Dear traders, ager ap ko aik trading system acha profit de raha hai. Lekin kuch trades mein wo fail bhi ho jata hai tu us ko change na karaen bel ke usi pe koshish karaen ke thori improvement laa ke usi ko use karaen. Kyon ke kabhi kabhi market ki satuation aik jaisi nahi rehti tu es liye trading system fail hite rehte haen. Jab market apni mozoon halat mein atti hai tu wohi trading system ap ko profit daina shuru ker daita hai. Bus ap risk ko lazmi manage rakhaen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим