Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?
    Forex chukay ik risky kisam ka business hai lehaza yahan par asaani say profits earn nahe ki ja sakti losses be hoti rehti hai aor khas kar jab koi new ho oskay paas trading experience naho tu wo ziyada suffered hota hai losses say esmai say aksar log kuch na kuch loss kay baad forex trading chor daitay hai lekan maira suggestion sub ko yahe hai kay agar apnay forex mai kamyab hona hai tu esko kesi haal mai nahe chorna balke jab loss ho tu khob mehnat aor khob experience gain karkay dobara start karay ik na ik din aap zaror kamyab hongay
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

    agar hamy loss ho jay to hamy trading nahe chorne chahey hamy apne mistake sy sekna ho ga pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hain or agy bar sakty hain hum is man full time be kam kar sakty han or hum is main part time be kam kar sakty hain agar hum student hain to hamy is man part time kam karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache or alal job hai
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

      agar humian es mian kam karty howay humian es mai nloss ho jat ahain to humain es main boht sbr say humain es main kam karna ho ga to he hum es min suces ho skty hain our hum es main den main be kam akr skty hain our hum es main rta main be kam akr skty hain our hum es main lalche bn kar hum es mian kam karain gain to humain es main boht sa loss ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

        Bilkul bhi Aisa Nahin Hai ham Los ki vajah se Forex trading co Nahin chhodana chahie Agar Hamare andar Ross ko bardasht karne ki Himmat Aur takat Nahin Hai To iska matlab yah hai ki Ham Ek majbut Aur strong mind Ke Malik Nahin Hai Hamen Apne mind ko strong Rakhna Hoga Taki Ham loss Mein apne aap ko control kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

          hamain loss say bachny kl iye learning haai aur hamain is forum main kam kar k hi hum acha earn karein gay aur hamain is forum ko chorny k bary main soch bi nai skty hain so hamain market main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum real main perform kareing ay
          • #6 Collapse

            Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Forex chukay ik risky kisam ka business hai lehaza yahan par asaani say profits earn nahe ki ja sakti losses be hoti rehti hai aor khas kar jab koi new ho oskay paas trading experience naho tu wo ziyada suffered hota hai losses say esmai say aksar log kuch na kuch loss kay baad forex trading chor daitay hai lekan maira suggestion sub ko yahe hai kay agar apnay forex mai kamyab hona hai tu esko kesi haal mai nahe chorna balke jab loss ho tu khob mehnat aor khob experience gain karkay dobara start karay ik na ik din aap zaror kamyab hongay
            nh brother hame chiaye ke ham jo hai wo jitna ho ske knowledge hasil kren trading ke bare me or knowledge ke sath sath jo hai wo hame chaiye ke kisi expert se jo hai trading ke bare me knowledge hasil kren or hame chaiye ke ham jo hai wo jitan ho ske apna agr hame kisi trading me jo hai hame arg loss ho to hame chaiye ke ham experience hasil kren or apna knowledge ke hisab se trading kren ta ke jo hai ham kya pta ke next trade jo hai wo wo apki loss wali trade ko bh recover krde
            Last edited by ; 15-06-2020, 01:37 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

              Nii bilkual bhe kyon ke business mein kyunki duniya ka jo bhi business hona usmein last aur profit hote rehte Hain to fir forex bhi ek bahut bada aur risky business hai is mn loss tol lazmi hota hai tu Jo Bazawqat new member hai is business ko Na chhode kyunki Jo Banda galtiyan karta hai hamesha vahin sakta hai aur hamesha sabar ke sath hi tarkki karta hai to hamen chahie ki sabar aur dusra sakun aur bagair lalach kiye bagair ismein kam Karen to usse hamari success bhi hogi aur hamen last bhi nahin hoga agar last hoga bhi sahi to vah bahut kam hoga to hamen chahie ki apni success maintain rakhne ke liye is kam mein jyada se jyada mehnat aur experience ****l karte Rahe Taki hamen is kam ko chhodana Bina parey ham success hasil kar lny...
              • #8 Collapse

                Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                Dear forex trading members losses ki waja se kabhe trading karna mat agar apko laga taar loss he ho raha hai iska Matlab hai ke abhe apko trading ke baary main zayada knowledge aur experience nahin number one thing apne kisi senior se trading karna sekhain aur posts ko study karain aur mazeed mehnat karte rahain ku ke forex trading main kamyabi itni aasaani se nahin multi jitna trading ko asaan samjh kar karte Hain trading ko zayada se zayada time bhe Dana ho ga aur hamara sekhte rehne ka passion kbhe khatam nahin hona chaiye but losses ki waja se trading karna mat chorain
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                  Forex ak bussnes ha jis ma ham jis ma loss or fida dona chizeo ka samna karna parta ha forex ma hame ko loss sa nahe ghabrana chayea bilka hamy mehnat ka sath kaam kar ka hi ak bhtreen earning kar sakty ha. Forex ma hamy achi earning ka liya apny knowleged ma bi azafa karna ho ga .forex ak bhot hi acha profitable bussnes ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                    Forex 1 online business hai Ham ismein international business bhi kaha jata hai hamen Forex Mein loss ki vajah se trading ni chorni chahiehamen apni mehnat Ki Hai sath hi Forex trading ko aage lekar Jana chahie aur loss se nahin ghabrana chahie agar ham loss se kam rah jaate Hain to Forex Mein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar paate hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Kare aur Forex trading ko continue rakhen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Forex chukay ik risky kisam ka business hai lehaza yahan par asaani say profits earn nahe ki ja sakti losses be hoti rehti hai aor khas kar jab koi new ho oskay paas trading experience naho tu wo ziyada suffered hota hai losses say esmai say aksar log kuch na kuch loss kay baad forex trading chor daitay hai lekan maira suggestion sub ko yahe hai kay agar apnay forex mai kamyab hona hai tu esko kesi haal mai nahe chorna balke jab loss ho tu khob mehnat aor khob experience gain karkay dobara start karay ik na ik din aap zaror kamyab hongay
                      Salam dear members g esa ni hona chaiye hmy mehnt krni chaiye na k yh k chor dena chaiye ..... Dil lga k km kro lose kbi ni hoga soch samjh k kam kren or esa bilkul bhi na kren k agr apko losse ho to ap bisiness hi chor den yh bht bewaqoofi hogi .... Esa ni sochna chaiye ..
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                        Ji Nahin Ham loser ki vajah se frustrating Nahin chhodana chahie Balak khel 2000 Ka Sath Dena chahie unhen knowledge Dena chahie Agar Munh kar denge To Nahin Banegi aur unhen chahie vah mehnat Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                          Bilkul Ham Logon Ko Aisa nahin karna chahie Kyunki trading ka matlab hota hai ki Kabhi profit aur Kabhi loss isliye ham log chup ho jaaye To Ham Logon Ko chahie ki ham log apni Galiyon ko Sahi Karen aur apni na Kami ko kamyabi Mein Badle Taki Hamara business Kamyab Ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                            Nahin Hamen chahie apni mehnat ko continue Karen because Hamen Apne Relaxo ke trade ke liye chahie if loss aap bhi Jaaye To Hamen negativity pata nahin Karni chahie Hamen cool mind hokar kam karna chahie because Jo apni mehnat ko continue Rakhta Hai vah class me kamyabi Hasil karta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya losses ki waja say forex trading chorni chaheye?

                              ap jo bi kam kren gen us k lie ap ko faidy k sth Nuqsan bi zehan man rakna ho ga.Haar kam man faida ni hota kisi kam man nuqsan bi autna par skata hy is trha wo kaam chorna ni cheaye q haar baaroy waqat k baad acha waqat bi ata hy is trha dilbardasta ni hona cheaye Dil bara rak kar hamahy trading ni chorni cheaye k loss ho ga tu ap dobra achi mehnat karen gen tu ap ka us faida ksisi na ksis surat pora ho jahy bouns ke surat man

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X