JAIZA : Important Indicator:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: JAIZA : Important Indicator:

    overview of trading indicators:

    forex trading mein kuch traders without indicators trading krtay hain aur aksar experts indicators ki maddad se he trade krtay hain.indicatirs biht ziada maddad gaar sabit hotay hain hamari trade mein aur indicators two types k hotay hain leading and lagging indicators.koi bhi indicator ho hum agr os ko proper samjh kr istanall krein to hum more than 80% os se accuracy hasil kr skty hain magr iskay leye hamari learning indicators se related achi honi chahye.hamari trading app mein kuch indicators pehlay se maujood hotay hain aur jo applivation hum apny cell phone pe use krtay hain un mein hum koi new indicator add nai kr sktay.aur agar hum trading app ko comouter pe install krein to hum os mein aur bhi indicators add kr sjtay hain aur unko istamaal kr sktay hain.

    major types of indicators:
    1.leading indicators
    2.lagging indicators
    Click image for larger version

Name:	images~2.png
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12334989Click image for larger version

Name:	images-1.png
Views:	5
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12334990

    famous indicators:
    RSI
    MOVING AVERAGE
    MOMENTUM
    parabolic SAR
    MACD
    stochastic oscillator.

    yeh tamam indicators kafi famous hain aur aksar traders apni trade mein aik se zuada indicators bhi apply krtay hain magar mainy jo mostly dekha hay k koi bhi trader chahy woh woh intraday trader ho ya long term ka trader ho woh apni trade mein RSI aur moving average ka istamall lazmi krta hai.iskay ilawa mazeed indicators bhi os mein add kr lety hain magr yeh donu biht important hain.
    basically moving average indicator trend ko confirm krnay k leye aur market mein trade ki support and resistance ko talash krnay k kaam aata hay.yeh past price pe work krta hay aur yeh aik lagging indicator hay.koi bhi trader apni trading strategy k mutabiq iski default setting ko change kr k iska time period apni desire k mutabiq select kr skta hay.
    kuch indicators aisy bhi hain jo past price ki ba jaaye market ki current price k sath aur momentum k sath move krtay hain aisay indicators ko leading indicators kaha jata hay.agr hum apni trade mein leading and lagging donu types k indicators ka istamal krein aur narket ki mobement aur trend ko confirm kr k agar hum kaam krein to hum nuqsan se bach saktay hain acha munafa kamma saktay hain.magr koi bhi indicator ho oska istamall ka tareeqa samjhnay k keye hamein pehlay practical krnay ki zaroorat hai.practical se achay nataij hasil krnay k baad he hum real trade mein indicators se mustafeed ho saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: JAIZA : Important Indicator:

      Dear brother Aapne a bahut hi acche indicators ki list Di Hai vaise to hamare pass is market mein bahut Sare indicator available Hote Hain jinko Ham use Karke is market Mein profit banaa sakte hain Magar in Mein sabse top per Jo indicator available hai Unka aapane Bata Diya Hai ine indicators ko use karne se Ham Ko Kafi jyada fayda ho jata hai is market Mein Ham Agar indicator Soch samajh Jaate Hain To Uske bad is per aasani se trade Karke profit banaa sakte hain is market mein aapko market ka train dekhna Hota Hai hi aur indicator se hisab se trade Laga Nahin Hoti Hai is market mein aap Agar indicator ko use karte hain to ismein aapko Kafi acchi entries mil jaati hai jinko aap apne Dear brother Aapne a bahut hi acche indicators ki list Di Hai vaise to hamare pass is market mein bahut Sare indicator available Hote Hain jinko Ham use Karke is market Mein profit banaa sakte hain Magar in Mein sabse top per Jo indicator available hai Unka aapane Bata Diya Hai ine indicators ko use karne se Ham Ko Kafi jyada fayda ho jata hai is market Mein Ham Agar indicator Soch samajh Jaate Hain To Uske bad is per aasani se trade Karke profit banaa sakte hain is market mein aapko market ka train dekhna Hota Hai hi aur indicator se hisab se trade Laga Nahin Hoti Hai is market mein aap Agar indicator ko use karte hain to ismein aapko Kafi acchi entries mil jaati hai jinko aap apne account per lagakar accha profit banaa sakte hain main indicators ko use karne se aapko accha profit Mil Jata Hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein Jo Bhi indicator use karte hain uski setting apni trading strategy ke sath Parle Taki aapko trade Lagane mein aasani ho jaaye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: JAIZA : Important Indicator:

        My dear friend koi bhi kam ho usmein kamyabi Hasil karna bilkul Aasan Nahin Hota Kamyab hone ke liye Ye Kuchh Na Kuchh mehnat lajmi karna padti hai ISI Tarah Forex hi Aisa bilkul nahin hai ki ham log the Forex market Ho jaen Karen aur pahle din se Humko earnings Milana shuru ho jaaye Bol Ke Humko Forex Ho join karne ke awful is according to bahut jyada time Dena hota hai aur apni mastering Mein ijaafa karna hota hai aur FIR Jaise Jaise Waqt Ke Sath Sath Hamari gaining knowledge of Mein ijaafa Hota rahata Hai To fir Humko exchange Mein profit Milana bhi shuru ho jata hai Ham Jitna Jyada mehnat Karenge aur acchi gaining knowledge of Hasil Karenge Ham Ko Usi ke mutabik hello FIR buying and selling Mein munafa milega

        اب آن لائن

        Working...
        X