."Stop Loss" hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ."Stop Loss" hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha
    Forex Trading me stop loss hamen bohut bare nuksan se mehfoz rakhti hai. Jab bhi hum koi strategy banate hn aur us pe trade lagane ki koshash karten hen to ho sakta hai k hamari analysis sahi na ho aur trade nuqsan me bhi ja sakta hai to us sorat me hamen stop loss lazmi lagana chaheye is se humen bare nuqsan se bacha ja sakta hai. Stop loss Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired mind k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop loss ka zaroor istemal karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

    forex 1 aam buisiness ke nesbt boht acha business hain iuyr forex main humian ews amin amahnt say hum es main akma kr kay hum e sman sucess ho skty hain our hum es main kam akr kay hum es ain boht sa bions be hasl karty hain our hum es main loss be ho jta han to humian e sma nahca exopeience ka our humain es man acha knowledge ho ga to he hum es main kam kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

      Ji Hamen chahie loss se bachne ke liye apni mehnat per focus Karen Jo person mehnat per focus karta hai vah apne loss ko recover kar leta hai To Hamen chahie Apna loss apni mehnat ke sare cover Karen Yahi expert Logon Ki Nishani Hai
      • #4 Collapse

        Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

        G han forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k iss men hum loss ko aik jaga fix kar letey hen aur stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur stop loss ki waja se loss ki limit ko kam kar saktay hen jiss ko aasani se recover kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

          Aoa dear wakae men ap ne thek baar ki hy stop loss jese ham am zaban men SL kehte hen wo aap har trade jo bhi open kren uske sath zror lagaen ap ka account kabhi bhi wash nh huga ese hi managment krna kehte hen
          • #6 Collapse

            Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Forex Trading me stop loss hamen bohut bare nuksan se mehfoz rakhti hai. Jab bhi hum koi strategy banate hn aur us pe trade lagane ki koshash karten hen to ho sakta hai k hamari analysis sahi na ho aur trade nuqsan me bhi ja sakta hai to us sorat me hamen stop loss lazmi lagana chaheye is se humen bare nuqsan se bacha ja sakta hai. Stop loss Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired mind k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop loss ka zaroor istemal karen.
            G stop loss Ek Aisa option hai jo Har user ke liye bahut mufeed hai stop loss se Ham sirf Bade loss se Apne account ko save Nahin Rakh Sakte Bal ke sath sath Ham is Fikar se bhi Azad ho sakte hain ki Hamen apni trade close karni hai big loss Se Pahle matlab Agar Ham Kahin ja rahe hain aur ham market Mein use Waqt maujud Nahin Honge To Ham stop-loss Ka istemal Karke tension free ho sakte hain isase Ham yah fayda bhi Utha sakte hain ki ki Ham Apna stop-loss time to time change kiya Karen Agar Hamari trade positive ja rahi hai To Hamen stop-loss ko Upar Le Jana chahie Taki Hamen profit Mein hi close mil sake Is Tarah ki knowledge Agar Ham Ek dusre ke sath share Karen Tu Forex Ko samajhna Kisi Ke Liye bhi Mushkil Nahin hoga bus Hamen yah sochana chahie ki stop loss ko kaha aur kaise use karna hai
            • #7 Collapse

              Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

              Apki baat bilkul drost hai stop loss ik aisa option hai jesko use kartay howay hum ziyada losses say bach saktay hai eska matlab ye howa kay agar apka koi trades ghalat lag gaya aor wo loss mai chalna shoro howa tu ik limit aap osko daitay hai kay eskay agay mazeed loss say trade ko rokna chaheye so jab market os point taak ponch jati hai taab apka trade automatically closed hojata hai aor aap mazeed losses say bach jatay hai
              Zuhaib9988 Trading journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
              • #8 Collapse

                Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

                G han ap ne bilkul theek kaha hai forex mein successful trading kay liye stop loss ka use karna bhut important hai, stop loss ko use karne se humein loss nahi hota hai aur humara account wash hone se bach jata hai. agar humari trade loss mein jaa rahi hoti hai to stop loss ki waja se khud hi humari trade close ho jati hai, is traha hum loss se bach jate hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: .&quot;Stop Loss&quot; hamen ziada nuksan se mehfoz rakhti ha

                  Kisi bhi trade Mein stop loss kaise use karna bahut chij useful hota hai agar aap apne trade Mein use of all elements aur tools ko use karte hain such as aap stop loss aur take profit ko use kar rahe hain to aap acche trader hain aur acchi working kar rahe hain isliye Hamen Yahan per koshish hi Karni chahie Har dafa ke SL aur TP ka use apni trades mein karna chahie hi jawab Is Tarah ke tools ko use karte hain to aap sefely apni trade ko profit Mein close kar sakte hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X