Assalamu alaikum dear member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge main aap sab logon se yah puchna chahta Hun ki Ham lifetime ke liye forex trading mein kam kar sakte hain kya Ham isko ek business banakar is main Puri jindagi kam karke ek achcha Paisa Kama sakte hain ya FIR hamen forex trading ko part time mein karna chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим