Re: JAIZA : Important Indicator:
overview of trading indicators:
forex trading mein kuch traders without indicators trading krtay hain aur aksar experts indicators ki maddad se he trade krtay hain.indicatirs biht ziada maddad gaar sabit hotay hain hamari trade mein aur indicators two types k hotay hain leading and lagging indicators.koi bhi indicator ho hum agr os ko proper samjh kr istanall krein to hum more than 80% os se accuracy hasil kr skty hain magr iskay leye hamari learning indicators se related achi honi chahye.hamari trading app mein kuch indicators pehlay se maujood hotay hain aur jo applivation hum apny cell phone pe use krtay hain un mein hum koi new indicator add nai kr sktay.aur agar hum trading app ko comouter pe install krein to hum os mein aur bhi indicators add kr sjtay hain aur unko istamaal kr sktay hain.
major types of indicators:
1.leading indicators
2.lagging indicators
famous indicators:
RSI
MOVING AVERAGE
MOMENTUM
parabolic SAR
MACD
stochastic oscillator.
yeh tamam indicators kafi famous hain aur aksar traders apni trade mein aik se zuada indicators bhi apply krtay hain magar mainy jo mostly dekha hay k koi bhi trader chahy woh woh intraday trader ho ya long term ka trader ho woh apni trade mein RSI aur moving average ka istamall lazmi krta hai.iskay ilawa mazeed indicators bhi os mein add kr lety hain magr yeh donu biht important hain.
basically moving average indicator trend ko confirm krnay k leye aur market mein trade ki support and resistance ko talash krnay k kaam aata hay.yeh past price pe work krta hay aur yeh aik lagging indicator hay.koi bhi trader apni trading strategy k mutabiq iski default setting ko change kr k iska time period apni desire k mutabiq select kr skta hay.
kuch indicators aisy bhi hain jo past price ki ba jaaye market ki current price k sath aur momentum k sath move krtay hain aisay indicators ko leading indicators kaha jata hay.agr hum apni trade mein leading and lagging donu types k indicators ka istamal krein aur narket ki mobement aur trend ko confirm kr k agar hum kaam krein to hum nuqsan se bach saktay hain acha munafa kamma saktay hain.magr koi bhi indicator ho oska istamall ka tareeqa samjhnay k keye hamein pehlay practical krnay ki zaroorat hai.practical se achay nataij hasil krnay k baad he hum real trade mein indicators se mustafeed ho saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим