small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.
    my dear friends forex trading main lot size ka intakhab buhat hi ehmieat rakhta hay.agr ap kay account main amount small hay tu phir ap mimi lot 0.01 ki lot choose krain is say apka account wash hony say bach jai ga.agr ap nay small account pr big lot size choose ki tu apka account wash ho jai ga.isi liay lot size ko account ki condition dekh kr select krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawarabbas پيغام ديکھيے

    bilkul aap sahi kah rahe hain agar hamare paas bonus kam Ho to hamen lot size small dekhni chahie kyunki agar hamare pass bonus kam ho aur ham rajat a lot size lagaen to hamen agar freedom palash hota hai to bahut jyada loss ho jaega aur hamara account was ho jaega isiliye jab balance kam ho to lot size bhi kam rakhni chahie yadav profit ki knowledge mein hamen nuksan bhi ho sakta hai.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

      hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy or small lot lagani chahey pher hi ham kmayab ho saklty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run akr sakty hain hm is main put off ocs taccount baa kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik boaht bara buisiness hain yai aik best job hian
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

        Forex Trading me minimum lots size risk free hota hai aur ye small account k leye bara faida mand hota hai. Hamen bhi minimum small lots size use karna chaheye. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagvaye to behtar hoga.
        • #5 Collapse

          Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawarabbas پيغام ديکھيے
          my dear friends forex trading main lot size ka intakhab buhat hi ehmieat rakhta hay.agr ap kay account main amount small hay tu phir ap mimi lot 0.01 ki lot choose krain is say apka account wash hony say bach jai ga.agr ap nay small account pr big lot size choose ki tu apka account wash ho jai ga.isi liay lot size ko account ki condition dekh kr select krain.
          Exactly dear brother aapane bilkul sahi kaha hai hi small account mein Hamen small lots Ka istemal Karna chahie Agar Ham ismein money management ke sath kam Karenge To Ham ismein Apne account ko bhi safe rakhte hain aur ismein achha profit bhi Hasil kar sakte hain Hamen small account ke liye small lots ka istemal karna hoga.
          • #6 Collapse

            Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

            Bouns ko save tb he raka ja sakta hy jb hamri trade man lot size kam ho ga q k is se hamra account itni jldi wash ni ho ga aur hamry paas maximum trading k mawaqy hon gen aur ham kai trades man profit earn kar saky gen
            • #7 Collapse

              Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

              volume hamesha money management pe kaam karna chahiye agar ham ne money management pe kaam karna hai to ham ne eanr karna hai agr ham ne mehnat se kaam karna hai to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham sab se pehle apna capital dekhain us ke mutabik ap ko money management ke mutabik ye daikhna chahiye ke kis tarah ka volume lag sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                bha g aj kal jo halth hain na bonus to ata ni ha is liy agr meri baat mano to km bonus se trade na krna kahin loss na ho jai
                last week mera bi bonus km aya tha to me ne ek trade lagi or wo bonus gya or aconut bi wash is liy
                hume chahye loss ni krna ek or week wait kr lian bonus ka acha bonus ho jai phr trade krna bary amont se
                اللهم صل على سيدنا محمد
                • #9 Collapse

                  Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                  Forex trading mein agar Ham small Karlot useenge to hamara account safe rahega Agar hamari koi train last mein bhi jaati Hai to Hamen jyada nuksan nahin hoga per accident mein koshish karni chahie ke mane management se kam karna chahie Apne balance ke mutabik largest karne chahie Apne balance ke Mata bhi profit ratio rakhni chahie Forex trading nahin Hamen trade karne se pahle market ke analysis karne chahie jaldbazi ke sath Agar Forex trading mein trade Karenge to Hamen nuksan hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                    Ji apki baat se so fisad mutifiq hun k jab amount kam ho to mini lot he use krni chahiye. Log aik dam lalach kr k ziada ziada amount ko lose kr letay hen Q keh wo lot size ko minimize nhi krtay. No doubt kabhi kabhi faida bhi ho jata hy but nuqsaan ka andesha bhi ziada rehta hy. Es liye amount kam ho ya ziada ho. Lot size ka intikhaab samajhdari se krein
                    • #11 Collapse

                      Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                      Jiya friend se hamesha kam lote se prapt Karen jitna aap kam karenge to aap itni acchi trade kar payenge yah aapke liye bahut jaruri hai Taki aap kuch jyada last bhi Na Ho agar kuch banna chahta to aapko chahie kya bank account per jyada practis Karen ya Pakistan ka hua hai online business hai jo aap jitna jyada score sikhana chahe utna hi aap Ban sakte hain aur acche profit aap hassil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                        Assalam Walekum kya hal hai doston ummid karta hun aap bilkul theek Honge agar aap ka balance bonus account mein bilkul kam hai to aap Sambhal light sahi se trade lagaen Itni Hi Kam lot size use Karenge utna hi aapko fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                          Bilkul theek Kaha Forex trading Mein Hamen money management ke sath kam karna chahie take profit or stop loss use Karke tight karne chahie aur lot size Chhota racket trade open karne chahie tabhi aap lost se bhi baat Sakenge aur profit bhi achcha increase kar Sakenge Forex trading Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat ke sath aur learning ke sath kam karna chahie acche experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha benefit Hassan kar Sakenge aur Kamyab tradable Sakenge Forex trading Mein Hamen market ke andar ke sath trade Karni chahie jaldbaji ko avoid karna chahie lalach Ko invite Karke Forex trading Mein kam karna chahie tabhi Ham Achcha benefit hassil kar Sakenge aur loss se bache Sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                            Forex mein hamen koshish karni chahie ki forex main ham achi aur safe trading karen aur forex main achi aur safe trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karni chahie aur forex mein trading main normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex mein hamara bhi increase ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: small amount hu tu hemesha mini lot size choose krain.

                              G haan agar ap ka trading balance kam hay tou small lots lagayen hmesha ye e sochna chaea k ham kar sakty hain ye or phir confidently trade karni chaea is ki wajah se ham loss se bach jaaty hain or hmari trading bhi bht achi ho jaati.apko be inteha confidence chahye hota hy trading krne k lie or decision lene k lie second ye k ap ma loss burdaht krne ka mada bhi hona chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X