Under pressure kaam na karain....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Under pressure kaam na karain....

    Assalam o alikum Dear members Kia Hal ha ap ki baat bilkul theek ha hamen under pressure bilkul bhi Kam nahin karna chaia is saa hm ko loss ho sakta ha kisi bhi acha am ko saranjam Dena ka Lia relex hona bahot zarori ha agar ap relex ho Kar Kam Karen ga to ap ko yaqinan foida ho ga or is Kam go Karna ka Lia morning ka waqt bahot Best ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Under pressure kaam na karain....

      Dear forex Friends under pressure kam krny se ap apna nuksan khud krty hai, apny kam ko aisy kre k apko is se kuch naya siikhny ko mily or tension mai kam nai krna chahye
      • #18 Collapse

        Re: Under pressure kaam na karain....

        G han sir hamin under pressure kam nahin karna chahiye kyun kl us waqt hamara mind kisi aur taraf hota hai ager us halat main hum trade karte hain us se hamain loss ho skta hai isi liye us waqt trade karin jab apka mind blkul fresh ho warna trade na karin.trad hamesha fresh mind aur markrt ko samjh kar karni chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: Under pressure kaam na karain....

          Assalamualaikum friends G han bilkul sai kaha aap n. Hme chahye k life m kbhi bhi under pressure reh kr kaam na kren. Because under pressure work krne s hmara apna hi nuqsaan huta hai. Forex buisness m bhi ek worker ko chahye k under pressure any ki bjae relax hu kr apny work p concentrate kren aur apni sari attention apny work ki trf kr Len tb hi hme forex m kaamyaabi haasil hu skti hai
          • #20 Collapse

            Re: Under pressure kaam na karain....

            ji Bhai aap bilkul theek hai rahe hain forest mein hamen under pressure aakar Kam nahin karna chahie agar Ham under pressure mein aakar kam karenge ya kisi ke dabav mein aakar kam karenge kam kabhi Kam yad nahin ho sakte iske liye hamen apni interest ki jarurat hogi jitna jyada hamara interest achcha hoga usi hisab se Ham kamyab Ho jaenge pressure mein aakar Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte
            • #21 Collapse

              Re: Under pressure kaam na karain....

              Assalamu alaikum dear members forex aisa kam hai Jahan per Ham profit ke sath sath loss b ksr sakte hain isliye yah bahut jaruri hai hai ki jab Ham kam karte Hain to hamara man press Ho normal Ho ke Ham kam Karen pressure nale aur pressure mein aakar kam na Karen jitna Ham racer mein kam karenge itna hamen main jyada nuksan hoga isliye yah bahut jaruri hai ki fresh Hoke kam Karen agar pressure hain to use time kam na Karen jab man pareshan Ho jaaye sakuna jaaye per kam karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: Under pressure kaam na karain....

                Forex field men trader ki mental condition boht important hoti hai agar hum mentally active or fresh hen to hum acha kam kar sakty hen or agar mentally fit nahi hen koi tension men hain to hum utna acha perform nahi kr saken gy. agar humen koi tension hai kisi problem men hen to aisi condition men humen Forex trading sy door he rehna chahye kyon k aisi condition men hum koi na koi mistake kr sakty hen or is tarah sy hamari mushkilat men izaafa he hoga. so behtar hai k hum apni problems ko pehle fix kr len or mentally easy hojayen phr trading men enter hun. agar hum mentally normal hun gy tab he hum behtar trades kar saken gy or is he soorat men trading humen faida dy saky gi.
                • #23 Collapse

                  Re: Under pressure kaam na karain....

                  Sir traders ki money khonay ki bohat si reasons hoti hain but main yeh keh low experience say trading start karna and low capital say high risk pe kam karna say bhee loss hota hay. agar trader proper learning and practice kay baad management say trading start karta hay to loss kam ho sakta hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Under pressure kaam na karain....

                    jee haan dear ap ne boaht he achi or boaht he kwnodlge abel baat ki hia forex main hmen kabhi bhi ismain stress mian trading ni karna chahiey ismain apko jab bhi tradding karna ho to ap ko ismian ziayda se ziyad ap ko ismain apny mind ko fresh rakhna chahye jitna ziyad aap ka ismain mind fresh hoga ap ismain utny he ziyda aap ismain proift main ayen gy ismain apko kabhi bhi under pressure main aa kar trade ni karna chahiey warna ap ismain apna bohat he ziyad aap issmain loss karen gy
                    • #25 Collapse

                      Re: Under pressure kaam na karain....

                      jee haan dear ap ne boaht he achi or boaht he kwnodlge abel baat ki hia forex main hmen kabhi bhi ismain stress mian trading ni karna chahiey ismain apko jab bhi tradding karna ho to ap ko ismian ziayda se ziyad ap ko ismain apny mind ko fresh rakhna chahye jitna ziyad aap ka ismain mind fresh hoga ap ismain utny he ziyda aap ismain proift main ayen gy ismain apko kabhi bhi under pressure main aa kar trade ni karna chahiey warna ap ismain apna bohat he ziyad aap issmain loss karen gy under pressure main trader tab ata hai jab woh ismain bohat he ziyada badi badi trade open kar laita hai or woh uss k against chali jati hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Under pressure kaam na karain....

                        jee haan dear ap ne boaht he achi or boaht he kwnodlge abel baat ki hia forex main hmen kabhi bhi ismain stress mian trading ni karna chahiey ismain apko jab bhi tradding karna ho to ap ko ismian ziayda se ziyad ap ko ismain apny mind ko fresh rakhna chahye jitna ziyad aap ka ismain mind fresh hoga ap ismain utny he ziyda aap ismain proift main ayen gy ismain apko kabhi bhi under pressure main aa kar trade ni karna chahiey warna ap ismain apna bohat he ziyad aap issmain loss karen gy under pressure main trader tab ata hai jab woh ismain bohat he ziyada badi badi trade open kar laita hai or woh uss k against chali jati hain issmian hmen choti choti trade karna chahiey taa k agr woh hmaray gainst bhi chali jaen to hmen itni ziyada tention na ho hamara itna ziyada loss na ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Under pressure kaam na karain....

                          Under pressure Ho Kar kam na Karen ji han Janab aapki baat bilkul Thi hi under pressure Ho Kar Kam Nahi Karna chahie pressure se hat kar Agar Ham kam Karen Ge to sahi kam kar Payenge aur kamyabi ki taraf bhi jaenge
                          • #28 Collapse

                            Re: Under pressure kaam na karain....

                            Yes dear apny sahi kha jo log under pressure matlb k apny upeer pressure le Jr kaam krty hain tu yaqenan woh loss ja shikar hi hu jaaty hain because pressure mai jo bhi kaam kia jata hai woh loss ka hi shikaar hu jata hai hammy chiye j pressure ni tahhammul se kaam kiya jy takky acha bonus hu or experience hamra agy promote huta jy
                            • #29 Collapse

                              Re: Under pressure kaam na karain....

                              g han ap y blk thk kha ha k hamn under presure kam hargiz nhi karnna cjhahy q k agar hmn kisi kisam ka dabai ha to ham kabhi bhi acha kam nhi kar sakn gay r forex mn to hargiz ham u s waqt tak acha kam nhi kar sakn gay is liy forex ,n sirf r sirf relax ho kar r mhnt kar kay kam karny say hi kamyabi milty ha is liy hmn kabhi bi presure mnb kam nhi karna cvhahy balky hmn relax ho kar r ,hn at say kam kana chah .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Under pressure kaam na karain....

                                assalamu Alaikum ummid hai ki aap se bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki under pressure kam na karen to aapko batate chalenge kijiye aapane bilkul theek kaha hai main kabhi bhi pressure Mera kar Kam nahin karna chahie Hamen hamesha apne a se hatkar kam karna chahie jo bhi kam Karen usmein trushna Les lene se Hamen hi nuksan hota hai agar Ham stress lenge to isase hamari health per effect padega Hamen kisi bhi kam mein stress nahin Lena chahie aur kisi bhi kam ko pressure mein aakar nahin karna chahie Hamen har kam apne interest ke liye karna chahie aur Hamen chahie ki Ham jo bhi kam Karen usmein mehnat Karen stress Na Le

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X