Apna mind bana lo
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g bahi ap ki bat 100 and 10 percent sai hai ap ne jo batain batai hain ye sab ki sab bohot achi hai jab tak ap k pass knowledge nai ap kuch nai kar saktey merey kheyal main es liye log forex chor jatain hai ka raato raat rich ho jain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bhai you are right waqai forex main aney sey phley hamen forex ko achi trha se learn kar lena chahiye tab hi hum is buisness main achi trha se succsessful ho saktey hain aur is main achi income hasil kar saktey hain.
         
      • #183 Collapse

        agar ap ne for ex trading kerny ka decision ker lia ha...then ap ko apna mind bana lena chahye k ap ksi bi waja se I mean kisi bi loss k waja se isy choro gye ni...q k rofit aur loss dono hoty hn business ma and for ex trading is off course a business ...
        • #184 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

          Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

          Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

          Yeh meri advices hain ap k lye.

          Thanks for the nice message brother. I hope I will follow this guideline. Mind is so important for every forex traders before start to trade, I think we need a mental preparation for start to trade. Thanks ............................
          • #185 Collapse

            ap apna mind bna lo k apko forex ma sucess ho hona hai orapko es mehnat karni hai to ap aik na aik din lazmi es m success ho jao gy or apko es ma learning karni hai or apko mehnat karni ho gi
             
            • #186 Collapse

              Forex main waqai hamen apna mind bana lena chahiye keh humne agar isko achi trha se learn kar lia to tab hi hum is main achi trha se income hasil kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
                 
              • #187 Collapse

                Jab b trader Forex mai ata hai tu us k leye zarori hai k woh pehaly demo pay practice kar k yeh samaj lay k kiya woh Forex mai asani se learn kar sakta hai yah trader ko kafi mushkil hoti hai learning ko hasil karnay main.Ager trader asani se gain kar leta hai or woh knowledge and learning ko easily pick karta hai tu us ki practice demo pay achi hai tu woh mazeed learn kar k acha experience hasil kar k live account pay ja sakta hai.Us se pehlay trader k leye zarori hai k woh achi tarha mind setup kar lay k woh kin bato se dor rahy or kin chezo pay amal kar k acha trader ban sakta hai tu es tarha trader asani se woh cheezay learn karta hai jo us ko acha trader banati hai or un se door rehta hai jo trader ko loss ki taraf lay jati hain.
                Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                • #188 Collapse

                  forex is the best one business and if you want to make good by the forex trade then you have to need skill and by the skill you will be make good and this is the best one business and by the long time skill you will be make good on trade
                     
                  • #189 Collapse

                    yes i 100% agree with you to become good trader and to earn good profit we must have good knowledge and experience and if we make our mind that we have to earn and take good profit and if we have self confidence so we can easily earn.
                       
                    • #190 Collapse

                      haan sach hai ke ap ko phle apna mind bana lena chye ke hume kes tarha kam karna hai ose kes taha lekar chalna hai or apne leye ku ke phr hume ese kafi earn karskte hain or jo hume trade markit mean best hunge ...
                      • #191 Collapse

                        g ha jnab agar ap forex trading main success full hona chahty hai to apna mind bna lo ka hum na yeh kam krna hai aur har sorat main krna hai is main agr hume loss bhi hota hia to hum na is ko chorna nhi hai aur is pa dill se hard work krna hai take hume profit hasal ho sakye
                        • #192 Collapse

                          g haan humko forex mein saare knwoledge ki zaroorat hai aur experience ki bhi tabhi hum forex mein kama sakte hain warna daily loss hoga aur humko practice ki bhi need hai saath saath demo par
                           
                          • #193 Collapse

                            jee haa agar kisi ko trading karni hey itni barhi financilly risk utatey hey thab unko zarur apna mind banana hoga unko boht ci knowledge leni parhey gii is key ilawa unko chahiye key pro traders or expert ki help hasil krtye rahey tha key unki behter negehdassht ho sakey,,
                            • #194 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                              Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                              Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                              Yeh meri advices hain ap k lye.
                              my dear friend mere khayl mian ap ne bht achi bat ki hai aur mere kahyla moa insan jo bhi kam kere tu uske zehan main
                              aik bat zror ho k jis kam ko kare use ke bare main knowledge aur experience hona chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                yes you are absolutly right we should make our mind for good earning if we makke our mind we can get good profit because every one want to earn a lot of money if we have experience and good planing we can earn more and more good profit.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X