Forex Trading me hum kaam karten hn to hamen is me profit bhi melti hai aur hamen is me losses ka bhi samna karna parta hai. Losses se hamen nazren nahi chorani chaheye q k ye real hai aur hamen is se bara nuqsan ho jata hai. Losses aam tawar par hamari apni ghaltion ki waja se hi pesh ate hn. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим