan har karwar Ka aisa Hi insan Apne kam per focus Karen apni galtiyon ko sudharne ki koshish karega to Forex trading Se acha praful banaa sakega Forex trading ne Hamen acche knowledge or experience ke sath kam karna hoga tabhi per day trading mein Ham kanja Bihar sarkar sakenge aur acchi earning kar sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                        G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men loss say ghabrana nahin chaheya balkeh hamen as men mazeed mahnat karna chaheya kun kay agar hum as bahut mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hamen as men bahut njuksan hoga as lia hamen as men bahut dil lagy kay sath kam karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                          Loss se ghabrana nahi apni learning achi se achi kro tab tak k aap k pas koi experience nai aayega aur doosri baat yeh hai k aap jab tak k practice karogay aur study karogay tab tak aap k pas experience gain hota rahay ga humy chye k hum zada sy zada iss me experience hasil kren or khub hard work k saat kaam kren.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                            assalam o alikum my dear and respected feloows ham sab ko yeh to smjhna chahiy keh loss and profit donu hi business ka hisaa hein hamin loss hony pr discourage nhi hona chahiy belkeh jis ghlti sey loss hua hy ap us mistake ko thk krein aour loss ko control krein aour issi trah loss ko recobver kerty huy ap isko profit mein chnge ker sakty hein.
                            Bilkul aisa hi hota hai sometimes ham log Jab kam karna start kar dete Hain To Ham Logon Ko loss Hona shuru ho jata hai lekin market Mein Kabhi Bhi Ham Logon Ko every time profit Nahin Hoga sometimes Aisa Bhi Hoga Ki Ham Logon Ko market band Kafi loss Ho Jaaye lekin us loss ko face karna chahie aur in future Ham Logon Ko profit Hoga Kam karna chahie tab jakar ham log market ke andar acche tarike se kam Karenge kam ko kam Samajh Kar Karenge to aap Logon Ko profit Hoga otherwise time pass Karenge to aap Logon ke liye bilkul bhi fayda nahin Hoga Apna time waste Karenge
                            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                            :)
                            (AbdulWahab33)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss sey ghbrana nhi belkeh learninig hasil kerni chay ?????????

                              walikum assalam han g bilkul theak kaha hai apny hamen loss sa kabhi bhe ghabrana nahi cheye hamesha he loss hony k bad bhe hamen experience gain hota hai or hamen usko follow kar k he kam karna cheye achi learning gain karni cheye hamen kabhi bhe risk nahi lena cheye tabhi hum yahan kamiyab ho sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X