Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

    dear hamain forex main agar loss ho b jay to hamin is main kam karna chahya is main hamain hosla nain chorna chahya is liya hamain forex mian dil laga kar kakm karna hoga pher he hum is main kamyab hon gay forex main trading main dil laga kar kam karna hoga pher he hum is main kamyab hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

      Hargiz nahi ager ap loss ko dekh kar forex ko chorty hain to ye to bewakufi hy isliy hamin ghabrana nahi hy har nahi manni losa ho chahy kuch bhe ho hum ny mehnat karni hy or bs mehnat kar k kamyab hona hy or sabar sy kam lena hy
      • #18 Collapse

        Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

        Assalam o Alikum, g nai ye hamra glt decision ho ga k agr hum forex ko apny losses ki wja sa cor daty hein to, agr hmrin forex ma loss ho rha h to hmein cheaye k apny loss hony ki reason ko ckeck krein na di ohaar kr bath jein
        • #19 Collapse

          Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

          Kisi business ke andar aapko loss aur profit donon hi practice aapke Samne Hote Hain Jab koi apna business start Karta Hai To usko yah Maloom hota hai ki profit aur loss ka element unke Samne aa sakta hai aur Har Businessman try karta hai ki vah profit ke liye work Karen bahut dafa aisa hota hai ki loss ko face karna padta hai it doesn't mean that you left the forum Forex trading you always try to become a good trader because the loss teach you better than profit.
          • #20 Collapse

            Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

            g nhi losses ki waja sa kbhi bhi forex ko nhi chorna chahiy bal ky un ko recover krny ki koshish krni chahiy loss hota hamari apni waja sa hamri gaflat sa hm mistake krty hain tb loss hota hy to loss sa umeed nhi hona chahiy bal ky us mistake ko katm krny ki koshish krni chahiy or mhnat jari rkhna chahiy or mhnat ky bal boty per kamyabi hasil ki jati hhy loss ki waja sa kbhi bhi kam nhi chorna chahiy bal ky mustaqil mazaji sa kam krna chahiy tb ap loss ko khatm kr skty hain or acaa bonus gain kr skty hain
            • #21 Collapse

              Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

              Ji haan Forex Acha business hai jismein Hamen loss aur profit donon cheejo ka Samna karna parta hai Forex Mein Hamen loss Se Nahin Darna nhe chahie balki Hamen Himmat ke sath uska Samna karna chahie Aur mehnat Ke Sath kam Karke Ham Ek behtarin earning kar sakte hain Forex Mein Ham acchi earning ke liye Apne knowledge mein bhi ijafa karna hoga Forex Ek bahut hi accha profitable business hai jismein Hamen Acha Khasa fayda faida ho sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                kabhi bhi nahin mere Bhai kabhi bhi nahin business mein hamesha profit bhi hota hai hamesha loss bhi hota hai tumhare bhai aapko koshish karni chahie ki jab aapko loss hota hai aapko law se ghabrana nahin chahie aapko koshish karni chahie ki apni galti per focus Karen ki aapki kis galti ki vajah se aapko loss hua hai aur mehnat se kam Karen aap ko apni galti sudhar nahin chahie aap koshish karenge dobara aapki vah galti Na Ho kyunki mere Bhai business mein jo insan apni galtiyan ko dohrata hai apni galtiyon se sikta nahin hua kabhi bhi Forex mein Kamyab nahin ho sakta business mein kabhi Kamyab nahin ho sakta
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                  bhai jan forex trading ko ju losses ki waja say chor daita hai wo kabhi bhi forex main kamyab nhai ho pata hai forex main aj tak wohi success ho ha ju is main saber say kam karta hai aur is main shuru shuru main loss bardasht karta hai forex main jab ham new hoty hain tu hamra experience kam hota ha jis waja say ham ko loss hota hai mager jesy jesy ham si main time spend karty hain wesy wesye he hamra experience is main kam hota jata hai jiss say ham ko is business main success milti jati hai is lea loss hony par forex say kuch sekhain mager is ko hargiz mat chorain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                    niii bilkul b ni loss ki vja sy kbi b treading ni churni chahiy kuk expert trader bnny k liy hm mo kafi loss hta ha r loss ko controlled karny k liy hmy apna mind use karna ho ga mind sy analyses karna ho ga loss dak k himat na hary jaha loss ha vaha profit b ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                      Ji nahi losses ki wajah se forex chorna be waqufi he Bal k loss k bad forex trading ko behtar banane k lie knowledge lene ki zarurat hoti he loss k bad forex ko kher bad nahi kena apni ghaltiun se seekhne k saath trading strategy tabdeel karni chahie ta k hamara loss recover ho sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X