Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
    bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

    Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

    Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

    Yeh meri advices hain ap k lye.
    g bahi ap ny thek kaha hai kay agr ham ny forex trading karny ka soch he liyae hai to hamay apny irady sy pichy nahi hona chaeyae balky himat kar kay apnay khawabon ko pora karna hoo ga or is kay liyae ap ko bhoot zyada mehnat karna hoo gii thbi ja kr ap sahi sy trading kar paoo gay.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      bhai jan man apki bat sy itfafaq krta hun k ap ny such kaha ha k agr hum ahy to is man sy achi earning kr skty hn aur experience aur knowledge aur trading skills ko use kia jaye to profit able earningning kr skty hn
      • #1413 Collapse

        g ha janab ap ne bohat achi baat ki hai hamain forex trading mai apna mind bana lena chahiye k hamain kitni posting karni hai or kiss tarha trade lagana hai iss k zariye se hum easy rahe gay.
           
        • #1414 Collapse

          yes dear ap bilqul theek keh rahe hain main ap ki baat se mutfiq houn mind banane se asal mai hamara hi faida hai iss k zariye se trading karne se hamain bohat acha profit hasil ho sakta hai.
           
          • #1415 Collapse

            yes bro i am agree with ap ney bilkul sehi kaha hey key is market me aney sey pehley hum ko apna mind set krna chahye key ye koi am sa business nahi hey jis me investment ki aur pese anay shuro ho jaen gey bhai jan pese kmaney itney asan nahi hen is me ap ko full time learning aur practice krna hogi aur full time dena prey ga tab ja ker trading aay ge.
            • #1416 Collapse

              dear ap ne bohat achi bateen kahe hein aur ye sach hy jo kuch ap ne kaha hy...jitny be new comer hein wo ye saree cheezain zehan mein betha lein aur pher iss samander mein jump karen.ye field itni mushkil hy keh ap daily nae se nae baat sekhen gy
              • #1417 Collapse

                Apna mind bna to success in forex trading. ji bilkul forex mey kam krne ke lye aapna mind hi ban ker chlna parta ha to aap phir hi iss mey good earning earn ker sakte han kun ke forex aek boht hi great bsuienss ha aur aapki advice boht hi nice ha kun ke hum jiss pe kam kr rhe han uss ko disucuss keren ge to age ja paen ge
                • #1418 Collapse

                  ha ye to aapne kam ka baa tkahi hai ki aapko jab fore xme success hai lkarna hai to aapko apana man bana kar hi learn karna hoga agar aap sahi tarah practice karte hai to aapko fore xme bahut hi badiya earning milta haio agar aap sahi taarah tarde nahi krte hao to aapk loss hota hai aapk apana man sahi karna hoga
                  • #1419 Collapse

                    ji bilkul bhai jan i know yi koi chota mota business ni hy es main kam krny sy pahly apna mind tyar rakhna caheay hr trha sy or esko achy sy sekhna or esky bary main hr malomat ka hona lazmi hy tbe kamyabi hy je...
                    • #1420 Collapse

                      ji haan janab main apki baat say bilkul agree hoon kay forex main successful honay kay liyay bhot sari knowledge or experience ki zaroorat hoti hai ur is kay saath planning ki bhi need hoti takay app agaya easily work kar sakein agay
                      • #1421 Collapse

                        aapne bilkul thek kaha hay forex busienss main aanay k liay apko forex ko achi trha learn klarna hoga iss ko sekhna hoga iss k baray main full analyse karnba hoga tabhi apko iss busienss main success hasil hogi.
                        • #1422 Collapse

                          Jab tak hamari practice nahi ho gi aur is market main experience nahi ho ga to hum is market main profit nahi kar sakte hain. Lehaza is liye hamain chahiye keh is market main first achi practice karen aur us kay baad hi profit possible hai.
                          • #1423 Collapse

                            jee apna mind bana lo mey mey yahi kahuu gaa key aisa hyeky apa ko is kaam mey mind bana na hoga kio key is kaam mey mind ko barqara nahi rako gey tho apa ko is kaam mey nuqsaan k ilawa kuch bi utana nahi hoga
                            • #1424 Collapse

                              kisi kam k karney k liay pukhta erada hona zaroori hey. pehley aap apna mind bana leyn pher forex trading k liay knowledge hasil kareyn aur mehnat kam meyn lag jain tokamyabi zaroor ho gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                                Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                                Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                                Yeh meri advices hain ap k lye.
                                yes you are right i totally agree with you in this matter basically bat yeh hai k agar ap koi bhi kam karna chate hein to us k lye ap ko pehle se planning karni pare gi phir ja k ap us plan mein kamab hun gay...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X