Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1396 Collapse

    mara to khayal ha agr ksi b kam man par jao to usa end tk krna chahya boh patience k sath.aor trading jb kron ga to is ka experience b zrur share kron ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1397 Collapse

      G dear ap nai kafi achi post ki or es sey new member or new commer ko kafi faida ho ga sari baat ap nai kafi achi tarha biyan ki hy but merya siraf yahan iktalaf hy ke kaafi saaal nahi lagtey seekhney mai.i think seekh tu banda 2 motnh mai jat ahy but fully skilled hotey hotey time lagta hy.
      • #1398 Collapse

        Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain,
        • #1399 Collapse

          yes profit kamanay k leye apko profit ka mind bana part ahi yani jab be ap ne order lrgana hota hai tu es mai frpfoti he socho na k loss ko pher he akama pao gay
          • #1400 Collapse

            jee han is main koi shaak nahi ke app ko koi bhi kaam karney se pehle uss ka mind banana parta hai ke ap ne uss kaam ko kis tarhan handle karna hai or kis tarhan karna hai is liye yeh kaam karne se pehle bhi appo ko mind banana parta hai.
            • #1401 Collapse

              dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading karte hain to ap ko apna ak mind bana laina chahye ke ap ne kitna daily proift earn karna hy us ke bad ap apne planning ke motabik kam karen
              • #1402 Collapse

                ji han ye ap keliye buhut acha hai kay agar ap apna mind set kar lain forex ko achi tarha seekhne ka tu phir tu ap perfect ban jayn gay laikin agar ap itna time spent bear nahi karte tu experts kay technical analysis ko follow kar kay bhi trading ki ja sakti hai
                   
                • #1403 Collapse

                  Dear aap ki bath sahi hay quen kay agar ham apna mind nahi banatay to hamne loss honay ka ziyada khata hota hay kay hamne kitnay par apni trad ko katna chahiya
                   
                  • #1404 Collapse

                    agar aap forex main kaam akrna chahtya hain to is amin kaam akrnay say pehlay apna zahan iskay baray main saaf kar laina chahiye or iskay barya main achi trah seekh lain iskay bad is main join karian
                    • #1405 Collapse

                      humein apna mind bnana hoga ky forex ek hawai busines hai jsi mein humein loss or profit dono ko face karna par sakta hai is liye is soch ky sath hum trading mein enjoy kar sakty hain
                       
                      • #1406 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                        Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                        Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                        Yeh meri advices hain ap k lye.
                        yes my dear brother i am totally agree to you that for getting success in forex trading business there is need for knowledge if we have great knowledge in this business then we can progress in this business if we do not have much experience then there is less chance of success in this business.
                        • #1407 Collapse

                          g han bilkul thek bat agar ap ache trader banna chahten hain to ap demo accont se larnning sikhe es se ap ko zyda fyda mila ga or trading karte waqt soch samaj kar trading kia karo es se ap ko hi fyda hai
                          • #1408 Collapse

                            yes I totally agree with the statement that in order to earn more and more we need experience and we should be having some prior knowledge and should keep on upgrading our knowledge with the passage of time
                            • #1409 Collapse

                              Yes brother forex aik international business hy,aik world level market hy jes py hmare local market depend krte hain.Ye aik money making machine hy,is k leay hmain boht knowledge our practice ki zarorat hoti hy,jo hard work karey ga wohe yahan success hasil karey ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1410 Collapse

                                Jee han ap ne theak kaha hay hamain forex trading business mein apna mind banana chahiye q kay agar ham mind bna kay trading karaing gay to ham success hasil kar sagtay hein so hamain good mind kay sath trading karni chahiye forex trading business mein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X