Losses q pesh aten hen
No announcement yet.
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #31 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

humain es main ossess es lyay hotay hain q keh es main hum apna kam achay say nhi kurtay hain humain es k kam kurnay kay liyya acha sa experience r knowledge nhi hotaa hy jis say hum acha sa kam bhi nhi kur patay hain to humain e main apnay kam pay zyaada say zyada focus kurna chahiyay or es kay sah sath humain es main acha sa kam kurnay kay liyay or loss say buchnay kay liyay ach sa experience gain kurna ho gaa or es kay mutabiq humain apna kam kurna ho gaaa jis kay bad hukm acha sa kam kur saktay hain or kamyab bhi ho saktay hain
• InstaForex
• #32 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Forex my Loss ki bahut sari reasons hai hamen hamesha forex mein loss apne poor plan aur stragies vajah se hota hai hamen chahie ki Ham apne analysis skills ko improve Karen aur aur number of mistakes ko minimum level Tak reduce Karen iske alava Humein chahiye ke Ham greed ko apne aap se dur rakhen kyunki jab Ham greedy mind ke sath work karte Hain to Ham zyada risk lete Hain jiski vajah se ham loss ka samna kar sakte hain so take care and improve your mistakes
• #33 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Loss hamari apni laparwahi ki waja sy pesh aty hain hum jab rules follow nahi karen gy or galtian karen gy to nuksan to hoga na isliy hamin soch samjh k knowledge k sath kam karna chaiy
• #34 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Loss hamen hamari hi mistakes ki vajah se hamen pesh aata hai hum Koi Na Koi aisi mistakes kar jaate Hain jiske main bad mein nuksan uthana padta hai isliye aapko chahie Kasi mistakes na Karen jaise hamen nuksan Ho hamara loss Ho agar aise mistake ho gai ho to usko dubara recover karne ki koshish karen
• #35 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Loss Insan ki Jindagi Mein Kabhi Bhi a sakte hain loss se Agar aapko avoid karna hai to aapko do Baton ko mind Mein set karna hoga first of all you have to be worried about your trades Jab aapki trade aapke against Nahin Hoti to aapko loss ka Khatra pesh Nahin Aata Hai we know that when we when we face the loss it hurts us too much isliye Koshish Karna chahiye ke loss se avoid Karen aur loss ko kam se kam Apne Upar Havi hone den.
• #36 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Salam dear fellows
Forex main kamyab or nakami ka chakr chalta rehta hai Jahan members trading main kamyab ho rhe hoty hai wahan kuch trader loss ka bhi samna kr rhe hoty Hain
Isliye humain loss sy ghbrana nhe chahye
Ziada tr loss humari apne hi ghlti ki wja sy hota hai
Forex ak business Hy is main profit or loss dono ak sath chalty Hain lekin loss ki khuch wjohat bhi hoti Hain jaisa k market analysis k bhagair tradi krna baz dfa lalch main aa k bhi loss bhi loss hojata hai
Take profit or stop profit ka option na leny sy bhi loss hojata hai in wjohat ki Bina or hum loss ka samna krty hain shukria

• #37 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Salam dear fellows
Forex main kamyab or nakami ka chakr chalta rehta hai Jahan members trading main kamyab ho rhe hoty hai wahan kuch trader loss ka bhi samna kr rhe hoty Hain
Isliye humain loss sy ghbrana nhe chahye
Ziada tr loss humari apne hi ghlti ki wja sy hota hai
Forex ak business Hy is main profit or loss dono ak sath chalty Hain lekin loss ki khuch wjohat bhi hoti Hain jaisa k market analysis k bhagair tradi krna baz dfa lalch main aa k bhi loss bhi loss hojata hai
Take profit or stop profit ka option na leny sy bhi loss hojata hai in wjohat ki Bina or hum loss ka samna krty hain shukria

• #38 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

losses hmy is liy aty hy k hm sai tra sy treading ni karty hy hm lalch my ajaty hy r treading my hm ko loss hta ha r hamara acount wash ho jata ha jb tk hm lalch ni churu gy hmy best analyses st treading ni kary gy to hmy loss continue ray ga
• #39 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Jab hamare pass trading ka experience nahin hota han aur ham mehnat aur Sabra se Kam nahin karte jaldbazi ka muzahira karte Hain to tab hamen main risk uthana padta hai hi aur loss ke chances jyada ho jaate Hain hamen sabse pahle acchi tarah learn karna chahie learn karne ke bad hamen trading ka business start karna chahie sab se zaruri chij kya hai ke hamari learning bahut acchi Ho indicators ko samjhaie market ke trend ko samjhaie uske bad minimum lot ko select karte hue A trading ko open Karen aur sabar se trading ko chalne de jaldbazi ka muzahira Na Karen
• #40 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Jab aapke pass knowledge kam hota hai aur aap Forex trading ke mutaliq achha knowledge or experience Nahin rakhte tab bhi aapko loss ka Samna karna padta hai isliye Forex trading karne se pahle bahut jyada mehnat Karen Forex ki about sikhen samjhe Apne knowledge ko increase Karen experiences Karen market ke utaar chadhao analyse Karen informative posting karaain threads karain time work Karen Taki aap Forex forum Mein Achcha profit Hasil kar Sako achha knowledge Aur accha experience gain kar Sako ise ke balbute aap expert aur professional bhi ban sakte hain isiliye jaldbaji aur lalach se bhi dur hai agar aap Aisa Karenge to aap Fir Bhi Loss Ka Samna kar sakte hain aur business Hamesha Soch samajhkar active mind ke sath Kiya Jata Hai Sabar ke sath Kiya jata hai isliye negative thought lalach Se Dur Rahen Taki aap acche aur professional Businessman Ban sake
• #41 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Forex trading mein Hamen chahieSabar ke sath kam Karen market ke anarkshit karke trade Karen Jab Hamen koi acchi trade entry Mile tab Ham trade Karenge to Forex trading Se achcha fayda haselkar sakte hain Forex trading mein Hamen chahie ke apne andar bardasht Karen se nahin Apne kam per focus Karen.
• #42 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

Trading ki samajh na ho skills na hon strategy paas na ho loss he hona hay ap demo account bana kr us per trading ki practice karn ap demo account sy experience gain kr sakty han ager apko nuksaan se bachna hai toh warna apki marzi hai brother ap depend karta hai.
• InstaForex
• #43 Collapse

Re: Losses q pesh aten hen

aqgar hum es mai nkam ko errors kar kay hum es important kam akrain gvain to humian es principal loss ho ga opur huamra account be wash ho0 jay ga our hum es mai nlalche bn kar hum kam karain gvain to humain es foremost nuqsan ho ga our hum es essential den fundamental be kam kar skty hai nour hum es most important be kma kar skty hai nour hum es essential bgir pispn kay accopunt bna skty hain

اب آن لائن

Working...
X