Dear traders, asal mein Jo trend bante haen wo long time frame pe bante haen. Chote time frame pe trend itne strong nahi hote. Small time frame pe market kabhi bhi trend ko reverse ker sakti hai. Aik chota sa pressure market ke trend ko bahut tazi se change kerta hai. Es liye ager ao ne trend trading kerni hai tu ap big time frame pe aen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим