Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    Mere bhai jaan agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi aur bohat sara time spend karna ho ga is market me.good job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      Asalam o alikum dear thanks for good and useful advice m ap sy agree karta hon k forex trading karny k lay knowledge or experience must is k bagar hum success ni ho sakty han
      • #1608 Collapse

        brother tarding sy phlay hum apna mind bana lay k hum na ks tra tarding kr k profit earn krna ha agr hum mahnat sy tard krain to hum forex sy bot sa profit earn kr sktay hn forex real m bot acha sai business ha .ya bhot bra business ha.agr mahnt ki jay to.
        • #1609 Collapse

          g ahn forex bhut eha cha kama hai keu k is ko ham gr beth ker he ker skaty hai is leye ey bhut he acha kama hai ,,.me is ko bhut poasand bhe kerta hu
          • #1610 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen apna mind bna kar hi is business me trading karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen pori tarah se tyar ho kar is business me trading karni hoti ha tb hi hm achi earning kar paty hain
            • #1611 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen apna mind bna laina chahye k ye aik sb se acha business ha or is business ki achi learning karni ha tb hi hm is business se achi earning kar payen gyn kyun k proper mind k sath hm is business se achi earning kar sakty ha
              • #1612 Collapse

                very nice post dear, ap jese seniors members ki wja se bht guideline milti hy hamen, or apki sub baten bilkul sahi hen k mind set kiye bgair hum Forex trading ma kamyab nahi ho skte.
                • #1613 Collapse

                  ap ka ye feisla mujhe acha laga he forex me mil ker ek dosre ki maded kerte hue kam keren ge to us se bhi ap ka bulke sab ka tajerba or behter hota chala jae ga or ek din ap ek profacional ki tehan kam kero ge.
                  • #1614 Collapse

                    practice made man perfect, everybody has listen this idiom, so I believe your hardship will never wastage, and if you will work and learn, in your extra time, no reason left, you will be fail, I think you have to work lot of to earn more money.
                    • #1615 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                      Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                      Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                      Yeh meri advices hain ap k lye.
                      yes bilkul, mein ny apna mind banaya hua hy k mein bohot ziada learning karon or yahan py trading ki learning ko bohot ziada time dun gi keun k ye bohot zarori hy or har trader ko learning karni chahye
                      • #1616 Collapse

                        forex trading ki market itni baari hain kay hum ko her roz hi kuch new seekhnay ko mil raha hota hain is kay liyea jo cheez sab say zada count kerti hain kay hum apni mistakes ko kabhi bhi repeat na kerain kyun kay trading aik bohut hi vast field hain is main rehnay kay liyea hamain zada galtiyo ko afford kerna muskil ho jata hain
                        • #1617 Collapse

                          assalm a olaikum ap ka bohat yhanks ap nay humri junior memberxs ki rahnmei k liye kam kai ager hum ko kissi bi mamly main zareort parhi to ap say help len gay thanks
                          • #1618 Collapse

                            g han jab bi ap ne koi bi kam krna hu tha ha tu is ke liye ap ko apna mind set krna hu tha ha agr ap is kam ko apne mind ke sath kr the hain tu is me zrore km yab hu jate hain .
                            • #1619 Collapse

                              M b ap ki bt se itefaq krta hn hmen ye mind bna lena chahiye k idr bht kch sekhny ko mily ga our b k idr hard work b zruri h jb tk hm ksi b kam k liye apna mind bna ni lete us ko krne ka koi faida ni hta our forex k liye to zruri h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                main aap say agree karta hun.forex trading main kamyaab hoony kay liey learning main boohat time daina parta hai.agar ik trader zyaada time daita hai to phir he wo iss field main time kay saath saath zyaada earning karta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X