Strong trend big time frame pe bante haen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strong trend big time frame pe bante haen.
    Dear traders, asal mein Jo trend bante haen wo long time frame pe bante haen. Chote time frame pe trend itne strong nahi hote. Small time frame pe market kabhi bhi trend ko reverse ker sakti hai. Aik chota sa pressure market ke trend ko bahut tazi se change kerta hai. Es liye ager ao ne trend trading kerni hai tu ap big time frame pe aen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

    dear mamber forex trading main trend ki boht ahmiyat hai trend ki base par he hum forex main achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain tredn he hmmra friend hota hai jis ko hum follow kar k achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex main aghr ap market ko achi trha se smjh kar apni trading karen tu ap forex main achi trading kar skty hain or acha profit bhi lay skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear traders, asal mein Jo trend bante haen wo long time frame pe bante haen. Chote time frame pe trend itne strong nahi hote. Small time frame pe market kabhi bhi trend ko reverse ker sakti hai. Aik chota sa pressure market ke trend ko bahut tazi se change kerta hai. Es liye ager ao ne trend trading kerni hai tu ap big time frame pe aen.
      Big time frame py market ka trend real hota hai means long time frame m jo trend bn raha hai wo hame ye bata raha hota hai k market jana kaha chah rahi hai, liken koi bhi market direct up ya down nahi hoti hai wo kuch specific areas hote hai jaha thora retest karti hai than again aup ya donw move krti hai, or yehi cheez hum chote time frame like H4 ya H1 py catch krty hai k market kaha sy rested karegi, bare time frame or chote time frame dono ka tredn change hota hai is lie hum jis time frame py analysis kar rahay hai usi py ager trend k hisab sy trade lagai to wo valid hugi or market use respect zaror degi.
      Last edited by ; 09-06-2020, 09:30 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

        I agree yaha per aap market Gate rent Ki Baat karen to Yahan per strong trend big time frame Mein Hi bante Hain Hamen market ko trade karne se pahle different time frame ke hisab se Jarur check karna chahie Jab Ham Yahan per market ko different time frame Mein check Karte Hain Yahan per Ham bahut hi best entry point Find kar paate Hain agar aap is market Mein successful trading karna chahte hain to iske liye bahut important hai ki Aap Yahan per market ko big time frame Mein zarur check Karen FIR Aap Yahan per successful trading kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
          Dear traders, asal mein Jo trend bante haen wo long time frame pe bante haen. Chote time frame pe trend itne strong nahi hote. Small time frame pe market kabhi bhi trend ko reverse ker sakti hai. Aik chota sa pressure market ke trend ko bahut tazi se change kerta hai. Es liye ager ao ne trend trading kerni hai tu ap big time frame pe aen.
          Exactly dear brother aapane bilkul sahi baat ki hai agar Ham Forex trading Mein strong analysis karna chahte hain aur ismein trend Line draw karna chahte hain to uske liye Hamen time frame Ka istemal Karna Hota Hai jisse tharaka Ham time frame late Hain Usi Tarah ham ismein analysis bhi Itni strong kar sakte hain dear brother Agar Ham long term trading karna chahte hain to uske liye Hamen long time frame Lagana Hoga aur use per trend line draw Karni Hogi tab hi ham ismein strong analysis kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

            Ji bilkul strong trend wohi kelate haen jo big time frame pe banaen. Jaisy ke D1 and above. Es se nechy jitne bhi time frame haen wo small haen aur en pe strong trends nahi bante.
            • #7 Collapse

              Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

              yes dear ap nay sahe kaha hay agar log trend ka molm ho jaye kay market kis direction men ho ge to acha profit earn kea ja sakta hy, log trend ho to hamen kafi profit mil skta hay but hamen log trend kelye koi best c strategy ko use karna ho ga jab he hma achi tara sy kamya ho kar forex men profit earn kar saken gay.
              • #8 Collapse

                Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                Dear traders, asal mein Jo trend bante haen wo long time frame pe bante haen. Chote time frame pe trend itne strong nahi hote. Small time frame pe market kabhi bhi trend ko reverse ker sakti hai. Aik chota sa pressure market ke trend ko bahut tazi se change kerta hai. Es liye ager ao ne trend trading kerni hai tu ap big time frame pe aen.
                Ji Bhai Ki Baat bilkul theek hai ki Hamesha Bade timeframe per bante Hain Kyunki vahan trend 1 level per a chuka hota hai aur jo strong Trance Nahin Hote vah Hamesha Chhote frame per hote hain jaise 5m Ho Gaya penderm ho gaya 15m ho gaya in time frame ka trend bahut weak hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dear traders, asal mein Jo trend bante haen wo long time frame pe bante haen. Chote time frame pe trend itne strong nahi hote. Small time frame pe market kabhi bhi trend ko reverse ker sakti hai. Aik chota sa pressure market ke trend ko bahut tazi se change kerta hai. Es liye ager ao ne trend trading kerni hai tu ap big time frame pe aen.
                  Yes dear ais market mai ap jitna bara time frame use karty hai ap ko ais marke tmai atna hi zayda strong trend ka pata chalta hai ais market mai ap agar analysis kar rahy hai to bary time frame par nazar laga lia kary ais se ap ko achi trades mil jati hai aor aus par ap ko faida ho jata hai ais market mai ap ko faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab ap ko trend ki sahe samjh aye gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

                    Strong trend banane ke liye big time frame use karna hoga ham market mein time frame ko manage karne ke liye market ko analysis kar sakte hain market ke time frame ke mutabik ki trade Karen timeframe ko trading karte hue ignore nahin karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

                      Dear member aapane jo bhi kaha hai yah bilkul sahi hai isi tarah se hi hai ki aise hi members apni chatting ko improve kar sakte hain har ek member ko chahie ki vah apni trading ko acche se improve karne ke liye aur bahut jyada mehnat karen kyunki aise members ke jo mehnat karte hain isi tarah se hi unki trading bhi unko acche se profit deti hai har ek member ke liye jaruri hai ki vah apne learning ko kabhi ignore na karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Strong trend big time frame pe bante haen.

                        Members ko trading karne ke liye pahle market ko analyse karna hota hai aur analyse kar lene ka member koi fayda hota hai ki is tarah se members kyon market ki movement ke bare mein acche se andaza ho jata hai aur fir jab member market ke trend ko acche se maloom kar lete hain to iske bad hi unki trade main unko acche se profit aata hai Achha profit lene ke liye members ke liye yah bahut jaruri hai ki pahle vah market ke bare mein acche se maloom kar le

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X